Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Paternal or maternal relatives??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Paternal or maternal relatives??

    Salam to all .........:rose

    Are you closer to your paternal or maternal relatives and why?
    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

    :pr:

  • #2
    Re: Paternal or maternal relatives??

    Salamoona Hala :rose

    Mey ney poori zindagi door hi guzaari hai apney dono side key relatives sey to mey dono taraf key aik hi jitna kareeb hun magar jabhi bhi un key darmayaan hon to phir pata chalta hai key cousins key sath kitna mazza aata hai.... : )


    leykin bachpan mey dada jaan bohot laad uthatey they ....Allah unhein jannat mey jaga dey Ameen :rose

    aur phir abhi kuch saal pehley meyri Naano ney meyrey sath kuch time guzaar tha aur us dauraan mey un sey mey ney bohot kuch seekha like cooking ...time management.... (ye sab balkey unhon ney khudi seykhaya tha :) )


    aur is 10th dec. ko un ki pehli barssi hai .....and I really miss her....

    May Allah bless her Ameeen...:rose
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #3
      Re: Paternal or maternal relatives??

      Originally posted by Xenya View Post
      Salamoona Hala :rose

      Mey ney poori zindagi door hi guzaari hai apney dono side key relatives sey to mey dono taraf key aik hi jitna kareeb hun magar jabhi bhi un key darmayaan hon to phir pata chalta hai key cousins key sath kitna mazza aata hai.... : )


      leykin bachpan mey dada jaan bohot laad uthatey they ....Allah unhein jannat mey jaga dey Ameen :rose

      aur phir abhi kuch saal pehley meyri Naano ney meyrey sath kuch time guzaar tha aur us dauraan mey un sey mey ney bohot kuch seekha like cooking ...time management.... (ye sab balkey unhon ney khudi seykhaya tha :) )


      aur is 10th dec. ko un ki pehli barssi hai .....and I really miss her....

      May Allah bless her Ameeen...:rose
      W.Salamoona :rose
      tu app ko donoo taraf cloze hai... good good ..
      be happy
      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

      :pr:

      Comment


      • #4
        Re: Paternal or maternal relatives??

        Dada, Dadi, Nana, nani, to Allah ko pyaaray ho gaye...Allah in sub ko janat mein aala mukaam ata fermaye...aameen

        waise meri tendency paternal relatives ki taraf ziada rahi
        :thmbup:

        Comment


        • #5
          Re: Paternal or maternal relatives??

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Dada, Dadi, Nana, nani, to Allah ko pyaaray ho gaye...Allah in sub ko janat mein aala mukaam ata fermaye...aameen
          AMEEN SUM AMEEN ...... :dua

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          waise meri tendency paternal relatives ki taraf ziada rahi
          koi khaas wajaa... :hhh:
          u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

          :pr:

          Comment


          • #6
            Re: Paternal or maternal relatives??

            Originally posted by Hala View Post
            AMEEN SUM AMEEN ...... :dua



            koi khaas wajaa... :hhh:
            Mere paternal relatives mere he city mein bulke mere ghar ke aas paas thay, un se mera interaction ziada tha, aur maternal relatives doosray city mein thay, aur wahan pe saal mein aik do baar he visit kerta tha, aur yeh aik kudarti si baat he ke insaan jis mahool mein jin loogon mein palay barahay us jagah aur un loogon se mohabat bhi insaan ko ziada hoti he...hay ke nai hay
            :thmbup:

            Comment


            • #7
              Re: Paternal or maternal relatives??

              well bachpan mein ham apne paternal relatives ki nisbat maternal relatives se zayada attached thay waja ye thi k ham donon se doore rehte thay so jab bhi dono sides main se kahin jane aur rehne ki baat hoti tou maternal side ko prefer kerte k wahan sab cousins hamare age fellow thay. jab k paternal side per sab barrey thay. mager jese jese time guzra aur ham log apne abae gher mein shift huwe tou paternal side ki taraf rujhan zayada ho gaya though that consists of only one uncle and his family. lakin ab ham paternal side se zayada unsiyat feel kerte hain.
              "All I have learned from Life is that I know nothing."




