Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

    Herbal medicins say Ilaj aik Natural way for treatment .Doctors or Atai Hakeemon kay hathon lutnay ki baji ab aap Free main apnay problems ko share kerain main aapko pooray khaloos kay sath mashra donga.Insha Allah.
    Last edited by Masood; 19 November 2006, 12:53.

  • #2
    Re: Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

    what is ur qualification? What kinda treatment are you providing?
    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

      Aam khao pair na gino. Mara herbal or sunyasi style ka 20 years ka tujruba hay.Qualification tu copy kerkay 4 years main hasil hu sakti hay or phir un Qualifieds ko Medical rap aa ker medicine ka introduction kerwaty hain or wo mareezon per apply kertay hain.sialcoti aap kay liay aik tuhfa hay.wo yai k ..Aap ,, Baadam,25 Gm,Sounf 25Gm and Misree 50Gm safoof bana ker 2 teaspone subah or sham ko use kero. Aap ki zahni salahyat main or hafizay main acha izafa hoga.Take care and dont misuse urself.Allah ka ziker on Namaz ki pabandi kerain.Allah hafiz

      Comment

      • #4
        Re: Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

        Assalam-o-alaikum
        Bhai mairay aap ne docs ke baray main jo kaha us se hi aapki salahiatoon ka andaza ho jata hai.4 ya 5 saal tak parhnay wala aisay hi medical college main nahin daakhil hua hota apni salahiatoon ki badolat hi uska admission hota hai aur apni qabiliat se hi pass out hota hai.
        Phir jab woh doc banta hai to tashkhees ke liyay uske paas jadeed zarai hotay hain jin se insaan ke andar ka sara haal khul kar samnay aa jata hai.Aapke paas kiya hota hai?
        Jin ashia ke istaimaal ka mashwara aap ne sialkoty ko diya hai agar aap ne istaimaal kar ke apni zahni istaidad barhai hoti to aaj doctor hotay aur khua makhua doosron par aitraaz na kar rahay hotay.
        Ham ne kai hakeem aur homoeopathic aazmay hain,aakhri nateeja yehi nikla hai ke bahtareed doc hai.Mairi zindagi doctors ki salahiatoon ki wazah daleel hai,agar main hakeem aur homoeopathic per qana'at karti to aaj zinda na hoti.Main transplant recipient hoon.
        Mind Sciences

        Comment

        • #5
          Re: Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

          main zapk7 say kisi had tak itefaq karta hon laikin is k saath saath main yeh kehna chahoon ga k Hikmat aur Hopeopathy bhi aik haqeeqat hai jis say inkaar mumkin nahi. ab yeh alheedha baat hai k hikmat aur Homeopathy main Medical Science jaisi taraki nahi hoi, yehi wajah hai k in k fawaaid bohat mehdood ho kar reh gay hain.

          Comment

          • #6
            Re: Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

            mian to Hopeopathy ka kail hun...aur main studnt bee nahi hun es ka
            lakin pher be ny
            dr hanimon, aur faruad , k elwa pakistan main Dr. Gulzar aur Imtiaz kee buhat sari books read kee hian
            aur main yeh kahonga k Hopeopathy aik nehmat hay dunia k liy ..
            yeh insaan ko aik makaml insaan bana daiti hain
            great way of cure......
            main to salam kerta hun jo really Hopeopathy dr hain...

            Comment

            • #7
              Re: Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

              معزرت کے ساتھ سب سے پلے میں آپ کو خوش آمدید کہتا ہوں اور امید کرتا ہوں کہ آپ لوگوں کو نہایت ہی اچھے مشورے دیںگے۔
              اگر آپ ہومیوپیتھک ڈاکٹر ہیں تو میں آپ کو سلام کرتا ہوں۔

              Comment

              • #8
                Re: Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

                Main nay yai topic bahs kernay ky liay shroo nahee kia hay.waisay main itna arz kerdon k Elopethy ,Herbal, or Homeopathic tarqa ilaj apni apni jagah bahtreen hain.Mareez ko tu wohi bahter lagta hay jidher say usay nafa ho jata hay.Nafa sub main hay magr inko aply kernay ki zaroorat hay sahee tareeqay say.Aapko in sub tareeqon kay himayatee or mukhalif mil jain gain yai koi bareee baat nahee hay. Ab jis kay g main ai wohi pai roshni .. Humnay tu dill jala kay siray aam rakh dia.

