Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

    Originally posted by Wafa View Post
    Altaf hussain ji....mughe ye poochna tha ke agar nazar kamzoor ho...to koi nuskha hai jis se nazar teez ho jae..........shukriya..:)
    Wo aap ko kia mashwara de ga jis ki apni akal kamzoor ho :na:

    Khair aik nuskha mein share kerta hoon, germiyon mein mein ne istamaal kia tha, istamaal to kisi aur purpose ke liye kia tha lekin nazar theek ho gai thi :kr: well germiyon ka wait ker lein, 20 badam raat ko paani mein bigo dein aur thoori si khash'khash bhi bigo dein, usay koi 18 ghantay paani mein rehnay dein, badam ke chilkay utaar lein aur khashaash ko achi tarah dhook ke in doono ko mash ker lein aur serdai bana lein, kisi malmal ke dupatay se chan lein aur piyein, you know meri ainak utar gai thi...lekin phir mein ne bohat ziada TV aur computer pe nazrein lagaein aur aakhir kaar dubara se ainak lagni pari...lekin believe me it works :)
    :thmbup:

    Comment

    • #17

      carrot juice mei shehad mila ker peeney se nazar achi ho jati hai :)
      sigpic

      Comment

      • #18
        Re: Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

        Sialcoti munda taray batai howay nuskhay kay liay garmion ka wait kerna pary ga hamary batai howay nuskhay her mosum kay liay hain.
        Nazar taiz kernay kay liay..Badam adha pao..Sounf aik chatank..misri 150 gram...in sub ko powder bana lain ..achi tarah bareek ..2 teaspne twise a day.Iskay ilawa..Hamdard dawakhanay ki..Somina aik dawa hay wo istaml kerain

        Baqi jo waqi Hikmat janty hain wo bhi apnay nuskhay share ker sakty hain.

        Comment

        • #19
          Re: Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

          Originally posted by Altafhussain View Post
          Sialcoti munda taray batai howay nuskhay kay liay garmion ka wait kerna pary ga hamary batai howay nuskhay her mosum kay liay hain.
          Nazar taiz kernay kay liay..Badam adha pao..Sounf aik chatank..misri 150 gram...in sub ko powder bana lain ..achi tarah bareek ..2 teaspne twise a day.Iskay ilawa..Hamdar dawakhanay ki..Somia aik dawa hay wo istaml kerain

          Baqi jo waqi Hikmat janty hain wo bhi apnay nuskhay share ker sakty hain.
          shukriya jawab dene ke lea.......:)
          yaha dubai me hamdar dawakhana to nahi hai........lekin aap ne jo badam ka nuskha share kea hai wo kar sakte hai........:phool:
          sigpic

          Comment

          • #20
            Re: Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

            Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
            carrot juice mei shehad mila ker peeney se nazar achi ho jati hai :)
            thanks saima dear for telling.......:rose
            sigpic

            Comment

            • #21
              Re: Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Wo aap ko kia mashwara de ga jis ki apni akal kamzoor ho :na:

              Khair aik nuskha mein share kerta hoon, germiyon mein mein ne istamaal kia tha, istamaal to kisi aur purpose ke liye kia tha lekin nazar theek ho gai thi :kr: well germiyon ka wait ker lein, 20 badam raat ko paani mein bigo dein aur thoori si khash'khash bhi bigo dein, usay koi 18 ghantay paani mein rehnay dein, badam ke chilkay utaar lein aur khashaash ko achi tarah dhook ke in doono ko mash ker lein aur serdai bana lein, kisi malmal ke dupatay se chan lein aur piyein, you know meri ainak utar gai thi...lekin phir mein ne bohat ziada TV aur computer pe nazrein lagaein aur aakhir kaar dubara se ainak lagni pari...lekin believe me it works :)
              shukriya munde ji batane ke lea.......zaroor aap ne ye demagh teez karne ke lea use kea ho ga....:khi:

              sigpic

              Comment

              • #22
                Re: Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

                http://www.pegham.com/attachment.php...1&d=1164729572
                Attached Files
                Last edited by ; 28 November 2006, 18:08.

