Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Paternal or maternal relatives??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Paternal or maternal relatives??

    Originally posted by Rida View Post
    Walaikom Asalam.....
    main apni nani say buht attach hoon.....bachpan mein zyada time unhi kay paas guzara hai ....meternal relatives say zyada muhabbat hai..:rose
    aap nani se kese attach hein, zara tasveer bana ke aur misaalein de ke wazeh karein :blush:
    :thmbup:

    Comment


    • #17
      Re: Paternal or maternal relatives??

      Originally posted by Hala View Post
      Salam to all .........:rose

      Are you closer to your paternal or maternal relatives and why?
      i am more closer to paternal relatives.... :)

      Comment


      • #18
        Re: Paternal or maternal relatives??

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Mere paternal relatives mere he city mein bulke mere ghar ke aas paas thay, un se mera interaction ziada tha, aur maternal relatives doosray city mein thay, aur wahan pe saal mein aik do baar he visit kerta tha, aur yeh aik kudarti si baat he ke insaan jis mahool mein jin loogon mein palay barahay us jagah aur un loogon se mohabat bhi insaan ko ziada hoti he...hay ke nai hay
        ji sahi hai..... :)

        Originally posted by Gul-e-Lala
        well bachpan mein ham apne paternal relatives ki nisbat maternal relatives se zayada attached thay waja ye thi k ham donon se doore rehte thay so jab bhi dono sides main se kahin jane aur rehne ki baat hoti tou maternal side ko prefer kerte k wahan sab cousins hamare age fellow thay. jab k paternal side per sab barrey thay. mager jese jese time guzra aur ham log apne abae gher mein shift huwe tou paternal side ki taraf rujhan zayada ho gaya though that consists of only one uncle and his family. lakin ab ham paternal side se zayada unsiyat feel kerte hain.
        haa! ji yahi hota hai .... jis side pe age group hoo tu roojan osy side hota hai... thnks for ur reply... be happy:rose

        Originally posted by ZoE
        humara taluk laraka family sa hai is liya kam he banti hai na paternal saay na maternal aksar hum aik dosray k jhaanaay puttaay nazar aatay hain :pagal:
        ALLAH khair karii .. app ka ... itnaa be larakaa mat bani.... zindagi mein tu yahi rishtoo ki sab sy zayada zarorat hoti hai ... khush rahi :rose

        Originally posted by Sweet & Sour
        Paternal, dada ki death tab huwi jab mere dad 13 saal ke they , dadi ki death humarey is duniya mei aaney se pehley hi ho chuki thi, ager wo hotey ....... thing might could differ or might not ..........

        maternal nana nani ki death ho chuki hai magar jab tak wo hayat they oun se buhut pyar mila, aur maternal relatives se bhi :)
        ALLAH pak sab ko janat ferdos ataa kari AMEEN... :dua
        be happy:rose

        Originally posted by Khalil
        maternal relatives
        ok ji..... :lpop:

        Originally posted by Khalil
        maternal relatives....'
        waja nahi bata sakta.
        chall app ki marziii ...:cwm:

        Originally posted by Rida
        Walaikom Asalam.....
        main apni nani say buht attach hoon.....bachpan mein zyada time unhi kay paas guzara hai ....meternal relatives say zyada muhabbat hai..:rose
        jahaa nani hooo wahaa hai mubahaat zayda hoti hai.... khush rahien :rose

        Originally posted by Sahil_80
        i am more closer to paternal relatives.... :)
        welcome to pegham :welcome:
        haa! any specific reason ...... :hhh:
        be happy
        u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

        :pr:

        Comment


        • #19
          Re: Paternal or maternal relatives??

          Originally posted by Hala View Post

          welcome to pegham :welcome:
          haa! any specific reason ...... :hhh:
          be happy
          thanks for welcome......:)
          issliye shayed hum kathay rahtay hain.....

          Comment


          • #20
            Re: Paternal or maternal relatives??

            Originally posted by sahil_80 View Post
            thanks for welcome......:)
            issliye shayed hum kathay rahtay hain.....
            kia kathay rahtay hai app ... :lpop:
            u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

            :pr:

            Comment


            • #21
              Re: Paternal or maternal relatives??

              Originally posted by Hala View Post
              kia kathay rahtay hai app ... :lpop:
              mera matlab hai joint family mein rahta hoon shayed issliye paternal relatives say ziyada affiliation hai......

              Comment


              • #22
                Re: Paternal or maternal relatives??

