Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

پاکستان میں مقابلہ حسن

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: پاکستان میں مقابلہ حسن

    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
    1st of all to yeh thread apni jagah par he nahee :blush:, n 2nd of all aap donoN he saheh keh rhay hain laikin behas ko aap nay "mard" aur "aurat" kay roup maiN moR dia hai, agar yeh behas baysharmi aur behayai ki definationz karti to shayed point to point he rehti... magar jab baat "mard" aur "aurat" ki qismaiN bayan karnay par nikal jaiy to samjheay us thread ka bhurta he niklay ga jo kay nikal rhaa hai :blush:, aik la-hasil aur bekar behas :(....
    sorry :blush:
    exactly ............. magar jitni fazool aur behooda baat ooper ki gayi hai ous per shayed tum chup reh saktey ho mei nahi ...........
    sigpic

    Comment


    • #62
      Re: پاکستان میں مقابلہ حسن

      Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
      exactly ............. magar jitni fazool aur behooda baat ooper ki gayi hai ous per shayed tum chup reh saktey ho mei nahi ...........
      maiN nay paRhee hai, har aik ka apna style hota hai baat kehnay ka kuch loog bold hojatay hain aur kuch meri terhaan masoom say hotay hain :blush:, laikin is ka matlab yeh nahee hai kay munda (aurat) ko yeh sab keh rhaa hai, balkay woh to sirf (aik kirdar) ki baat kar'rha hai..... kia hum (mardoN) kay ghar maiN maaN behnain nahee hain ?? hain aur hum sab he (aurat) ka aihteram karna jantay hain aur "aurat" ka rutba itna buland hai kay sorry to say aaj ki aurat ko bhi andaza nahee hai... kia yeh kam hai kay "aik maaN apnay bach'chay ki muhab'bat maiN safa o marwa kay 7 chak'kar lagati hai to Rab-e-Kareem aanay wali naslooN par woh 7 Chak'kar Wajib kar daytay hain....??" kia humaray nabi (s.a.w) apni beti ko "Um-e-Abiha" yani "apnay baap ki maaN" nahee kaha ?? aurat to har haal maiN "takhleeq-e-insaan" karti hai, chahay maan ho behen ho, bivi ho ya baiti ho... har roup main insaan ko insaan banati hai, isi leay to maiN kehta hoon kay mua'shray ki tashkeel aurat ki zimaydari hai... aur yeh he woh sari batain hain kay jab hum (mard) daikhtay hain kay aurat ki tazlil ho rhee hai to hum boltay hain, aihtejaj kartay hain aur kehtay hain kay aurat is say bohot balatar hai... woh shama-e-mehfil nahee, woh noor-e-kainat hai, shayed yeh he wajah hai kay munday nay yeh sab likha aur manta hoon kay us nay jazbati ho kar likha laikin us ka irada qatan yeh nahe hoga ...
      That's Enough...!!

      Comment


      • #63
        Re: پاکستان میں مقابلہ حسن

        listen .............. ous ne kiu likha aur kaisey likha yeh wo janta hai ............... magar it was really cheap ... aur mei nahi chahti ke koi mujh se yeh discuss karey ............. :lpop:
        sigpic

        Comment


        • #64
          Re: پاکستان میں مقابلہ حسن

          Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
          listen .............. ous ne kiu likha aur kaisey likha yeh wo janta hai ............... magar it was really cheap ... aur mei nahi chahti ke koi mujh se yeh discuss karey ............. :lpop:
          Theek hai, agar woh cheep hai to is post main kia kar'rha hai... kia aap kay pass posts delete karnay ki ijazat nahee ?? hai to istemal karain aur batain kay Pegham par is qism ki batain nahee ke jasakteeN, yahan bolnay ki aazadi hai laikin hadod kay andar simple :blush:
          That's Enough...!!