              Comment


              • #8
                Re: Paternal or maternal relatives??

                humara taluk laraka family sa hai is liya kam he banti hai na paternal saay na maternal aksar hum aik dosray k jhaanaay puttaay nazar aatay hain :pagal:
                Last edited by ZoE; 5 December 2006, 23:35.
                geet ka husan ho tum ho janay gahzal
                shairoon ki haseen shairee tum say hai
                maira gham aur mairee har khushi tum say hai
                janay maan ya mairee zindagi tum say hai

                Comment


                • #9
                  Re: Paternal or maternal relatives??


                  Paternal, dada ki death tab huwi jab mere dad 13 saal ke they , dadi ki death humarey is duniya mei aaney se pehley hi ho chuki thi, ager wo hotey ....... thing might could differ or might not ..........

                  maternal nana nani ki death ho chuki hai magar jab tak wo hayat they oun se buhut pyar mila, aur maternal relatives se bhi :)
                  sigpic

                  Comment


                  • #10
                    Re: Paternal or maternal relatives??

                    Originally posted by ZoE View Post
                    humara taluk laraka family sa hai is liya kam he banti hai na paternal saay na maternal aksar hum aik dosray k jhaanaay puttaay nazar aatay hain :pagal:
                    Hmmm...yaani aap F16 family se taaluq rakhti hein, aray waah, waise mujay aap ke family ke baray mein jaan kar bohat khushi hui, mujay bataiye ke aap ki family kis area mein rehti he, tak ke mein wahan kabi na aaon :kr:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Paternal or maternal relatives??

                      Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                      well bachpan mein ham apne paternal relatives ki nisbat maternal relatives se zayada attached thay waja ye thi k ham donon se doore rehte thay so jab bhi dono sides main se kahin jane aur rehne ki baat hoti tou maternal side ko prefer kerte k wahan sab cousins hamare age fellow thay. jab k paternal side per sab barrey thay. mager jese jese time guzra aur ham log apne abae gher mein shift huwe tou paternal side ki taraf rujhan zayada ho gaya though that consists of only one uncle and his family. lakin ab ham paternal side se zayada unsiyat feel kerte hain.
                      Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                      Paternal, dada ki death tab huwi jab mere dad 13 saal ke they , dadi ki death humarey is duniya mei aaney se pehley hi ho chuki thi, ager wo hotey ....... thing might could differ or might not ..........

                      maternal nana nani ki death ho chuki hai magar jab tak wo hayat they oun se buhut pyar mila, aur maternal relatives se bhi :)

                      aap doono ke baray mein jaan ker bohat khushki, i mean khushi hui :blush:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #12
                        Re: Paternal or maternal relatives??

                        maternal relatives

                        Comment


                        • #13
                          Re: Paternal or maternal relatives??

                          maternal relatives....'
                          waja nahi bata sakta.

                          Comment


                          • #14
                            Re: Paternal or maternal relatives??

                            Originally posted by Hala View Post
                            Salam to all .........:rose

                            Are you closer to your paternal or maternal relatives and why?
                            Walaikom Asalam.....
                            main apni nani say buht attach hoon.....bachpan mein zyada time unhi kay paas guzara hai ....meternal relatives say zyada muhabbat hai..:rose
                            For New Designers
                            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                            Comment


                            • #15
                              Re: Paternal or maternal relatives??

                              Originally posted by Khalil View Post
                              maternal relatives....'
                              waja nahi bata sakta.
                              Tu waja khaak bataye ga, tujay tu maternal aur paternal ke difference ka he pata nahi ho ga :kr: :kr: :kr: :kr:

                              oye koi rokay mujay me hus hus ke aaj .......... :kr: :kr: :kr: :kr:
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X