Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Naey Saal Ki Celebrations

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Naey Saal Ki Celebrations

    Assalamo allaikum

    Ham dekhtey hain keh duniya bhar mein naey saal ki aamad per bharpoor aatish bazi hoti hai, celebrations ki jati hain, parties hoti hain aur na'jaaney kaisi kaisi taqreebein munaqad hoti hai...

    poochna siraf yeh chahta hoon keh yeh naey saal ko celebrate kyun kiya jata hai? Aik saal kam ho janey ki khushi mein ya aik saal mazeed guzar jaaney ki khushi mein? kya yeh celebrations zaroori hain ya yeh mehaz aik dil-behlaaney ka bahana hai???
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Naey Saal Ki Celebrations

    Originally posted by Masood View Post

    wsalam Uncle:salam:

    :cc: ya tu mujhay bhi samjh nahi ai baat kah App jasay bhuday:tasali: aik saal kam honay per celebrate kiun kartay hain:hhh:

    Comment

    • #3
      Re: Naey Saal Ki Celebrations

      Originally posted by fari View Post

      Ham to Khuda ka shuker aada kartey hain keh aik saal mazeed tum jaison ko bardasht kar liya aur hamari sehat per farq nahin parra :kr:
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • #4
        Re: Naey Saal Ki Celebrations

        Originally posted by Masood View Post
        Ham to Khuda ka shuker aada kartey hain keh aik saal mazeed tum jaison ko bardasht kar liya aur hamari sehat per farq nahin parra :kr:

        :tasali: kasay sehat per faraq per sakta ha.......hathi bhi khabi kamzor howa ha:kr: :kr: :kr: :kr: :kr:

        Comment

        • #5
          Re: Naey Saal Ki Celebrations

          Originally posted by fari View Post
          :tasali: kasay sehat per faraq per sakta ha.......hathi bhi khabi kamzor howa ha:kr: :kr: :kr: :kr: :kr:
          :kr: :kr: :kr: :kr:
          HAVE A NICE DAY

          ہمیں یہ گمان کہ چاہا ہمیں زمانے نے
          عزیر سب کو تھےمگر ضرورتوں کی طرح

          Comment

          • #6
            Re: Naey Saal Ki Celebrations

            Originally posted by fari View Post
            :tasali: kasay sehat per faraq per sakta ha.......hathi bhi khabi kamzor howa ha:kr: :kr: :kr: :kr: :kr:
            haathi kamzor nahin hota magar suna hai CHHUI ko dekh ker dar jata hai :p - aur apni bachhein sambhal ker rakho itna mat hansa karo keh kisi roz phat na jaein :p
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #7
              Re: Naey Saal Ki Celebrations

              Originally posted by Masood View Post
              haathi kamzor nahin hota magar suna hai CHHUI ko dekh ker dar jata hai :p - aur apni bachhein sambhal ker rakho itna mat hansa karo keh kisi roz phat na jaein :p

              Jealous Hathi Uncle!!!!!:zuban:

              Comment

              • #8
                Re: Naey Saal Ki Celebrations

                Originally posted by Masood View Post
                Assalamo allaikum

                Ham dekhtey hain keh duniya bhar mein naey saal ki aamad per bharpoor aatish bazi hoti hai, celebrations ki jati hain, parties hoti hain aur na'jaaney kaisi kaisi taqreebein munaqad hoti hai...

                poochna siraf yeh chahta hoon keh yeh naey saal ko celebrate kyun kiya jata hai? Aik saal kam ho janey ki khushi mein ya aik saal mazeed guzar jaaney ki khushi mein? kya yeh celebrations zaroori hain ya yeh mehaz aik dil-behlaaney ka bahana hai???
                shaid mehaz aik dil behlaney ka bahana hai
                HAVE A NICE DAY

                ہمیں یہ گمان کہ چاہا ہمیں زمانے نے
                عزیر سب کو تھےمگر ضرورتوں کی طرح

                Comment

                • #9
                  Re: Naey Saal Ki Celebrations

                  Originally posted by Masood View Post
                  Assalamo allaikum

                  Ham dekhtey hain keh duniya bhar mein naey saal ki aamad per bharpoor aatish bazi hoti hai, celebrations ki jati hain, parties hoti hain aur na'jaaney kaisi kaisi taqreebein munaqad hoti hai...