          Comment


          • #65
            Re: پاکستان میں مقابلہ حسن

            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
            Theek hai, agar woh cheep hai to is post main kia kar'rha hai... kia aap kay pass posts delete karnay ki ijazat nahee ?? hai to istemal karain aur batain kay Pegham par is qism ki batain nahee ke jasakteeN, yahan bolnay ki aazadi hai laikin hadod kay andar simple :blush:

            tab tumharey dost yahan aa ker phir hum per hi yeh ilzam laga dein gai ke hum man mani kertey hain .......... :lpop:
            sigpic

            Comment


            • #66
              Re: پاکستان میں مقابلہ حسن

              Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
              tab tumharey dost yahan aa ker phir hum per hi yeh ilzam laga dein gai ke hum man mani kertey hain .......... :lpop:
              rulz to phir rulz hain , agar koi had cross kar'rha ho to Mod ka kaam hai kay usay rook day us kay pass (delete, edit aur moving) option isi leay hotay hain shayad :blush:, maiN nay bohot pehlay masood say kaha thaa kay tumharay forum maiN aksar bohot he ghair mayari zuban istemal hoti hai to us nay kaha yahaN "Azadi" hai, to maiN usay yeh keh kar chup hogaya kay lanat ho aisi azadi par jis ki koi had he na ho...... har cheez ki had hoti hai aur us had ko define karna aap logoN ka he kaam hai takay members us had maiN reh kar he baat karain, agar aisay he khuli chutti daitay gaiy to phir yoon he hoga :blush:
              That's Enough...!!

              Comment


              • #67
                Re: پاکستان میں مقابلہ حسن

                Sab sey pehley main yahan per is post key hawaley sey apney comments doon ga uskey baad kuchh doosri postings per reply karoon ga.

                Allah Tala jab kisi qom ko safah-e-hasti sey mitana chahtey hain to us mein beshumar buraiyaan pedah kar detey hain, aisi buraiyaan jo bazahir haseen-o-dilkash manazir pesh karti hain magar darhaqeeqat aik aisa chhupa huwa zehar hoti hain, jo raftah raftah us qom ki tabahi ka sbab ban jati hain. Masla yeh hai keh duniya aik village ki manind ho gaii hai. Charon atraaf ki khabrein har taraf aasani sey mil jati hain, sasti aur ghatiya entertainment mohayya karney waley televison channels aisi aisi behoodgiyaan pesh kar rahey hain jis sey aazad khiyaal logon ko taqweeyat mil rahi hai. Sach to yeh hai keh ham logon ney aazadi ko samjha hi nahin! Media ko aazadi mili to usney gul khilaey (main kuchh din pehley ARY dekh raha tha, Indian tarz per almost teen-age bachiyan chhotey chhotey libas pehney indian muziq per bharpoor dance kar rahey hain) inko is taraf laaney waley kaun hain? Qom key mujrim! Hamari hakoomatein tak to aazadi ka ghalat matlab leti hain to aazad khiyaal awam ko to siraf aik ishara chahiye hota hai. Aisi harkat woh log kartey hain jo maghribi soch key dildadah hain, jinko gunah bhi soney key kaghiz mein lipta huwa aik dil'kash phool nazar aata hai aur unki aankhein aisey phoolon sey khush ho jati hain. Warna jahan per aik achhey mahool mein Islami tarz-e-tareeqat per bachon ki parwarish ki jaey, wahan per aisi behoodgiyaan asar andaaz nahin hotin - and I won't belive keh koi aurat apni marzi sey apni numaish karwaey!

                Masla yeh hai keh ham log us bhiyanak raastey ki janib jaa rahey hain jiska anjaam siwaey tabahi key aur kuchh nahin. Yeh tabahi kab aati hai, let's wait and see - maybe it won't be in our generation but the foundation has been laid!!!
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #68
                  Re: پاکستان میں مقابلہ حسن

                  Kuchh din pehley aik doosrey section mein aik thread laga tha Women Jeans ka - uska hashar bhi kuchh isi tarha ka huwa tha keh us mein behas MARD-O-ZAN ki aa gaii thi - us ka hashar bhi kuch kuch aisa hi huwa tha.

