Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: ~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

    hmmmmmmmmmmmm udaasi ab bardassht ho rai ahi
    Allah

    Comment


    • #77
      Re: ~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

      Har udaasi aik aik waqt mein bardasht ho hi jati hai.
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #78
        Re: ~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

        Aaj main buhat ziyada Udaas hoon :(
        Zindagi Thak Gaye ..!!

        Comment


        • #79
          Re: ~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

          Aisa karo thandey paani key hoz mein dubki lgao, udasi khatam shud :wink
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #80
            Re: ~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

            Originally posted by ~khawahish~
            lekin yeh tu khassi kharab adat hai :-s
            Ab kia kerain bus may aisa hi hoon ;)

            Comment


            • #81
              Re: ~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

              Originally posted by Masood
              Aisa karo thandey paani key hoz mein dubki lgao, udasi khatam shud :wink
              Lo jee dhung ka mashwara na dena aap :p
              Zindagi Thak Gaye ..!!

              Comment


              • #82
                Re: ~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

                Originally posted by Abdullahthegreat
                Ab kia kerain bus may aisa hi hoon ;)
                chalein jee khush rahyeah phir aap :)
                Zindagi Thak Gaye ..!!

                Comment


                • #83
                  Re: ~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

                  kush rahin gay to yah kam kub karin gay jo udass honay per karty hain ( hahahahaha) :lol


                  wasay kushi main bhi yah kam hoo jay ga hay na

                  Comment


                  • #84
                    Re: ~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

                    Pholoon ki manind na udaas ho koi..........jab un se khuboo churayi jati hai
                    Allah

                    Comment


                    • #85
                      Re: ~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

                      Dil beyshabab kyun Udaas ho jata hai ?
                      Zindagi Thak Gaye ..!!

                      Comment


                      • #86
                        Re: ~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

                        nahi to......be sabab to nai hota na koi sabab to hota hai is ka.....:) Bey Shabab :D :D
                        Allah

                        Comment


                        • #87
                          Re: ~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

                          par meray pass tu koi Sabab nahin hai :-s
                          Zindagi Thak Gaye ..!!

                          Comment


                          • #88
                            Re: ~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

                            han is muamle main aisa hota hai ke shayd kuch hone wala hai isi wjah se dil par bhoj sa rehta hai
                            Allah

                            Comment


                            • #89
                              Re: ~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

                              haan maybe lekin bus Allah khair karay :-s
                              Zindagi Thak Gaye ..!!

                              Comment


                              • #90
                                Re: ~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

                                jee han sab us Mola per chor rakha hai Allah humain aur aap sab ko bohat khushyan de Ameen
                                Allah

                                Comment

                                Working...
                                X