Re: پاکستان میں مقابلہ حسن
Pakistan main aik evening news paper hai, jis main sirf qehba khanoN ki khabrain aur pictures hoti hain, aur wording woh he hoti hai jaisi munda istemal karta hai, aur woh maiN tumhain PM kardonga, kioN kay maiN bohot Tang'nazar hoon, us akhbar ka dawa hai kay woh ma'shray main phailnay wali burai kay baray main dosroN ko aagah kar'rha hai, munda_sialkoti ki terhaan....!! laikin akhbari sahafat ka aik chota sa usool yeh hai kay "kabhi kabhi burai ka batana bhi burai kay zimray main aata hai...!!", ummid hai tumhari aur munday ki 2 killo ki khopRi maiN rakhay 1 chiTank maghaz maiN yeh baat aagai ho gee.....!!
Originally posted by Masood
View Post
Comment