Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

پاکستان میں مقابلہ حسن

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: پاکستان میں مقابلہ حسن

    Originally posted by Masood View Post
    :a stick: arey na'hinjaar main ney kab tumehin kaha keh main behoodah zuban ko bardasht kar key ussey aazadi ka naam dey sakta hoon - chhad yaar tu itna hi samjha hai - ullu!!!

    Nahin jaan-e-Masood main aisi koi behoodah zuban bardasht nahin kar sakta - aur mujhey yaad hai keh meri supermoderator Saima hi ko sab sey pehli warning mili thi Pegham per jab Pegham per automatic warning system tha - Saima ki aik post mein aik lafz tha us per ussey warning mili thi :lol
    Pakistan main aik evening news paper hai, jis main sirf qehba khanoN ki khabrain aur pictures hoti hain, aur wording woh he hoti hai jaisi munda istemal karta hai, aur woh maiN tumhain PM kardonga, kioN kay maiN bohot Tang'nazar hoon, us akhbar ka dawa hai kay woh ma'shray main phailnay wali burai kay baray main dosroN ko aagah kar'rha hai, munda_sialkoti ki terhaan....!! laikin akhbari sahafat ka aik chota sa usool yeh hai kay "kabhi kabhi burai ka batana bhi burai kay zimray main aata hai...!!", ummid hai tumhari aur munday ki 2 killo ki khopRi maiN rakhay 1 chiTank maghaz maiN yeh baat aagai ho gee.....!!
    That's Enough...!!

    Comment

    • #77
      Re: پاکستان میں مقابلہ حسن

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      i was just trying to potray the true picture of the those girls who are the blacksheeps of our society
      tumhari is baat ka jawab aur agli pichli sari batoN ka jawab mery oper walay reply main hai, meri aadat hai kay maiN us shaks say behas nahee karta jo apni khopRi par "khod" pehen kar baat karay....!! is say pehlay maiN nay tumhain aik jagah mana kia tha aisi zuban istemal karnay say jis main tum nay "waldain ka jahilana iqdam" likha tha.... bachpan main mangni wala thread shayad yaad ho tumhain ?? maiN nay tumhain is leay mana nahee kia tha kay maiN koi mangni shuda hoon, sirf is leay mana kia tha kay banday ko woh baat kehni chaheay jo apny maan baap kay samnay bhi kar'sakta hai.....!! jis par tum nay koi khas kaam nahee kia aur mujhay apni laffazi dikhanay ki koshish ki jis par maiN nay tumhain tumharay haal par choR dia aur aaj bhi tumhain muaf kia :rose
      That's Enough...!!

      Comment

      • #78
        Re: پاکستان میں مقابلہ حسن

        Yarr itnay lamby lamby post ......time lagta hai plz precies tarkye post karo ........dont make it eassy ....it irritates ...really

        Comment

        • #79
          Re: پاکستان میں مقابلہ حسن

          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
          Pakistan main aik evening news paper hai, jis main sirf qehba khanoN ki khabrain aur pictures hoti hain, aur wording woh he hoti hai jaisi munda istemal karta hai, aur woh maiN tumhain PM kardonga, kioN kay maiN bohot Tang'nazar hoon, us akhbar ka dawa hai kay woh ma'shray main phailnay wali burai kay baray main dosroN ko aagah kar'rha hai, munda_sialkoti ki terhaan....!! laikin akhbari sahafat ka aik chota sa usool yeh hai kay "kabhi kabhi burai ka batana bhi burai kay zimray main aata hai...!!", ummid hai tumhari aur munday ki 2 killo ki khopRi maiN rakhay 1 chiTank maghaz maiN yeh baat aagai ho gee.....!!
          Nunny munnay chootay se paalay paalay bagair dimaag ke buchay, mein tumhari zehni approach se heeraan hoon ke kia waqei to aisa he soochta he jesa tu ne likha. why don't you bother using ur head. Ager burai ko dekh ke sabi khamoosh murgay banay rahein ge, to yeh burai ke panapnay ke liye aik ideal environment provide kenay jesa ho ga...mein is moaamlay mein thoora sa sakht waqeya hua hoon aur mein samajta hoon ke her insaan ko sakht he hona chahiye is moaamlay mein. waheyaati aur waheyaat loogon ki koi jagah nahi honi chahiye moaashray mein, simple. Miyaan bura na manana tum bhi mujay rooshan khyaal lagtay ho, lekin sorry to say, mein bohat tang nazar insaan hoon, atleast is tarah ke moaamlaat mein mein samjoota nahi kerta.

