Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Apni Apni kharab aadatein btao

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

    Originally posted by ZoE View Post
    ab ka hum pichray to sahyad kaheen khootoon main milaeen :pagal:
    ye aapka khoton se itna bhaeey chara kion hai:hhh:
    sigpic

    Comment


    • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

      Originally posted by Me Here View Post
      Walikum Assalam.......


      NOT A PERFECT MUSLIM
      XTRA SENSITIVE
      TAKE DECISIONS 4m HEART

      "perfect muslims" tu bauhat kum reh gaye me here jaani:) .... aap per hi kya munhasir hum bhi aise hi hain ..Allah hume, aap ko, aur her muslmaan moomin mard aur aurat aur aane waali naslo'n ko hidayat de ke woh deen-e-Islam ki sahi sahi pairwi kare(aameen)

      Comment


      • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

        bath per jaldi action lenaa
        u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

        :pr:

        Comment


        • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

          Originally posted by Masood View Post
          asal mein tum apney maathey per likhwa lo keh main serious hoon :lol - aur waisey bhi jaisey hi gadha nazar aaey - to hansi chhoot jati hi :p
          Sahi kaha Masood, jese he mein tumheni ya kisi aur gadhay ko dekhta hoon, meri gair-danista hasi start ho jati he :khi:
          :thmbup:

          Comment


          • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

            Originally posted by Wafa View Post
            mughe jo apne adatein bohot kharaab lagte hai wo hai :lpop: ......subha deer se uthte hoo...shayed is lea ke me raat ko bohot deer se soote hoo :embarasse .....aur dosre ke ummid ke tarha mere bhi hansi control nahi hote...jab koi hansne wale baat ho to sab hans kar farig ho jaate hai aur me abhi tak hans rahe hote hoo.....:tauba :khi: pher sab mughe dekh kar hasne lag jaate hai.... ...agar ziada loog ho to me bahir chale jaate hoo....
            aik aur buri adat ye hai ke jab koi mughe se koi galat baat kare jo mughe napasand ho :slap: ..to me wapas jawab nahi dete...soochte hoo pher us me aur mughe kea farq reh jae ga.....:donno:
            Ager aap kisi ko wapis jawaab nahi detein to yeh buri aadat hui ya achi aadat, mujay to yeh aadat achi lagi :lpop:
            :thmbup:

            Comment


            • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

              Originally posted by aabi2cool View Post
              khabar daar mujh main koi kharaab adat naheen hy
              Jhoot bhool raha he Gadha kahin ka, bulke yahin ka :khi:
              :thmbup:

              Comment


              • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

                Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                humaree sab se buree aadat hay der se sona aur kamm sona , doosrree ye k hansi control nahin hoti nbaaz oqaat aisay mokay per hansi aajatee hay k chhupanay ki koshish mein bay haal ho jatay hain hum aankhon se paani behna shuru ho jata hay hans k lekin hansi nhin control hoty :embarasse

                teesree buree aadat k mess nahin pasand kitna bhi thakay hon , kitni bhi bura haal ho lekin agar room mein koi bhi cheez misplace hay ya mess hay to sukun ki neend nhin aatee:na: us phewlaao mein bas phir ro marr k usey sahee kertay hain to sukun aata hay :D ...ye aadat is lieey buree lagtee hay humein k kabhi kabhi phelawa sametnay ki himmat nhin bhi hoty itna thakay hotay hain k mood hota hay bs so jaen lekin phelaway k saath nend aaey bhi to kaisay

                4th bad habbit ye k humein shopping se bht chirr hay jatay to hain mall waghera lekin itna shauq nahin k market mein khowar hon jaa jaa k :fuming: :fuming: is aadat se humaree Mom chirty hain:pagal: , kion k wo humse ye axpect kertee hain k hum un k saath jaaen , aur hum itnay achhay hain hee nhin :D :D :D
                Aap ne to sirf chand aik buri aadatin likhwaein, baki jo be-shumaar buri aadatein hein aap ke ander wo kyoon nahi likhein...PG walon ko dhooka de rahi hein na :fuming:
                :thmbup:

                Comment


                • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

                  Originally posted by NaQsh View Post
                  dude that was a good one
                  Oh thank u ji :blush:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

