Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sawaal hamare jawaab aap k. Part II

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: sawaal hamare jawaab aap k. Part II

    AOA,


    Bohat achi batain ki hain aap nain mashaAllah bohat pokhta soch hai aap ki bohat khush rahain.


    Sohail Abbasi.
    Apna haq ada karo.

    Comment


    • #17
      Re: sawaal hamare jawaab aap k. Part II

      buhat sanjeeda soch hai apki khush rahein

      Comment


      • #18
        Re: sawaal hamare jawaab aap k. Part II

        Originally posted by khan
        AOA,


        Bohat achi batain ki hain aap nain mashaAllah bohat pokhta soch hai aap ki bohat khush rahain.


        Sohail Abbasi.


        Shukriya sohail k aap ne swalon k jwab se mazeed swal nhi nikal liye:rose

        Comment


        • #19
          Re: sawaal hamare jawaab aap k. Part II

          Originally posted by Muskan
          Shukriya sohail k aap ne swalon k jwab se mazeed swal nhi nikal liye:rose
          :lol :lol :lol
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment


          • #20
            Re: Swaal hamare#2

            Originally posted by khan
            AOA,

            Swaalon k sath aik martaba phir hazre khidmat hoon:)


            (1) ye barre loog raat ko sone k liye aksar goliyaan kion khate hain?


            (2) Aur zindagi k sonhairi asool aap ki nazar main kia hain?


            (3) koi ahsa waqiya koi ahsi baat jo nakable faramosh ho ?



            Sohail Abbasi.
            Zindagi ka sunehri asool mere nazdeek khamooshi hai ...zindagi mai ju mile chup chap le lo baghair kisi gile shikwe k ......in se baat sirf bigrti hai aur kuch nahi.........
            Mai ik ghareeb benawa, Main ik faqir besada

            Meri naza ki iltija ju pa saku tu saath do

            Comment


            • #21
              Re: Swaal hamare#2

              Originally posted by KON?
              Zindagi ka sunehri asool mere nazdeek khamooshi hai ...zindagi mai ju mile chup chap le lo baghair kisi gile shikwe k ......in se baat sirf bigrti hai aur kuch nahi.........
              Insaan ko jo mile uspe usey shukariya ada karni chahiye, ek ne'amat aur tohfa samajh kar.

              lekin chup rahne wala insaan andar hi andar ghulta jaata hai, kahne se dil ki bharas mit jaati hai, kisi se naa sahi to kam se kam gaane ga kar ya ro dho kar...ha ha ha ha ha ha ha ha ...yehi hai zindagi, mast raho...
              Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
              Hamarey naam ka patthar zaroor milega

              Comment


              • #22
                Re: sawaal hamare jawaab aap k. Part II

                Originally posted by Muskan
                Shukriya sohail k aap ne swalon k jwab se mazeed swal nhi nikal liye:rose

                AOA,

                Thorra imtazar karna parre ga aap ko abi ate hain sawl:)


                Sohail Abbasi.
                Apna haq ada karo.

                Comment


                • #23
                  Re: sawaal hamare jawaab aap k. Part II

                  Originally posted by Aanchal
                  :lol :lol :lol

                  AOA,

                  :donno:


                  Sohail Abbasi.
                  Apna haq ada karo.

                  Comment


                  • #24
                    Re: sawaal hamare jawaab aap k. Part II

                    AOA,


                    Bahi kon ji aap ka bohat shukria jo aap nain waqt nikala aap k baat se muraad goshaye tanhayi hai kia?:)


                    Sohail Abbasi.
                    Apna haq ada karo.

                    Comment


                    • #25
                      Re: Swaal hamare#2

                      Originally posted by Spy009
                      Insaan ko jo mile uspe usey shukariya ada karni chahiye, ek ne'amat aur tohfa samajh kar.

                      lekin chup rahne wala insaan andar hi andar ghulta jaata hai, kahne se dil ki bharas mit jaati hai, kisi se naa sahi to kam se kam gaane ga kar ya ro dho kar...ha ha ha ha ha ha ha ha ...yehi hai zindagi, mast raho...
                      AOA,

                      Khan bahi aap ki baat se muje aik shair yaad aya hai.


                      zindagi zindah dili ka naam hai

                      morda dil kia khak jiya karte hain

                      Sohail Abbasi.
                      Apna haq ada karo.

                      Comment

                      Working...
                      X