Assalamo allaikum
Ham dekhtey hain keh duniya bhar mein naey saal ki aamad per bharpoor aatish bazi hoti hai, celebrations ki jati hain, parties hoti hain aur na'jaaney kaisi kaisi taqreebein munaqad hoti hai...
poochna siraf yeh chahta hoon keh yeh naey saal ko celebrate kyun kiya jata hai? Aik saal kam ho janey ki khushi mein ya aik saal mazeed guzar jaaney ki khushi mein? kya yeh celebrations zaroori hain ya yeh mehaz aik dil-behlaaney ka bahana hai???

Comment