Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Apni Apni kharab aadatein btao

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    aap ki aadaton se milti julti aadatein kuch meri bhi hen, lekin me inhein buri aadaton mein shumaar nahi kerta :lpop:
    yani ye burri adaten nahi hain?? good es ka matlab hai k ab jab humain apni Amma jaan se dant pitti tou ham keh sakte hain k ye tou burri adat consider he nahi ki ja sakti :)
    "All I have learned from Life is that I know nothing."




    Comment


    • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

      Originally posted by fari View Post
      :lpop: hum tu kosish kartay hi hian per Othana tu app ko ALLAH hi nay hai:zuban:
      Yeh Allah ke kaam Allah pe he rehnay do...aur jahan tak tumhari kooshishon ka taaluq he, tum to mujay aik inch bhi nahi hila sakti :khi:
      :thmbup:

      Comment


      • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

        Originally posted by Gul-e-Lala View Post
        yani ye burri adaten nahi hain?? good es ka matlab hai k ab jab humain apni Amma jaan se dant pitti tou ham keh sakte hain k ye tou burri adat consider he nahi ki ja sakti :)
        Aji zaroor, apne haq ki baat kerna her aik ka haq he :khi: waise subhu office aanay se pehlay meri mom mujay aawazein he deti rehti hein aur me dabay paoon nashta kiye bagair he faraar ho jata hoon, is tarah me ko daant bhi nahi perti, aap bhi aisa ker liya keejiye :khi:
        :thmbup:

        Comment


        • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Aji zaroor, apne haq ki baat kerna her aik ka haq he :khi: waise subhu office aanay se pehlay meri mom mujay aawazein he deti rehti hein aur me dabay paoon nashta kiye bagair he faraar ho jata hoon, is tarah me ko daant bhi nahi perti, aap bhi aisa ker liya keejiye :khi:

          :lol good strategy lakin prob ye hai k hamara room kitchen k ain samne waqya hua hai so ham kisi surat ese farar nahi ho sakte. doosri baat ye hai k kyun k humian akser bhaee ne drop kerna hota hai tou uss ko jagane k liye humain amma jaan ki help leni perrti hai.. so no escape :donno: so hamara nashta Dant se hota hai :khi:
          "All I have learned from Life is that I know nothing."




          Comment


          • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Aji zaroor, apne haq ki baat kerna her aik ka haq he :khi: waise subhu office aanay se pehlay meri mom mujay aawazein he deti rehti hein aur me dabay paoon nashta kiye bagair he faraar ho jata hoon, is tarah me ko daant bhi nahi perti, aap bhi aisa ker liya keejiye :khi:
            tareqa tu acha hai:khi: :khi: :khi:
            HAVE A NICE DAY

            ہمیں یہ گمان کہ چاہا ہمیں زمانے نے
            عزیر سب کو تھےمگر ضرورتوں کی طرح


            Comment


            • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

              mere kharab adatain ummm achi khasi hain :lol
              lekan sab say boori adat jo mujhay sakhat boori lagti hai kay zara zara si baat ko dil say laga kay beath jati houn , koi zara sa kuch keh day woh baat mery zehan say niklti hi nahi :pagal: kuch loog aik kaan say sun kay dosray kaan say nikal daytay hain aisi wasi batoo ko ...buhat acha kartay hian ..par mujh say nahi hota main kia karoun

              baki adatain bhi hian bori lekan control kar laiti houn :) aik yehi galay pari hovi hai :tauba yeh adat bachpan say nahi hai pechlay chand saloo say hovi hai .....
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment


              • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

                Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                :lol good strategy lakin prob ye hai k hamara room kitchen k ain samne waqya hua hai so ham kisi surat ese farar nahi ho sakte. doosri baat ye hai k kyun k humian akser bhaee ne drop kerna hota hai tou uss ko jagane k liye humain amma jaan ki help leni perrti hai.. so no escape :donno: so hamara nashta Dant se hota hai :khi:
                Yeh kia zabardasti he, aap Ehtajaaj karein apni mom se, ager aa ko bhook nahi lagi to is mein aap kia ker sakti hein...ya phir aap apne bhai se understanding paida karein ke wo aap ka nashta bhi chupkay chupkay ker liya karay :kr:

                waise mein subhu nashta nahi kerta hoon, lekin jub office pohanchta hoon to bhook lag jati he, ajeeb mushkil mein phans gaya hoon :kr: us time aap ki tarah hamara lala kaam aata he, i mean hamaray lala ji hein wo chaye bana ke dete hein aur freezer mein boss ki koi cheez pari ho to usay saaf kerna per jata he :khi:

                lekin akser me lunch tak aasani se guzara bhi ker leta hon, itni tension nahi hoti waise
                :thmbup:

                Comment


                • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  mere kharab adatain ummm achi khasi hain :lol
                  lekan sab say boori adat jo mujhay sakhat boori lagti hai kay zara zara si baat ko dil say laga kay beath jati houn , koi zara sa kuch keh day woh baat mery zehan say niklti hi nahi :pagal: kuch loog aik kaan say sun kay dosray kaan say nikal daytay hain aisi wasi batoo ko ...buhat acha kartay hian ..par mujh say nahi hota main kia karoun

                  baki adatain bhi hian bori lekan control kar laiti houn :) aik yehi galay pari hovi hai :tauba yeh adat bachpan say nahi hai pechlay chand saloo say hovi hai .....
                  Hmm...aap jesa haal kabi mera tha, lekin, lekin mein ub kaamyaab ho gaya hoon isay control kerne mein...pehlay kabi koi baat ker deta to me ander he ander mein tension leta rehta, lekin ub ager boss bhi ghalti se koi baat ker dein to phir me un se tub tak behas kerta hoon jub tak wo yeh na keh dein ke haan bei meri he ghalti he :blush: aap bhi baaton ko dil mein lene ki bajaye dimag pe liya karein aur soocha karein ke how can you cope w/this.
                  :thmbup:

                  Comment


                  • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Hmm...aap jesa haal kabi mera tha, lekin, lekin mein ub kaamyaab ho gaya hoon isay control kerne mein...pehlay kabi koi baat ker deta to me ander he ander mein tension leta rehta, lekin ub ager boss bhi ghalti se koi baat ker dein to phir me un se tub tak behas kerta hoon jub tak wo yeh na keh dein ke haan bei meri he ghalti he :blush: aap bhi baaton ko dil mein lene ki bajaye dimag pe liya karein aur soocha karein ke how can you cope w/this.
                    ham humesha yehi souchtay hain kay acha karoo to acha hoo ga lekan aisa nahi hota aap jitna bhi acha karoo kisi kay sath aap kay sath ghalat hota hai ...main to achi souch kay sath agay chalti houn lekan kabhi kuch hoo jaye to aik dam say samajh hi nahi ata kay kia kia jaye ? kia jawab dia jaye ? pher bad main zehan main batain ati hain kay flan flan baat ka yeh jawab dia ja sakta tha ...lekan us waqat buhat dair hoo chuki hoti hai ....................or pher yehi batain mery zehan main reh jati hain kay main nay aisa kio nahi kia wesa kio kar dia ...mery yadashaat bhi achi hain or yeh batain mery zehan say nahi niklti hain..
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment


                    • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      ham humesha yehi souchtay hain kay acha karoo to acha hoo ga lekan aisa nahi hota aap jitna bhi acha karoo kisi kay sath aap kay sath ghalat hota hai ...main to achi souch kay sath agay chalti houn lekan kabhi kuch hoo jaye to aik dam say samajh hi nahi ata kay kia kia jaye ? kia jawab dia jaye ? pher bad main zehan main batain ati hain kay flan flan baat ka yeh jawab dia ja sakta tha ...lekan us waqat buhat dair hoo chuki hoti hai ....................or pher yehi batain mery zehan main reh jati hain kay main nay aisa kio nahi kia wesa kio kar dia ...mery yadashaat bhi achi hain or yeh batain mery zehan say nahi niklti hain..