                  poochna siraf yeh chahta hoon keh yeh naey saal ko celebrate kyun kiya jata hai? Aik saal kam ho janey ki khushi mein ya aik saal mazeed guzar jaaney ki khushi mein? kya yeh celebrations zaroori hain ya yeh mehaz aik dil-behlaaney ka bahana hai???
                  masood bhai yah is liyah kiya jata hain kay saal acha guzra aur next kay liyah dua ki jati hain........:dua
                  app to DK main hain copenhagen main to khub enjoy kiya hoga....
                  wesay hamaray idher bhi kafi enjoment hoya..but main family vist par NY gaya hoya tha...bohat maza kiya...45000pls thay........walkstreet par......... :clap: Once again HaPPY NeW yEaR 2007
                  ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                  Comment

                  • #10
                    Re: Naey Saal Ki Celebrations

                    Insan apni mehnat se jab halal paisa kamata hai to ousey kharch kertey waqt bhi jayez-o-najayez ka khayal rakhta hai ..... magar jab woh yeh paisa najayez zarayeh se kamata hai aur yaqeenan zada kamata hai to phir kharch bhi ousi hisab se wese kamon per hi kerta hai .............. dil behlaney ke wese bhi buhut se tareeqey hain magar insan ko haram kamayi haram kamon mei zaya kerne ke liyeh mawaqon ki zarorat hoti hai to is liyeh aisi celebrations ki jati hain .........
                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Re: Naey Saal Ki Celebrations

                      waisy bhai aap kee kia rahey hay.....................

                      aur mera khiyal hy k Insaan change chahta hay her masla main to yeh new saal aik new change huge os kee hee khushi main hee aisa karty hian...

                      aur jaisa k miss saima ny kaha hay.....k ghalt tareeka ka paisa bee ghalt jaga per jata hay..........to main yeh kahonga k main ny Halal paisa bee zayaha huty dekha hay....new year per

                      Comment

                      • #12
                        Re: Naey Saal Ki Celebrations

                        Originally posted by Khalil View Post

                        aisa ho nahi sakta ........................ Halal kamayi ki hifazat ka wada to khuda ka hai .......... halal paisa kabhi zaya nahi jata ........... yeh aur baat jis ke pass yeh paisa aaya ho ousey na pata ho ke yeh kahan se aaya hai ............bas ek misal doon gi ..... ab bank mei kaam keren waley log 8 ghantey roz kaam kertey hain ........ aur mahiney ki salary letey hain jo ke jayez kamayi mei shumar nahi hoti ......... kiu ke bank ki kamayi mei sood waqaira ka issue hota hai ........ issi tarah is paisey ko kisi naik kaam kei kahrch keren ka ajar nahi milta ........ aisey paisey se haj yaan umra bhi qabool nahi hota .........
                        sigpic

                        Comment

                        • #13
                          Re: Naey Saal Ki Celebrations

                          acha gee aap theek kehti hian..

                          Comment

                          • #14
                            Re: Naey Saal Ki Celebrations

                            Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                            Insan apni mehnat se jab halal paisa kamata hai to ousey kharch kertey waqt bhi jayez-o-najayez ka khayal rakhta hai ..... magar jab woh yeh paisa najayez zarayeh se kamata hai aur yaqeenan zada kamata hai to phir kharch bhi ousi hisab se wese kamon per hi kerta hai .............. dil behlaney ke wese bhi buhut se tareeqey hain magar insan ko haram kamayi haram kamon mei zaya kerne ke liyeh mawaqon ki zarorat hoti hai to is liyeh aisi celebrations ki jati hain .........
                            yeh baat tum ney theek kahi hai keh jayes tareeqon sey kamaii hui dolat ko istimaal kartey waqt insaan sochta hai har koi fazool mein ussey kharachney ka aadi nahin hota. Main isi liye aisi fazooliyat key khilaaf hoon - haan chand doston key liye aik achhi si dawat kar di jaey to is mein koi harj nahin - dawat karna waisey bhi Islam mein bhi pasand kiya jata hai.... magar jo bhi karein aik limit mein rah kar karein..
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment

                            • #15
                              Re: Naey Saal Ki Celebrations

                              Originally posted by Khalil View Post
                              waisy bhai aap kee kia rahey hay.....................

                              aur mera khiyal hy k Insaan change chahta hay her masla main to yeh new saal aik new change huge os kee hee khushi main hee aisa karty hian...

                              aur jaisa k miss saima ny kaha hay.....k ghalt tareeka ka paisa bee ghalt jaga per jata hay..........to main yeh kahonga k main ny Halal paisa bee zayaha huty dekha hay....new year per

                              Khalil mera khiyaal hai keh na'jaiz kamaii kisi na kisi tarha aasani sey nikal jaati hai - woh kehtey hain na keh easy come easy go - to halaal ka paisa phir bhi kuch soch samajh ker sarf kiya jata hai aur uskey istimaal ka shaoor bhi aa jata hai..

                              Working...
                              X