          Mere nazdeek aisay buraiyon ko rooknay ke liye in buraiyon ka irtakaab kerne walay loogon per shadeed tankeed honi chahiye, hamein aisay loogon se kata'taaluqi kerni chahiye aur ibrat ka nishaan banana chahiye aur inhein hud derja demoralize kerna chahiye. Tu aisi buraiyon ko rooknay ke liye kia formula pesh kerta he...bata de, mein bhi to dekhon ke teri is 2 kilo ki khoopri mein kitna dimaag he.
          :thmbup:

          Comment

          • #80

            Abye itna kuch short length mien nahi.......yarr haad ho gayi is ko free waqat mien read karoon ga dont u worry

            Comment

            • #81
              Re: پاکستان میں مقابلہ حسن

              Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
              tumhari is baat ka jawab aur agli pichli sari batoN ka jawab mery oper walay reply main hai, meri aadat hai kay maiN us shaks say behas nahee karta jo apni khopRi par "khod" pehen kar baat karay....!! is say pehlay maiN nay tumhain aik jagah mana kia tha aisi zuban istemal karnay say jis main tum nay "waldain ka jahilana iqdam" likha tha.... bachpan main mangni wala thread shayad yaad ho tumhain ?? maiN nay tumhain is leay mana nahee kia tha kay maiN koi mangni shuda hoon, sirf is leay mana kia tha kay banday ko woh baat kehni chaheay jo apny maan baap kay samnay bhi kar'sakta hai.....!! jis par tum nay koi khas kaam nahee kia aur mujhay apni laffazi dikhanay ki koshish ki jis par maiN nay tumhain tumharay haal par choR dia aur aaj bhi tumhain muaf kia :rose
              Listen man...you are doing nothing but beating about the bushes. Sometimes it becomes hard for me to pretend myself something which i am really not, i don't wrap up myself instead i prefer to be in my pure form and this is where the real problem crop up. I am very much clear in my concepts and belive me you can never convince me until and unless you come up with solid reasons.

              Whereas my wording is concerned, i still stand firm on what i have sad...and this is u who has to change the way of interpretation of my wording
              :thmbup:

              Comment

              • #82
                Re: پاکستان میں مقابلہ حسن

                Originally posted by snobbish View Post
                Yarr itnay lamby lamby post ......time lagta hai plz precies tarkye post karo ........dont make it eassy ....it irritates ...really
                Originally posted by snobbish View Post
                Abye itna kuch short length mien nahi.......yarr haad ho gayi is ko free waqat mien read karoon ga dont u worry
                This is discussion yaar not MCQs.
                :thmbup:

                Comment

                • #83
                  Re: پاکستان میں مقابلہ حسن

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  This is discussion yaar not MCQs.
                  Discussion should b on table not on forum ...there should b such explaination that is not in comprehension but in a precise way so that one take it v comfort and easy to read ......hope u understand