                Comment

                • #9
                  Re: Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

                  Originally posted by Altafhussain View Post

                  mera aap sy aik swal hay...................
                  1) main ny 2 saal pehly apny grandfather ko blood dia tha 2 botles..
                  laikan os k baad mery chehry per chaya see ban gai hain....matlb ky ankhoon k nichy aur aik choti see naak per............buhat elaj kerwaya hay khoon bee theek hay mager sab kuch wohi hian kuch bee nahi badla...
                  aur meri khorak bee theek hay sabzian aur goshat aur juice bee peeta hun walk bee kerta hun...aur exercise bee kerta hun >>>>>>>>

                  Comment

                  • #10
                    Re: Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

                    Originally posted by Khalil View Post

                    Use these medicines .. Acid phose Q 7 drops / Three time. And..or Sherbaty foulad kise Athentic compony ka.ore sherbaty bazoori donon sherbaton kay 2 teaspones in half glass wo water..main dal ker hila ker pee lain..yai subah or sham ko kerian. Aap ko asal main blood dany ki waja say aik dum weakness barh gai thee or blood power weak hogaya tha lihaza ya proble howa..inform me after 15 days.Allah aapko Shifa kamila ataa fermai.

                    Comment

                    • #11

                      شکریہ ڈاکٹر صاحب میں ان کو استعمال کرونگا اور آپ کو بتاوںگا۔آپ کا بہت بہت شکریہ میں آپ کو بہت دعا دونگا اگر یہ مسلہ حل ہوگیا تو۔

                      Comment

                      • #12
                        Re: Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

                        Aslam-A-Alikam......
                        mera chotha bhai ka chehra pay bohit say pimple hai or un ka nishan bhi hai plz koi alag batya..........
                        :hathoraWWW.businessminds.tk:dance:
                        :dance2:WWW.businessmindforum.tk:dance:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

                          Originally posted by Zabi View Post
                          Aslam-A-Alikam......
                          mera chotha bhai ka chehra pay bohit say pimple hai or un ka nishan bhi hai plz koi alag batya..........
                          Allah Shafi:: Neem kay 5 putty yani leaves of neem.Neem is most comon tree in pak and in india..kisi pialai main ghout ker yani pees ker usi piali main aik cup pani dal ker or aik tea spone sugar mix kerkay chan ker pila dain. do for 15 days.and us Faqeeri merham if u are in pakistan..availbe any punsari or other stores..tell me after 15days. khutti cheezon say tail ki cheezon say prahaiz kerwain or milk bhi kum say kum use kerain.Allah shifa ata fermai.

                          Comment

                          • #14
                            Re: Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

                            Altaf hussain ji....mughe ye poochna tha ke agar nazar kamzoor ho...to koi nuskha hai jis se nazar teez ho jae..........shukriya..:)
                            sigpic

                            Comment

                            • #15
                              Re: Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

                              Originally posted by Altafhussain View Post
                              Aam khao pair na gino. Mara herbal or sunyasi style ka 20 years ka tujruba hay.Qualification tu copy kerkay 4 years main hasil hu sakti hay or phir un Qualifieds ko Medical rap aa ker medicine ka introduction kerwaty hain or wo mareezon per apply kertay hain.sialcoti aap kay liay aik tuhfa hay.wo yai k ..Aap ,, Baadam,25 Gm,Sounf 25Gm and Misree 50Gm safoof bana ker 2 teaspone subah or sham ko use kero. Aap ki zahni salahyat main or hafizay main acha izafa hoga.Take care and dont misuse urself.Allah ka ziker on Namaz ki pabandi kerain.Allah hafiz
                              Neem hakeem sahib, falsfay ki ru se me aap se syaana nikla, aap ka nuskha mein aap ke batanay se pehlay istamaal ker chuka :blush: ub is nuskhay ki aap ko zaroorat he, raat sonay ke baaad aur subhu uthnay se pehlay baadam khaein aur saath mein thooray se paani mein mazeed paani mila ke patla ker ke piyein, ummid he aap ki akal thikaanay aa jaye gi, aur ager nahi aaye to kisi darakht pe ulta latak ke apni taangein dheeli ker dein ke aap ser ke bul zameen per aan girein...phir bataiye ga :lpop:
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X