                Originally posted by sahil_80 View Post
                mera matlab hai joint family mein rahta hoon shayed issliye paternal relatives say ziyada affiliation hai......
                I c.... app ni akhaty ka A miss kia taa ...islyee pochaa... :khi:
                good luck and be happy with joint family...
                u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                :pr:

                Comment


                • #23
                  Re: Paternal or maternal relatives??

                  Originally posted by Hala View Post
                  Salam to all .........:rose

                  Are you closer to your paternal or maternal relatives and why?
                  Meri dadi jaan ka intiqaal meri pedaish sey pehley ho chuka tha, dada jaan ka inti meri bohat kam'umri mein huwa (woh merey bachpan ka aik aisa waqeya hai jo mujhey yaad hai). Merey nana jaan ka intiqaal meri pedaish sey bohat hi pehley ho chuka tha jabkeh meri nani ka intiqal almost merey samney huwa aur unkey intiqaal ka mujhey bohat ziyada dukh tha keh main DK sey Kharian pohanch chuka tha, siraf unkey gaoun tak nahin jaa paya tha keh subah subah khabar aai keh nanu ka intiqaal ho geya hai :( maternal relatives sey ziyada gehraa nata hai aur raha tha :)
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #24
                    Re: Paternal or maternal relatives??

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    aap nani se kese attach hein, zara tasveer bana ke aur misaalein de ke wazeh karein :blush:

                    koi bara kam kehain ...........tu main kar doon gi.....:blush:
                    For New Designers
                    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                    Comment


                    • #25
                      Re: Paternal or maternal relatives??

                      Originally posted by Hala View Post


                      jahaa nani hooo wahaa hai mubahaat zayda hoti hai.... khush rahien :rose
                      u apnay baray mein bhi tu bataao naaaaaa:lpop:
                      For New Designers
                      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                      Comment


                      • #26
                        Re: Paternal or maternal relatives??

                        Paternal Relatives....Apnay Taya K Ghar main rah ker apni edu mukamal ki un k saath starting say raha aur bara hooowa tu zahir hai wo aur un ki family mujh say ya main un say ziyada attched hain
                        sigpic

                        Comment


                        • #27
                          Re: Paternal or maternal relatives??

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Hmmm...yaani aap F16 family se taaluq rakhti hein, aray waah, waise mujay aap ke family ke baray mein jaan kar bohat khushi hui, mujay bataiye ke aap ki family kis area mein rehti he, tak ke mein wahan kabi na aaon :kr:
                          nahi nahi phapaa kutnay ho k ap ko kia dar :comfort:
                          geet ka husan ho tum ho janay gahzal
                          shairoon ki haseen shairee tum say hai
                          maira gham aur mairee har khushi tum say hai
                          janay maan ya mairee zindagi tum say hai

                          Comment


                          • #28
                            Re: Paternal or maternal relatives??

                            paternal main DADA N DADI JE ki death tab hoi jab mery FATHER buhat chooty se the
                            or baaqi sirf 1 TAYA hain jo USA hooty hain or pak main kam hi hoty hain so main maternal main apni KHALA se buhat close rahii hoon:)
                            NANA N NANI JE ki death tab hoi jab main choti c thi....
                            per mera buhat dil kerta hai k mere DADA DADI hoty or hamary sath rehte :)

                            Comment


                            • #29
                              Re: Paternal or maternal relatives??

                              Originally posted by Masood View Post
                              Meri dadi jaan ka intiqaal meri pedaish sey pehley ho chuka tha, dada jaan ka inti meri bohat kam'umri mein huwa (woh merey bachpan ka aik aisa waqeya hai jo mujhey yaad hai). Merey nana jaan ka intiqaal meri pedaish sey bohat hi pehley ho chuka tha jabkeh meri nani ka intiqal almost merey samney huwa aur unkey intiqaal ka mujhey bohat ziyada dukh tha keh main DK sey Kharian pohanch chuka tha, siraf unkey gaoun tak nahin jaa paya tha keh subah subah khabar aai keh nanu ka intiqaal ho geya hai :( maternal relatives sey ziyada gehraa nata hai aur raha tha :)
                              ALLAH PAK sab buzargoo ko jinat ferdos ata farmyee.. AMEEN:rose
                              u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                              :pr:

                              Comment


                              • #30
                                Re: Paternal or maternal relatives??

                                Originally posted by sccorpion81 View Post
                                Paternal Relatives....Apnay Taya K Ghar main rah ker apni edu mukamal ki un k saath starting say raha aur bara hooowa tu zahir hai wo aur un ki family mujh say ya main un say ziyada attched hain
                                hmmm.... ok ji .. nice to know.. :lpop:
                                u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                                :pr:

                                Comment

                                Working...
                                X