Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: ~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

    Originally posted by La'hasil View Post
    Asalam-o-Alikum



    Chalein Jaldi say baataein Jab aap Udaas hotay hain tu kya kartay hain ? jab koi buhat pyaara Rooht jata hai tu tab kya kartay hian ? Zindagi Bojh khabi lagi ? lagi tu kyun ?


    In Sawalo'n kay jawab dijyeah :rose


    buhat sara khush rahyeah :rose


    Wa.Salam


    Khawahish :rose
    As Salam-o-Alaykum

    wa alaykum as salam

    jab udas hoti hoon toton s ebatein ekrti hoon aur sad n old songs sunty hoon

    bohat sara roti hoon k naak surkh ho jati hai eyes red aur phir main halan k munh bhi dhoti hoon epr naak red hone se aur eyes bhi sujh jati ahin bhai ko pata chalta hai to un s eshare ekr k relax ho jati hoon q k woh hal btatay hain ammmmmmmmmm jab aisi feelings hoti hain k zindagi se uktahat ho to yakdam kahin per likha tha jo parha tha yad aa jata hai k zindagi us ki di hui naimat hai zindagi bojh si lage to yeh nashukrapan hota hai janat us epr haram ho jati hai jo zindagi se nafrat mehsoos kere so tabhi tauba astagfaar ekrti hoon sab feelings khatam :-)




    Comment


    • #92
      Re: ~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

      itnay puranay thread main bint e hawa app kia talash kar rahi hain:khi:

      Comment


      • #93
        Re: ~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

        Bin-e-Aadam ko OLDERIA ki beemari lag gaii hai - woh puraney puraney threads talash ker un mein apni umer key saal talash kar rahi hain :p
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #94
          Re: ~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

          Originally posted by Masood View Post
          Bin-e-Aadam ko OLDERIA ki beemari lag gaii hai - woh puraney puraney threads talash ker un mein apni umer key saal talash kar rahi hain :p
          hehehehe magar yeh new member hain

          Comment


          • #95
            Re: ~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

            Originally posted by <> View Post
            hehehehe magar yeh new member hain
            Yeh bhi to mumkin hai keh new packages mein purana samaan ho 372-haha
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #96
              Re: ~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

              Originally posted by Masood View Post
              Yeh bhi to mumkin hai keh new packages mein purana samaan ho 372-haha

              :lahoul abhi dekhte hain reply to bartati hain appko:khi:

              Comment


              • #97
                Re: ~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

                Originally posted by <> View Post
                :lahoul abhi dekhte hain reply to bartati hain appko:khi:
                Woh mujhey kya btaein gi, woh to bohat achhi insaan hain - aap ki tarha maatha nahin peet'tin, waisey aap ka matha chapta to nahin huwa :p
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #98
                  Re: ~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

                  Originally posted by Masood View Post
                  Woh mujhey kya btaein gi, woh to bohat achhi insaan hain - aap ki tarha maatha nahin peet'tin, waisey aap ka matha chapta to nahin huwa :p
                  :khi:bare der main samjhi k yeh maaatha likha hai:D:

                  Comment


                  • #99
                    Re: ~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

                    Originally posted by <> View Post
                    :khi:bare der main samjhi k yeh maaatha likha hai:D:
                    :khi:isi liyey kehta hoon keh chaar jumaatein parh letin to aaj aik ghanta to na lagta sochney mein :eye:
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: ~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

                      Originally posted by Masood View Post
                      :khi:isi liyey kehta hoon keh chaar jumaatein parh letin to aaj aik ghanta to na lagta sochney mein :eye:
                      aagain khair manain372-haha

                      Comment


                      • Re: ~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

                        Originally posted by <> View Post
                        aagain khair manain372-haha
                        khairaan hi khairaan ney kurriyey :p waisey aap ka mann to nahin chah raha me ko phanti lagey?? :fuming:
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: ~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

                          Originally posted by Masood View Post
                          khairaan hi khairaan ney kurriyey :p waisey aap ka mann to nahin chah raha me ko phanti lagey?? :fuming:
                          chalain shukar mainay kuch kahay bagir dekh k chali gain:D:

                          Comment


                          • Re: ~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

                            Originally posted by <> View Post
                            chalain shukar mainay kuch kahay bagir dekh k chali gain:D:
                            kitni changi hain aap - aap ney har haal mein chaha tha keh aaj meri kutt lagti haina?
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: ~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

                              :p

                              Comment


                              • Re: ~* Jab Udaas hotey hain tu kya kartay hain*~

                                Originally posted by <> View Post
                                itnay puranay thread main bint e hawa app kia talash kar rahi hain:khi:
                                main puranay threads check ekr rahi thi so.........




                                Comment

                                Working...
                                X