Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Longest Journey

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Longest Journey

    Originally posted by Masood View Post
    Lagta hai keh main ney tumharey hi hathon mein aankh kholi thi :kr:
    Baba ji hosh kjieey :a stick: aapki zehni haalat khasee kharab ho gaey hay :budhu: :budhu: :budhu: :budhu: hum mashhom logon per ilzaam lagatay aapko sharam tak nhin aate :a stick: :a stick:
    sigpic

    Comment


    • #17
      Re: Longest Journey

      Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
      q unko kya masla hay :D
      jo massod bhai ny bataya hay

      Comment


      • #18
        Re: Longest Journey

        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
        Baba ji hosh kjieey :a stick: aapki zehni haalat khasee kharab ho gaey hay :budhu: :budhu: :budhu: :budhu: hum mashhom logon per ilzaam lagatay aapko sharam tak nhin aate :a stick: :a stick:
        to aap ko bhi sharam aani chahiye keh Bahadu Shah Zafar ko aik baar phir takleef dey rahi hain keh woh meri kam'sini ki umer mein aa ker dobara angrezon key hathon takleefein uthey :p
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #19
          Re: Longest Journey

          humara longest journey huaa kerta tha last year tak jo k 18 hours ki direct flight hoty thi Toronto to Karachi :( shukar hay ab kuch time kamm huaa to 13 to 14 hours ki flight hoty hai :D :D ....aur agar connected flight ho to banda do din khowar .....:pagal: :pagal: isi liey hum sirf PIA prefer kertay hain direct flight :lpop:


          hamara last trip pakistan ka jo almost 7 months pehlay tha wo humara longest safar tha...... ghar se 1 n half hour ki drive k baad Pearson International" per pohanchay ...wahan checkin k baad khabar huey k flight as usual late hay:pagal: lekin herat angez taur per sirf half hour late thi ...... ....phir 14 hours ki direct flight k baad hum Quid e azam international karachi pohanchay , kuch prbs ki waja se karachi nahin ruk saktay thay so :( :( wahan se mazeed 4 hours ki drive k baad hyderabad ........aur phir ye haal tha k mat pochiey
          sigpic

          Comment


          • #20
            Re: Longest Journey

            zindagi to he hi safar khas kar ham ki:wk sab se lamba safar 29 hours ka tha:blush: jab khatam hua to Allah ka bara shuker kia:dua

            Comment


            • #21
              Re: Longest Journey

              Originally posted by shy View Post
              zindagi to he hi safar khas kar ham ki:wk sab se lamba safar 29 hours ka tha:blush: jab khatam hua to Allah ka bara shuker kia:dua
              Aap ne bataya nahi ke aap ne safar kahan se le ker kahan tak kia...kahin apne he makaan ke ird gird chila to nahi kaat'ti rahein 29 ghantay :kr:
              :thmbup:

              Comment


              • #22
                Re: Longest Journey

                Originally posted by Khalil View Post
                subah uth ker chatt per jata hun aur 10 mint k baad wapis ajata hun.....
                bara lamba safer hay..
                Kia moun ke bhal jata he chutt pe :khi:
                :thmbup:

                Comment


                • #23
                  Re: Longest Journey

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Kia moun ke bhal jata he chutt pe :khi:

                  Nahien Jatay tu pairon k bal hain laikin wapsi monh k bal hoti hai...hahahahhaha
                  sigpic

                  Comment


                  • #24
                    Re: Longest Journey

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Kia moun ke bhal jata he chutt pe :khi:
                    NHi yaar jata to seedha hee hun...
                    per kuch makan choor ker aik hamsaye jo kee chuadry hian un kee Murgee baang dey rahi huti hay osy chup kerwata hun:wk

                    Comment


                    • #25
                      Re: Longest Journey

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Aap ne bataya nahi ke aap ne safar kahan se le ker kahan tak kia...kahin apne he makaan ke ird gird chila to nahi kaat'ti rahein 29 ghantay :kr:
                      chila to suna he jangalon me kata jata he :cc: ye makan ke ird gird konsa chila hota he:a stick:

                      Comment


                      • #26
                        Re: Longest Journey

                        Yeh Munda hi katata hai gharon k chilay
                        sigpic

                        Comment


                        • #27
                          Re: Longest Journey

                          Originally posted by shy View Post
                          chila to suna he jangalon me kata jata he :cc: ye makan ke ird gird konsa chila hota he:a stick:
                          Yeh Munda hi katata hai gharon k chilay
                          sigpic

                          Comment


                          • #28
                            Re: Longest Journey

                            sab saay lamba safar subah ko bistar sa nikal k nashtay ki maiz tak
                            geet ka husan ho tum ho janay gahzal
                            shairoon ki haseen shairee tum say hai
                            maira gham aur mairee har khushi tum say hai
                            janay maan ya mairee zindagi tum say hai

                            Comment


                            • #29
                              Re: Longest Journey

                              Originally posted by sccorpion81 View Post
                              Nahien Jatay tu pairon k bal hain laikin wapsi monh k bal hoti hai...hahahahhaha
                              :khi:
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #30
                                Re: Longest Journey

                                Originally posted by Khalil View Post
                                NHi yaar jata to seedha hee hun...
                                per kuch makan choor ker aik hamsaye jo kee chuadry hian un kee Murgee baang dey rahi huti hay osy chup kerwata hun:wk
                                Murgi ka anda jub saath walay ghar mein ho to murgi to kut kut karay gi he :wk
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X