Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sawaal hamare jawaab aap k. Part II

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • sawaal hamare jawaab aap k. Part II

    AOA,

    Swaalon k sath aik martaba phir hazre khidmat hoon:)

    (1) ye barre loog raat ko sone k liye aksar goliyaan kion khate hain?

    (2) Aur zindagi k sonhairi asool aap ki nazar main kia hain?

    (3) koi ahsa waqiya koi ahsi baat jo nakable faramosh ho ?

    Sohail Abbasi.
    Apna haq ada karo.

  • #2
    Re: Swaal hamare#2

    Asslam O Alaikum

    Barey loag to nahi jo haram khatey hain un ko golian chayehn..!!! yaa jo phir merey jasey hotey hain jin ka dimagh har waqt kuch na kuch sochta rehta hai wo khatey hein :D

    zindagi ..!! aik hee asool hai jiyo jab tak hai kasey bhi jiyo

    aisa kuch khas hua nahi zindagi main jo naqabl-e-faramosh ho sakey means nothing is extra ordinary :)
    Waslam Jeetey rahyeh khush rahyeh

    Comment

    • #3
      Re: Swaal hamare#2

      Originally posted by khan

      1. Bare log neend ko luta kar bara bana, iss liye sone ke liye tablet khate hain.

      2. Apni mehnat se apni taqdeer banao

      3. Bahut hai....kabhi kisi thread mein bataaonga.
      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

      Comment

      • #4
        Re: Swaal hamare#2

        Originally posted by ForumAdmin
        Asslam O Alaikum

        Barey loag to nahi jo haram khatey hain un ko golian chayehn..!!! yaa jo phir merey jasey hotey hain jin ka dimagh har waqt kuch na kuch sochta rehta hai wo khatey hein :D

        zindagi ..!! aik hee asool hai jiyo jab tak hai kasey bhi jiyo

        aisa kuch khas hua nahi zindagi main jo naqabl-e-faramosh ho sakey means nothing is extra ordinary :)
        Waslam Jeetey rahyeh khush rahyeh

        AOA,

        Aap ziyada na socha karain:)

        zindagi k asool hone chayain aap ki baat passand ayi:rose

        bohat hairaan hua k koi b nakable faramosh waqia nai:eek:

        aap ka bohat shukria.

        Sohail Abbasi.
        Apna haq ada karo.

        Comment

        • #5
          Re: Swaal hamare#2

          Originally posted by Spy009
          1. Bare log neend ko luta kar bara bana, iss liye sone ke liye tablet khate hain.

          2. Apni mehnat se apni taqdeer banao

          3. Bahut hai....kabhi kisi thread mein bataaonga.

          lagta hai aap nain dunya ko barre kareeb se daikh hai:)

          aik asool bataya hai aap nain lakin khoob bataya hai:rose

          Aur aap k sonanain ka intazar rahye ga:)

          Aap ka bohat shukria.

          Sohail Abbasi.
          Apna haq ada karo.

          Comment

          • #6
            Re: Swaal hamare#2

            Originally posted by khan
            AOA,

            Swaalon k sath aik martaba phir hazre khidmat hoon:)

            (1) ye barre loog raat ko sone k liye aksar goliyaan kion khate hain?

            (2) Aur zindagi k sonhairi asool aap ki nazar main kia hain?

            (3) koi ahsa waqiya koi ahsi baat jo nakable faramosh ho ?

            Sohail Abbasi.

            (1) Hum barey logo mei se nahi hain..... is liyeh pata nahi :donno:
            Wese mujhe buhut achi neend aati hai, kabhi kabhi buhut zada tensed yaan depress feel honey ki waja se na aayeh to tablet lai leti hoon.

            (2) Sach mei jiyo, sach ke sath khuli kitab ki tarah. Rishto ki qadar kero aur khush ousloobi se nibhao.

            (3) Buhut hain, ab kon kon sa likho.

            Ek bachpan ki baat yaad aayi, hum log train mei safar ker rahey they, Lahore se karachi tak ja rahey they, mei train ki ek khirki mei khari ho ker taqreeban bahir ki taraf jhuk ker neechey dekh rahi thi, train ous waqt kisi pul (bridge) per se guzer rahi thi aur mei neechey darya mei behtey huwy pani ko enjoy ker rahi thi, mera mou left side per tha, ke achanak darakht ki ek shakh mere sar se takrayi, mei ne jese hi right side per murr ker dekha to train jis taraf barh rahi thi ous taraf pul ka stand sa tha lohey ka, aur train ki khirki aur ous pul ke stand ke beeche sahyed ek hath jitna hi fasla tha, mei ghbara ker ek dam se ander ho gayi .......... werna ous waqt shayed mei ..... pata nahai aaj kaha hoti. But that was close. :embarasse

            Magar kehtey hain, jisey Rab rakhey ousey ko chakhey :)
            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: Swaal hamare#2

              Originally posted by khan
              AOA,

              Swaalon k sath aik martaba phir hazre khidmat hoon:)

              (1) ye barre loog raat ko sone k liye aksar goliyaan kion khate hain?

              Sohail Abbasi.
              din bhar chhoton ko goliyan dete hain raat ko unki baari hoti hai
              jo bhi maangna hai khuda se maang aye akbar
              yahi woh dar hai jahan aabroo nahi jaati

              Comment

              • #8
                Re: Swaal hamare#2

                Originally posted by Saima Shaheen
                (1) Hum barey logo mei se nahi hain..... is liyeh pata nahi :donno:
                Wese mujhe buhut achi neend aati hai, kabhi kabhi buhut zada tensed yaan depress feel honey ki waja se na aayeh to tablet lai leti hoon.