                  Comment

                  • #84
                    Re: پاکستان میں مقابلہ حسن

                    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                    Pakistan main aik evening news paper hai, jis main sirf qehba khanoN ki khabrain aur pictures hoti hain, aur wording woh he hoti hai jaisi munda istemal karta hai, aur woh maiN tumhain PM kardonga, kioN kay maiN bohot Tang'nazar hoon, us akhbar ka dawa hai kay woh ma'shray main phailnay wali burai kay baray main dosroN ko aagah kar'rha hai, munda_sialkoti ki terhaan....!! laikin akhbari sahafat ka aik chota sa usool yeh hai kay "kabhi kabhi burai ka batana bhi burai kay zimray main aata hai...!!", ummid hai tumhari aur munday ki 2 killo ki khopRi maiN rakhay 1 chiTank maghaz maiN yeh baat aagai ho gee.....!!
                    Arey kisi gadhey ki dum :p tumhein yaad hai jab main ney likhna shuru kiya tha aur meri soch us waqt yehi thi keh muashrey ki woh buraiyaan jinka btana zaroori hai unhein biyaan kiya jaey - us per likhna shuru kiya tha - magar tum jaantey ho merey alfaaz kaisey huwa kartey they - kya kabhi aisi BEHOODGI jissey sar-e-aam na parha jaa sakey tumhari aankhon key samney sey guzri thi????

                    Main is baat key haq mein hoon keh sachaii ko likha jaey aur ussey biyaan kiya jaey - magar likhney ka apna aik asool hota hai - alfaaz ka aik istimaal hota hai...
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • #85
                      Re: پاکستان میں مقابلہ حسن

                      Originally posted by Masood View Post
                      Main is baat key haq mein hoon keh sachaii ko likha jaey aur ussey biyaan kiya jaey - magar likhney ka apna aik asool hota hai - alfaaz ka aik istimaal hota hai...
                      aur yeh he baat munday ki samajh maiN nahee aarhee , maiN sirf simple si aik baat kehta hoon kay insaan ko dosroN kay samnay woh baat karni chaheay jo woh apni family maiN baiTh kar bhi kar'sakta hoo...!!
                      Last edited by RulzZ; 29 December 2006, 13:50.
                      That's Enough...!!

                      Comment

                      • #86
                        Re: پاکستان میں مقابلہ حسن

                        Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                        aur yeh he baat munday ki samajh maiN nahee aarhee , maiN sirf simple si aik baat kehta hoon kay insaan ko dosroN kay samnay woh baat karni chaheay jo woh apni family maiN baiTh kar bhi kar'sakta hoo...!!
                        Bieng socialable, sometimes u cud'nt be able to discuss such things among yr family members perhaps, it'd better to do so .......i don't try to admit you or stop you to stop talk-over among yr family members but certains things we have to aviod ....as old saying "Lie that is for betterment is really not a lie"

                        Comment

                        • #87
                          Re: پاکستان میں مقابلہ حسن

                          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                          aur yeh he baat munday ki samajh maiN nahee aarhee , maiN sirf simple si aik baat kehta hoon kay insaan ko dosroN kay samnay woh baat karni chaheay jo woh apni family maiN baiTh kar bhi kar'sakta hoo...!!

                          Aa jaey gi - woh becharey abhi evalution key door sey guzar raha hai :kr: Gadhey sey insaan baneney mein kuchh waqt to lagta hai na :kr:
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment

                          • #88
                            ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                            Comment

                            • #89
                              Re: پاکستان میں مقابلہ حسن

                              :fuming: :fuming: abb agar ap nay comments mangay tu ap ko timator nahi jotaay bhi par saktay hain sab se:lpop:
                              Comments iss topic per ap unse mangiya jo muqabla-e-husaan ka mutalba kar rhi hain:pagal: ........ aik muhazib society kay log iss kay hamesha against hi comment dain gay ....abb agay app agar samjhdar nahi tu mera koi kasoor nahi ha iss ma:lpop:
                              Last edited by fari; 29 December 2006, 19:16.

                              Comment

                              • #90
                                Re: پاکستان میں مقابلہ حسن

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Bibi ji aap itni tension kyoon leti hein, aap kisi doosray thread pe chali jaiye, believe me mein aap ko nahi rookon ga, aur waise bhi zaroori to nahi ke aap yahan pe reply karein :donno:
                                dont ever call me by other names ....aur jahan tak meyri replies ki baat hai to mey ney yahan aap key kisi bhi post per nahi reply kiya ...i only asked the Mods to close the thread.....i didnt quote you? did I ??

                                agar ye sab Mods key liye acceptable hai to WHO AM I to say anything.....

                                happy posting!
                                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                                Comment

                                Working...
                                X