                  Mujhey is baat ki aaj tak samajh nahin aai keh ham mard kaisey aurat ko bura kah saktey hain jabkeh har gandgi key peechey mard ka hath hota hai? Koi aurat khud ghalat raah per nahin jaati, ussey guide kiya jata hai.. let me tell you keh yahan Europe mein kabhi auratein saron sey dopata nahin utarti thin, aur wud u belive ghair mard key samney kam kam aati thin - phir kya huwa - aazadi-e-ufkaar ney janam liya - naey naey naam'war filosofer pedah huwey jinhein duniya manti hai, unhon ney aurat ko AAZAD karwaya aur aurat ko NAII raah dikhaii - tha kaun mard!!!

                  Phir jab waqt key sath sath aurat ki kindergarden sey yeh tarbiyat honi lagi to woh aaj ki european aurat bani - usi ki taqleed aaj hamarey mulk mein ki jaa rahi hai, kaun hai iskey peechey? Auraton ko yeh sabaq deney wala kaun hai? Koi aik nahin, kahin per aurat khud hai aur kahin per mard hai.

                  Anyway is thread mein yeh behas fazool hai.
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #69
                    Re: پاکستان میں مقابلہ حسن

                    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                    rulz to phir rulz hain , agar koi had cross kar'rha ho to Mod ka kaam hai kay usay rook day us kay pass (delete, edit aur moving) option isi leay hotay hain shayad :blush:, maiN nay bohot pehlay masood say kaha thaa kay tumharay forum maiN aksar bohot he ghair mayari zuban istemal hoti hai to us nay kaha yahaN "Azadi" hai, to maiN usay yeh keh kar chup hogaya kay lanat ho aisi azadi par jis ki koi had he na ho...... har cheez ki had hoti hai aur us had ko define karna aap logoN ka he kaam hai takay members us had maiN reh kar he baat karain, agar aisay he khuli chutti daitay gaiy to phir yoon he hoga :blush:
                    :a stick: arey na'hinjaar main ney kab tumehin kaha keh main behoodah zuban ko bardasht kar key ussey aazadi ka naam dey sakta hoon - chhad yaar tu itna hi samjha hai - ullu!!!

                    Nahin jaan-e-Masood main aisi koi behoodah zuban bardasht nahin kar sakta - aur mujhey yaad hai keh meri supermoderator Saima hi ko sab sey pehli warning mili thi Pegham per jab Pegham per automatic warning system tha - Saima ki aik post mein aik lafz tha us per ussey warning mili thi :lol
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #70
                      Re: پاکستان میں مقابلہ حسن

                      Originally posted by Xenya View Post
                      baat bilkul hi topic sey hat gai thi/hai isi liye mey ney request ki

                      still i wud like the mods to close this thread
                      Bibi ji aap itni tension kyoon leti hein, aap kisi doosray thread pe chali jaiye, believe me mein aap ko nahi rookon ga, aur waise bhi zaroori to nahi ke aap yahan pe reply karein :donno:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #71
                        Re: پاکستان میں مقابلہ حسن

                        Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                        listen .............. ous ne kiu likha aur kaisey likha yeh wo janta hai ............... magar it was really cheap ... aur mei nahi chahti ke koi mujh se yeh discuss karey ............. :lpop:
                        Is se bara almiya kia ho ga ke aap jese loogon ki nazron mein ghalat amal itna ghalat nahi he jitna ke us ka naam

                        Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                        tab tumharey dost yahan aa ker phir hum per hi yeh ilzam laga dein gai ke hum man mani kertey hain .......... :lpop:
                        Topic close ho ya na ho, aap mera reply edit karein na karein, meri sehat mein is se koi faraq nahi pernay wala...aap ka jo dil mein aaye keejiye
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #72
                          Re: پاکستان میں مقابلہ حسن

                          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                          1st of all to yeh thread apni jagah par he nahee :blush:, n 2nd of all aap donoN he saheh keh rhay hain laikin behas ko aap nay "mard" aur "aurat" kay roup maiN moR dia hai, agar yeh behas baysharmi aur behayai ki definationz karti to shayed point to point he rehti... magar jab baat "mard" aur "aurat" ki qismaiN bayan karnay par nikal jaiy to samjheay us thread ka bhurta he niklay ga jo kay nikal rhaa hai :blush:, aik la-hasil aur bekar behas :(....
                          sorry :blush:
                          Miyaan...many of things things are inter-connected, sometimes its even not wise to remain sticky with the origin of the topic. while discussing one has to come up with some relevant references as well as onging circumstance. This issue might seemingly diverged from its origin but still it is a somehow relevant to the topic
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #73
                            Re: پاکستان میں مقابلہ حسن