                      Hmm...got you. Actually what you lack is "confidence", isay aap gair-hazir jawaabi se bhi relate ker saktay hein. yeh aap ke saath tub hota ho ga jub aap kisi ki personality ke influence mein aa jati hein. amooman yeh aap ke saath tub nahi hota ho ga jub aap kisi apne se chootay se deal kerte hoon gi. Aik mashwara deta hoon, bara ho ya choota, usay apnay se choota samaj ke he deal karein, not in sense ke aap baray se bud'tameezi karein, lekin is sense mein ke aap ko pata ho ke aap ka right kia he aur aap ko kia boolna he, aur jo aap ko bolna he wo aap ba'aasani bool sakein, chahay alfaaz thooray sakht he kyoon na hon, jese he aap mein mazeed confidence develop ho ga yeh aadat jaati rahay gi aap me...believe me...i have also passed through the same situation. Now Alhamdullilah mere saath aisa koi masla nahi,
                      :thmbup:

                      Comment


                      • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Yeh Allah ke kaam Allah pe he rehnay do...aur jahan tak tumhari kooshishon ka taaluq he, tum to mujay aik inch bhi nahi hila sakti :khi:

                        :khi: woh tu ma waqi nahi hila sakti ap jasay pahar numa Mandko ko othana insaano ka kam nahi ha.....:na:

                        Comment


                        • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

                          Originally posted by fari View Post
                          :khi: woh tu ma waqi nahi hila sakti ap jasay pahar numa Mandko ko othana insaano ka kam nahi ha.....:na:
                          Ustaad se adab se pesh aatay hein :slap:

                          jub jub bad'mateezi karo gi tub but maar paray gi tumhein :blush:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Ustaad se adab se pesh aatay hein :slap:

                            jub jub bad'mateezi karo gi tub but maar paray gi tumhein :blush:
                            Apna thapar wapis lijiya.:slap: ....mai ajj kay zamnay ki shagird iss thapar kay badlay ap ko phansi per latka sakhti ha.:blush: ......:a stick: .Iss liya meri bad mateezi ko bardast karein warna natija..tan na

                            Comment


                            • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Yeh kia zabardasti he, aap Ehtajaaj karein apni mom se, ager aa ko bhook nahi lagi to is mein aap kia ker sakti hein...ya phir aap apne bhai se understanding paida karein ke wo aap ka nashta bhi chupkay chupkay ker liya karay :kr:

                              waise mein subhu nashta nahi kerta hoon, lekin jub office pohanchta hoon to bhook lag jati he, ajeeb mushkil mein phans gaya hoon :kr: us time aap ki tarah hamara lala kaam aata he, i mean hamaray lala ji hein wo chaye bana ke dete hein aur freezer mein boss ki koi cheez pari ho to usay saaf kerna per jata he :khi:

                              lekin akser me lunch tak aasani se guzara bhi ker leta hon, itni tension nahi hoti waise
                              Ehtjaj kerti thi per ab tou mazi ka qisa ho gaya.:) wese ye bhai log aur kisi maamle mein behnon ki help karen na karen es maamley mein kafi helpful hote hain. like my brother used to say.. ager es ko bhook nahi hai tou koi baat nahi.main hun na. main kha leta hun. :lol
                              aap k Lala aur aap k boss ka freezer dono barre kaam ki cheezen hain. sambhal ker rakhye ga :lol
                              wese ham ne note kiya hai k larkiyan khane k maamle main kafi careless hoti hain jab k larkey khub paitu hote hain
                              "All I have learned from Life is that I know nothing."




                              Comment


                              • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

                                PG members mein kitni kitni kharab aadtein hain yeh is thread mein pata chal gaya...:D

                                Comment

                                Working...
                                X