Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Longest Journey

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Longest Journey

    Originally posted by shy View Post
    chila to suna he jangalon me kata jata he :cc: ye makan ke ird gird konsa chila hota he:a stick:
    Chalein aap to seedhi saadhi si shareef si buchi hein, lekin kai larkiyaan bari phupphy kutni hoti hein apne he ghar ke ird gird chlay kaati rehti hein :kr:
    :thmbup:

    Comment


    • #32
      Re: Longest Journey

      Originally posted by sccorpion81 View Post
      Yeh Munda hi katata hai gharon k chilay
      Haan sahi kaha, jo gharon ke ird gird chilay kerta he mein usay kaat deta hoon
      :thmbup:

      Comment


      • #33
        Re: Longest Journey

        Originally posted by ZoE View Post
        sab saay lamba safar subah ko bistar sa nikal k nashtay ki maiz tak
        hmmm :mm:

        Ho na ho, zaroor ko aap ke pause ka button daba deta ho ga :khi:
        :thmbup:

        Comment


        • #34
          Re: Longest Journey

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Chalein aap to seedhi saadhi si shareef si buchi hein, lekin kai larkiyaan bari phupphy kutni hoti hein apne he ghar ke ird gird chlay kaati rehti hein :kr:
          aap ko bara tajurba he phapy katni larkion ka??:wk

          Comment


          • #35
            Re: Longest Journey

            Originally posted by sccorpion81 View Post
            Yeh Munda hi katata hai gharon k chilay
            kin gharon ke chile??:wk

            Comment


            • #36
              Re: Longest Journey

              Originally posted by shy View Post
              aap ko bara tajurba he phapy katni larkion ka??:wk
              Ji ji kyoon nahi, is duniya mein aankhein khool ke rehta hoon na :comfort:
              :thmbup:

              Comment


              • #37
                Re: Longest Journey

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Ji ji kyoon nahi, is duniya mein aankhein khool ke rehta hoon na :comfort:
                :blush: wah kiya baat ha App ki ankheen hain ya spotlight jes ki charging khatam hi nahi hoti :lpop:

                Comment


                • #38
                  Re: Longest Journey

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Ji ji kyoon nahi, is duniya mein aankhein khool ke rehta hoon na :comfort:
                  achaa to kia baki ankhen band kar ke reh rahe hen

                  Comment


                  • #39
                    Re: Longest Journey

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    hmmm :mm:

                    Ho na ho, zaroor ko aap ke pause ka button daba deta ho ga :khi:
                    bas ji kia kaheen dunya ka sab saay muskil kam sardi main kambal sa bahir nikalna aur munh dhoona hai
                    geet ka husan ho tum ho janay gahzal
                    shairoon ki haseen shairee tum say hai
                    maira gham aur mairee har khushi tum say hai
                    janay maan ya mairee zindagi tum say hai

                    Comment


                    • #40
                      Re: Longest Journey

                      Originally posted by fari View Post
                      :blush: wah kiya baat ha App ki ankheen hain ya spotlight jes ki charging khatam hi nahi hoti :lpop:
                      Meri charging khatam kerne se bhi aap ko charging nahi milay gi :na: kudrati toor pe he aap ke cell kamzoor hein :kr:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #41
                        Re: Longest Journey

                        Originally posted by shy View Post
                        achaa to kia baki ankhen band kar ke reh rahe hen
                        Her sawaal ka jawaab aap muj se he kyoon poochti hein, me aap ko baatein maslon ke hal batanay wala baba lagta hon kia :blush:
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #42
                          Re: Longest Journey

                          Originally posted by ZoE View Post
                          bas ji kia kaheen dunya ka sab saay muskil kam sardi main kambal sa bahir nikalna aur munh dhoona hai
                          Aap moun dhook ke sooya karein aur kamble ke ander he breakfast kia karein, waise moun dhoonay ki bhi kia zaroorat he, shairon ke moun to dhulay hotay hein :kr:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #43
                            Re: Longest Journey

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Meri charging khatam kerne se bhi aap ko charging nahi milay gi :na: kudrati toor pe he aap ke cell kamzoor hein :kr:


                            :lpop:Mai ap ki tarhan cell se nahi chalti iss liya :tasali: app apni mazeed charging kar lain kiun kah ap sab ko apnay jasa samjh bathay hain:zuban: :zuban:

                            Comment


                            • #44
                              Re: Longest Journey

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Haan sahi kaha, jo gharon ke ird gird chilay kerta he mein usay kaat deta hoon
                              Ab Dekh lo sab yeh kia kah raha hai..yeh kahta hai k main kat laita hoon...aur aap ko pata hai katanay wala kon hota hai???....Sorry Aamir...I m just Kidding
                              sigpic

                              Comment


                              • #45
                                Re: Longest Journey

                                Me ka sab say lambaa safar ice land ka thaa jo musalsal by air 3 din tak jaree rahaa us main hum nay bohot say counrtes daykheen or khoob maza ayaa whan ke dilchasp baat yay thee kay hum jab ice land pohonchy to wahan barf he barf thee or din thaa kay khatam hony ka naam nahi lay raha thaa me nay abbo jee say pocha humy 24 houres say ziyada ho gay hain or raat he nahi ho rahee to abbo je boly yahan year kay 6 month day hota hai or 6 month night. Me is safar ko kabhee nahi bhool saktee
                                :rose
                                .
                                .
                                .
                                .
                                {.....................}

                                Comment

                                Working...
                                X