                            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post

                            maiN nay paRhee hai, har aik ka apna style hota hai baat kehnay ka kuch loog bold hojatay hain aur kuch meri terhaan masoom say hotay hain :blush:, laikin is ka matlab yeh nahee hai kay munda (aurat) ko yeh sab keh rhaa hai, balkay woh to sirf (aik kirdar) ki baat kar'rha hai..... kia hum (mardoN) kay ghar maiN maaN behnain nahee hain ?? hain aur hum sab he (aurat) ka aihteram karna jantay hain aur "aurat" ka rutba itna buland hai kay sorry to say aaj ki aurat ko bhi andaza nahee hai... kia yeh kam hai kay "aik maaN apnay bach'chay ki muhab'bat maiN safa o marwa kay 7 chak'kar lagati hai to Rab-e-Kareem aanay wali naslooN par woh 7 Chak'kar Wajib kar daytay hain....??" kia humaray nabi (s.a.w) apni beti ko "Um-e-Abiha" yani "apnay baap ki maaN" nahee kaha ?? aurat to har haal maiN "takhleeq-e-insaan" karti hai, chahay maan ho behen ho, bivi ho ya baiti ho... har roup main insaan ko insaan banati hai, isi leay to maiN kehta hoon kay mua'shray ki tashkeel aurat ki zimaydari hai... aur yeh he woh sari batain hain kay jab hum (mard) daikhtay hain kay aurat ki tazlil ho rhee hai to hum boltay hain, aihtejaj kartay hain aur kehtay hain kay aurat is say bohot balatar hai... woh shama-e-mehfil nahee, woh noor-e-kainat hai, shayed yeh he wajah hai kay munday nay yeh sab likha aur manta hoon kay us nay jazbati ho kar likha laikin us ka irada qatan yeh nahe hoga ...
                            agreed
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #74
                              Re: پاکستان میں مقابلہ حسن

                              Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                              rulz to phir rulz hain , agar koi had cross kar'rha ho to Mod ka kaam hai kay usay rook day us kay pass (delete, edit aur moving) option isi leay hotay hain shayad :blush:, maiN nay bohot pehlay masood say kaha thaa kay tumharay forum maiN aksar bohot he ghair mayari zuban istemal hoti hai to us nay kaha yahaN "Azadi" hai, to maiN usay yeh keh kar chup hogaya kay lanat ho aisi azadi par jis ki koi had he na ho...... har cheez ki had hoti hai aur us had ko define karna aap logoN ka he kaam hai takay members us had maiN reh kar he baat karain, agar aisay he khuli chutti daitay gaiy to phir yoon he hoga :blush:
                              aap ke last wali lines pe mein yeh kahon ga ke kuch loogon mein 5 senses hoti hein aur kuch mein 6...lekin aap ke ander seven senses hein aur seventh sense "NON SENSE" he :slap:

                              yahan pe koi ghalat baat nahi hui aur na kisi pe mein ne kisi ko personally hit kia, i was just trying to potray the true picture of the those girls who are the blacksheeps of our society n nothing wrong w/my intensions :donno: i wonder why some ppl get mad when these kinda harsh realities are pointed out
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #75
                                Re: پاکستان میں مقابلہ حسن

                                Originally posted by Masood View Post
                                Mujhey is baat ki aaj tak samajh nahin aai keh ham mard kaisey aurat ko bura kah saktey hain jabkeh har gandgi key peechey mard ka hath hota hai? Koi aurat khud ghalat raah per nahin jaati, ussey guide kiya jata hai..
                                :clap: :clap: :clap:
                                waah miyaan waah...what an assessment

                                i totally disagree w/u.

                                Ziada lambi baat nahi karon ga. Mein itna jaanta hoon ke jo aurat apna daaman paak rakhna chahti he us ka daaman koi bhi daag-daar nahi ker sakta
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X