                Comment

                • #23
                  Re: Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

                  yeh choti chandan kaha sy mily gee.

                  Comment

                  • #24
                    Re: Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

                    Originally posted by Khalil View Post
                    yeh choti chandan kaha sy mily gee.
                    tum barde chandan le lena.os ko baad main dadr ker k chota ker lena.:)
                    Last edited by ASAD; 28 November 2006, 19:49.
                    Life is more strict than a teacher
                    A teacher teaches a lesson
                    and takes an exam.
                    But life takes an exam
                    and then teaches a lesson

                    Comment

                    • #25
                      Re: Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

                      Originally posted by Wafa View Post
                      Altaf hussain ji....mughe ye poochna tha ke agar nazar kamzoor ho...to koi nuskha hai jis se nazar teez ho jae..........shukriya..:)
                      Wafa

                      Recite Surah Na'ba (first surah of 30th Parah) her salatul asr key baad .......it takes only 1-2 mins

                      aur her Fardh namaz key baad ......say "Ya Nooru" 11 times ..blow on your fingers aur phir ussey apni aankhon per pheyr do .....
                      Last edited by Z.; 29 November 2006, 00:32.
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment

                      • #26
                        Re: Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

                        Originally posted by Khalil View Post
                        معزرت کے ساتھ سب سے پلے میں آپ کو خوش آمدید کہتا ہوں اور امید کرتا ہوں کہ آپ لوگوں کو نہایت ہی اچھے مشورے دیںگے۔

                        اگر آپ ہومیوپیتھک ڈاکٹر ہیں تو میں آپ کو سلام کرتا ہوں۔
                        :a stick: wah khalil aur hamay salam nahi karna...ham aisay hi Dotor ban gay..
                        ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                        Comment

                        • #27
                          Re: Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

                          Originally posted by Khalil View Post
                          mera aap sy aik swal hay...................
                          1) main ny 2 saal pehly apny grandfather ko blood dia tha 2 botles..
                          laikan os k baad mery chehry per chaya see ban gai hain....matlb ky ankhoon k nichy aur aik choti see naak per............buhat elaj kerwaya hay khoon bee theek hay mager sab kuch wohi hian kuch bee nahi badla...
                          aur meri khorak bee theek hay sabzian aur goshat aur juice bee peeta hun walk bee kerta hun...aur exercise bee kerta hun >>>>>>>>
                          dear Khalil blood dena to bohat achi baat hain. aur blood denay say koi kamzori nahi hoti..balkay is say apka blood kay liyah aur acha hota hain taza blood banta hain..aur yah two years phalay ki baat hain...yah ajj tak nahi obser main aaya kay blood daynay say koi masala hoya ho...just apna pura dignos karwao..blood test phir uskay motabik treatment karo..dekhoo zada khana health kay liyah acha nahi..din main kam say kam 4 dafa ka routin banao. is ka matalab yah nahi kay et bhar kar khao...bas itna kay bhook khatam hojay..din main zada dafa khana health kay liyah acha hain ba nisbaat kay 3 times bhar kar khana...hope you are anderstand..abt...........food:tomato:
                          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                          Comment

                          • #28
                            Re: Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

                            Originally posted by Khalil View Post
                            yeh choti chandan kaha sy mily gee.
                            Yai aapko Punsaree ki dukan say mil jai gi.means Herbal walon kay pas say.jo mufridaat sell kertay hain.means single herbal medicine.

                            Comment

                            • #29
                              Re: Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

                              Originally posted by ASAD View Post
                              tum barde chandan le lena.os ko baad main dadr ker k chota ker lena.:)
                              :wk

                              Comment

                              • #30
                                Re: Ask about your Health prolem & Roohani Ilaj

                                Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                                :a stick: wah khalil aur hamay salam nahi karna...ham aisay hi Dotor ban gay..
                                :salam: :salam: :salam: :salam: :salam: :salam: :salam: tuwani 7 salam

                                Comment

                                Working...
                                X