Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

    Originally posted by D@y W@lk3r View Post
    dear Khalil blood dena to bohat achi baat hain. aur blood denay say koi kamzori nahi hoti..balkay is say apka blood kay liyah aur acha hota hain taza blood banta hain..aur yah two years phalay ki baat hain...yah ajj tak nahi obser main aaya kay blood daynay say koi masala hoya ho...just apna pura dignos karwao..blood test phir uskay motabik treatment karo..dekhoo zada khana health kay liyah acha nahi..din main kam say kam 4 dafa ka routin banao. is ka matalab yah nahi kay et bhar kar khao...bas itna kay bhook khatam hojay..din main zada dafa khana health kay liyah acha hain ba nisbaat kay 3 times bhar kar khana...hope you are anderstand..abt...........food:tomato:
    bhai sehat mri bilkul theek thaak hay...bus yehi masla hay khorak bee theek hay aur paani bee kafee peeta hun...
    aur black color...spot germion main kamm hujaty hain aur serdion main ziyada:lpop:

    Comment


    • #32
      Re: Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

      Originally posted by Altafhussain View Post
      Yai aapko Punsaree ki dukan say mil jai gi.means Herbal walon kay pas say.jo mufridaat sell kertay hain.means single herbal medicine.
      thanks main khareed laita hun inshaALLAH thanks again:salam: :salam: :salam:

      Comment


      • #33
        Re: Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

        Originally posted by Khalil View Post
        bhai sehat mri bilkul theek thaak hay...bus yehi masla hay khorak bee theek hay aur paani bee kafee peeta hun...
        aur black color...spot germion main kamm hujaty hain aur serdion main ziyada:lpop:
        App Skin Doctor ko dekhay...Srif MBBS walla na ho.:na: . okay yah apna diagnos mujhay sent karo...........
        ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

        Comment

        Working...
        X