                    Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                    ham ager apni buri aadton ki baat karen gey tou bhot time lag jaye ga:blush: kher koshish kertey hain
                    sab se buri adat hai Khana time per na khana aur bhot kam khana. din mein teen dafa hamari izat afzae zaroor hoti hai gher k her bandey sey kyun k khaney k time per humain akser bhook nahi hoti ya bhot kam khate hain. hamari mother Allah unhein himat day aur sehat-mand rakhey hamain gate tak kuch na kuch pakrane ati hain jab subah gher se nikalte hain. es baat per shirmindagi bhi hoti hai but u see old habits are hard to die.
                    doosri adat hai k pichle kuch arse se humain her kaam at the nik of time kerne ki adat ho gae hai aur kyun k akser ham 11th hour per bhi theek thaak kam ker lete hain tou ye adat mazeed pukhta hoti ja rahi hai
                    teesri adat ye hai k ham fone kerne aur sun-ne k maamle mein bhot sust hain aur es baat ki waja se akser kisi na kisi se dant perr jati hai. gher per hun tou cell fone kahin hota hai aur ham kahin aur. akser kisi aur k fone se ring ker k dhondna perrta hai k kahan rakha tha. aur job per hun tou akser silent mode per hota hai aur ham zehmat he nahi kerte k off and on check ker len. nateeja saaf zahir hai Dant k ager use nahi kerna tou rakha kyun hua hai but again paki adaten kahan khatam hoti hain.

                    chothi ye k ham se na chahte huwe bhi kahin na kahin koi na koi blunder ho jata hai. esi liye jab tak ham maheeney mein aik blunder na ker len pareshan rehte hain kyun esa kerne k baad humain tasali ho jati hai k ab agla kuch arsa kisi blunder per embarrassment ka moqa nahi aye ga :blush:

                    abhi aur bhot si hain. wo phir kabhi sahi
                    aap ki aadaton se milti julti aadatein kuch meri bhi hen, lekin me inhein buri aadaton mein shumaar nahi kerta :lpop:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

                      Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                      :slap: :slap: Khabrdaar humaree sweetu c chanda ko kuch kaha aap ney .....
                      pehlay apnay nuqs duur kijieey jo kabhi aapko mendak to kabhi kukkar ba'nay per majboor kertay hain
                      Mein to samajta tha ke Fari tum se ziada chawlein maarti he :blush:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

                        Originally posted by Hala View Post
                        bath per jaldi action lenaa
                        Kiss ke bath per action lein, bath lena achi baat he tum bath pe pabandiyaan kyoon laga rahi ho :kr: Hala tum jub chup rehti ho na, to itni achi lagti ho ke kia bataon :kr: :kr:
                        :thmbup:

                        Comment


                        • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Mein to samajta tha ke Fari tum se ziada chawlein maarti he :blush:

                          :mm:aur App apnay ap ko kiya samjhtay hian...

                          Comment


                          • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Ager aap kisi ko wapis jawaab nahi detein to yeh buri aadat hui ya achi aadat, mujay to yeh aadat achi lagi :lpop:
                            waise me ye buri adato me shumaar karte hoo ..kyu ke agar aap chup ho jao to dosre insaan ko pata kaise chale ga ke us ne galat baat kahe. ....usse kuch sunao taake next time aise koi baat na kare......:lpop:
                            sigpic


                            Comment


                            • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

                              Originally posted by Wafa View Post
                              waise me ye buri adato me shumaar karte hoo ..kyu ke agar aap chup ho jao to dosre insaan ko pata kaise chale ga ke us ne galat baat kahe. ....usse kuch sunao taake next time aise koi baat na kare......:lpop:
                              theek ha:wk phir Wafa dear next time :tasali: tum Munda Sialkoti:budhu: ko kuch suna daina taake next time aise koi baat na kare......:lpop:

                              Comment


                              • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

                                Originally posted by fari View Post
                                theek ha:wk phir Wafa dear next time :tasali: tum Munda Sialkoti:budhu: ko kuch suna daina taake next time aise koi baat na kare......:lpop:
                                waise me munde ke baat nahi kar rahe the...:wk... munde sialkoot ka to ye haal hai ke kuch kehta hai to us ke shamat aa jaate hai....:tasali: :kr: :kr: :kr: mere kuch kehne ke zaroorat he nahi parhte....:lpop:
                                sigpic


                                Comment

                                Working...
                                X