Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
'Express yourself'
Collapse
X
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by Xenya View Post@ topic
there is lot to say .... magar once again alfaaz gum heiN.... kahan sey shuru kerna hai ....kahan pey khatam kerna hai .....no idea!!!!!!
:duasigpic
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by Eshaa Chaudhry View PostSame here dear , dont knw k aisa kion hota hay ...k kehnay ko boaht kuch ho lekin alfaaz gumm hon...humein to phir kabhi kabhi yun lagta hay k jessay bolna hee bhool gaey hon:)tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by Masood View PostKitni ajeeb baat hai keh aaj idher bhi yehi halaat hain, kehney ko bohat kuchh hai, dimagh bohat gardish kar raha hai, bohat tazabzab hai magar kehney ko kuchh nahin!sigpic
Comment
-
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by Xenya View Post@ topic
there is lot to say .... magar once again alfaaz gum heiN.... kahan sey shuru kerna hai ....kahan pey khatam kerna hai .....no idea!!!!!!
:duaOriginally posted by Eshaa Chaudhry View PostSame here dear , dont knw k aisa kion hota hay ...k kehnay ko boaht kuch ho lekin alfaaz gumm hon...humein to phir kabhi kabhi yun lagta hay k jessay bolna hee bhool gaey hon:)Originally posted by Masood View PostKitni ajeeb baat hai keh aaj idher bhi yehi halaat hain, kehney ko bohat kuchh hai, dimagh bohat gardish kar raha hai, bohat tazabzab hai magar kehney ko kuchh nahin!Originally posted by Eshaa Chaudhry View Posthaana bas ik jaeeb see khamoshi se chha jatee hay :)Originally posted by Masood View Postna sakoot-e-musalsal na shor-e-mehfil :)
kuch jawabat apney huq main hoteyhowey bhi humarey khilaf hi hotey hian...jeet main bhi pal pal ki har haii...faislaa krnaa shayed itna mushkil nahi jitnaa us pr karband rehna...no faislaa badal kr sukoon hai na hi us ko jari rakh kr..ek dard-e-musalsal hai gham-e-hijr ka hia k gham-e-doora'n ka nahi maloom bus haii..gum hia zindagi inhi sub main :)
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by *Fari* View Post:kr:
:khi:Ummid de nay ap ko jawab day diya:kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr:
:khi:app kartay hain na tu ap se hi pouch latay hain:blush:
Muj se kia poochti ho mein koi media correspondant hoon :donno::thmbup:
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Mushtari do tarah ke hotay hein
Aik Mushtari Hoosheyaar Baash :khi:
Aur Dusra Mushtari jisay punjabi mein Jupiter kehtay hein (the biggest planet in our Solar System) :donno: aur mein isi ki baat ker raha hoon :lpop:
Wahan ja ker aap kia karein gi...pata he wo zameen se aik hazaar guna ziada bara he, wahan per ja ker aap per gravity ka aser bhi bohat ziada ho jaye ga, aap itni bhaari ho jaein gi jitni ke aik mooti bains hoti he :bhago::thmbup:
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by Eshaa Chaudhry View PostSame here dear , dont knw k aisa kion hota hay ...k kehnay ko boaht kuch ho lekin alfaaz gumm hon...humein to phir kabhi kabhi yun lagta hay k jessay bolna hee bhool gaey hon:)Originally posted by Masood View PostKitni ajeeb baat hai keh aaj idher bhi yehi halaat hain, kehney ko bohat kuchh hai, dimagh bohat gardish kar raha hai, bohat tazabzab hai magar kehney ko kuchh nahin!Originally posted by aquari View Postaisa lag raha haii sub hi ek hi halat sey doochar hain....mera bhi yehi haal ahi kehna bauht kuch chahtii hoo mager lafz hi nahi...sawal bauht hain un k jawabat daleello samaithai merey pass mager un ko zaban sey ada krney ki himmat nahi..bus dua hia k koi bin kahye hi samjh jayee...
kuch jawabat apney huq main hoteyhowey bhi humarey khilaf hi hotey hian...jeet main bhi pal pal ki har haii...faislaa krnaa shayed itna mushkil nahi jitnaa us pr karband rehna...no faislaa badal kr sukoon hai na hi us ko jari rakh kr..ek dard-e-musalsal hai gham-e-hijr ka hia k gham-e-doora'n ka nahi maloom bus haii..gum hia zindagi inhi sub main :)" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by munda_sialkoty View PostMushtari do tarah ke hotay hein
Aik Mushtari Hoosheyaar Baash :khi:
Aur Dusra Mushtari jisay punjabi mein Jupiter kehtay hein (the biggest planet in our Solar System) :donno: aur mein isi ki baat ker raha hoon :lpop:
Wahan ja ker aap kia karein gi...pata he wo zameen se aik hazaar guna ziada bara he, wahan per ja ker aap per gravity ka aser bhi bohat ziada ho jaye ga, aap itni bhaari ho jaein gi jitni ke aik mooti bains hoti he :bhago:
koi in sab ka proof bhi maang sakta hai :P" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by Xenya View Postapni science aap apney tak hi kyun nahi mehdood rakhtey :tauba
koi in sab ka proof bhi maang sakta hai :P
Aur koi muj se proof maang bhi le, mera ilm itna kamzoor nahi:thmbup:
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by aquari View Postaisa lag raha haii sub hi ek hi halat sey doochar hain....mera bhi yehi haal ahi kehna bauht kuch chahtii hoo mager lafz hi nahi...sawal bauht hain un k jawabat daleello samaithai merey pass mager un ko zaban sey ada krney ki himmat nahi..bus dua hia k koi bin kahye hi samjh jayee...
kuch jawabat apney huq main hoteyhowey bhi humarey khilaf hi hotey hian...jeet main bhi pal pal ki har haii...faislaa krnaa shayed itna mushkil nahi jitnaa us pr karband rehna...no faislaa badal kr sukoon hai na hi us ko jari rakh kr..ek dard-e-musalsal hai gham-e-hijr ka hia k gham-e-doora'n ka nahi maloom bus haii..gum hia zindagi inhi sub main :)
Comment
Comment