                (2) Sach mei jiyo, sach ke sath khuli kitab ki tarah. Rishto ki qadar kero aur khush ousloobi se nibhao.

                (3) Buhut hain, ab kon kon sa likho.

                Ek bachpan ki baat yaad aayi, hum log train mei safar ker rahey they, Lahore se karachi tak ja rahey they, mei train ki ek khirki mei khari ho ker taqreeban bahir ki taraf jhuk ker neechey dekh rahi thi, train ous waqt kisi pul (bridge) per se guzer rahi thi aur mei neechey darya mei behtey huwy pani ko enjoy ker rahi thi, mera mou left side per tha, ke achanak darakht ki ek shakh mere sar se takrayi, mei ne jese hi right side per murr ker dekha to train jis taraf barh rahi thi ous taraf pul ka stand sa tha lohey ka, aur train ki khirki aur ous pul ke stand ke beeche sahyed ek hath jitna hi fasla tha, mei ghbara ker ek dam se ander ho gayi .......... werna ous waqt shayed mei ..... pata nahai aaj kaha hoti. But that was close. :embarasse

                Magar kehtey hain, jisey Rab rakhey ousey ko chakhey :)

                AOA,

                Need achi ati hai Allah ki nahmat hai aur itna khatarnak safar khudaya Allah pak ka ahsaan hai aap pe uss k baad to iss tara safar nain kia na khirki main harre hone ka:)

                Sohail Abbasi.
                Apna haq ada karo.

                Comment

                • #9
                  Re: Swaal hamare#2

                  Originally posted by zahid
                  din bhar chhoton ko goliyan dete hain raat ko unki baari hoti hai
                  AOA,

                  Kia ye loog hakeem hote hain:cc:

                  Sohail Abbasi.
                  Apna haq ada karo.

                  Comment

                  • #10
                    Re: sawaal hamare jawaab aap k. Part II

                    Barey logo'n ka tu maloom nahin haan khabi khabi mujhay zaroorat parh jati hai aur do teen bar kha bhi lien ( Wo alag baat hai dant parhi phir :( )

                    hmmm Zindagi kay Asool meray nazdeeq "Jeeo aur jeeny do"

                    naqabal-e-farmosh waqaia meray Father ki death
                    Zindagi Thak Gaye ..!!

                    Comment

                    • #11
                      Re: sawaal hamare jawaab aap k. Part II

                      AOA,

                      Allah pak un ko jannat al fardoos main jaga de Aameen aap ka bohat shukria.

                      Sohail Abbasi.
                      Apna haq ada karo.

                      Comment

                      • #12
                        Re: Swaal hamare#2

                        Originally posted by khan
                        AOA,

                        Need achi ati hai Allah ki nahmat hai aur itna khatarnak safar khudaya Allah pak ka ahsaan hai aap pe uss k baad to iss tara safar nain kia na khirki main harre hone ka:)

                        Sohail Abbasi.

                        G ...wahi to.......Toba ker lo ager train ki khirki mei dobara jhuki hoon to :embarasse
                        sigpic

                        Comment

                        • #13
                          Re: Swaal hamare#2

                          Originally posted by khan
                          AOA,

                          Swaalon k sath aik martaba phir hazre khidmat hoon:)

                          (1) ye barre loog raat ko sone k liye aksar goliyaan kion khate hain?

                          (2) Aur zindagi k sonhairi asool aap ki nazar main kia hain?

                          (3) koi ahsa waqiya koi ahsi baat jo nakable faramosh ho ?

                          Sohail Abbasi.
                          koi achaye kaam karain gay to sakoon ki neand aye gee na :lol

                          Jeo or jeenay doo

                          soochna pareyga :soch:
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment

                          • #14
                            Re: sawaal hamare jawaab aap k. Part II

                            AOA,

                            ACHA KAM?

                            Asool acha hai :)

                            Aur sochne main itna waqt

                            aap ka bohat shukria.

                            Sohail Abbasi.
                            Apna haq ada karo.

                            Comment

                            • #15
                              Re: Swaal hamare#2

                              Originally posted by khan
                              AOA,

                              Swaalon k sath aik martaba phir hazre khidmat hoon:)

                              (1) ye barre loog raat ko sone k liye aksar goliyaan kion khate hain?

                              (2) Aur zindagi k sonhairi asool aap ki nazar main kia hain?

                              (3) koi ahsa waqiya koi ahsi baat jo nakable faramosh ho ?

                              Sohail Abbasi.

                              (1) Boht say log goliyan khatay hein, aap ne barray logon ka poocha hey to shayed iss liye k raat ki tunhaai mein unn ka zameer nah jag uthay!

                              (2) Aik hi asool hey k kisi ka dil nah dukhao. k iss se khud ko boht takleef mehsoos hoti hey.

                              (3) Boht say waqeaat hein lekin itnay khushgwar nhi hein k unn ko yehan share kiya jaye. Aur ZINDAGI jo hum jee rahay hein, yeh bazat e khud aik naqabil e framosh waqae hey, lekin iss ka idrak humein yehan nhi, WAHAN ho ga jahan humaray a'amal samnay laye jayein gay.

                              Comment

                              Working...
                              X