Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
'Express yourself'
Collapse
X
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by yellowsky View Post:hehe:
i enjoy your kahaniyaN always :D
pata hai kya kitchen mey kabhi bhi koi cheez chahey oven mey rakho ya stove pey ..idher udher nahi hona chahiye.....aur tv aur pc per to kabhi nahi aana chahiye warna us cheez ka berha gharq hi hota hai :khi:
mey akser kuch na kuch rakh ker Pegham aati hun aur yahan aa ker time ka pata nahi chalta hai aur wo ............beychari cheez kabhi to jalney key kareeb aa jati hai aur kabhi ........"faut" ho jati hai :hehe:
haan dear yeh to theek hay k stove peh koi cheez rakh kar idher udher nhi hoona chahiay magar hamaaray saath to kuchh aysa hota hay k hum stove k saamnay kharay rahien to bhi aksar kuchh na kuchh gar bar ho jaati hay...pata nhi kaysay....magar ho jaati hay.....
kai baaar to aysa hota hay k mien tea bana rahi hoon maamnay khari usay ubaal aata hay aur mien daykhti rehti hoon...khyaal tab aata hay jab woh aadhi zaaya ho chuki hoti hay......ab bandi bhala kiya karay ...saamny he to khati thi:embarasse
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by yellowsky View Postyep!
kuch log itney kareeb hotey hein key un ko Kho deyney key baad bhi ....ye jaantey huye bhi key wo nahi hien .... matlab yaqeeN hi nahi aata hai key wo NAhi hien ...
i lost my nano last year ....poora aik saal sey bhi ziada ho gaya hai ab to aur ab bhi koi masla ho to we are like okay nano ko phone kertey hein ....leykin phir yaad ata hai key wo to nahi hien ....phone karein to kahan....
leykin ye haqeeqat hai ..ajeeb si haqeeqat ....hum ney khud bhi to is dunya sey aik din chaley jana hai .....
Allah T'ala ham sab key liye dher saari assaniyaN paida karein Ameen!
jab meray daada jaan ka intiqaal hua tha to meri bhi kuchh aysi hee condition thi.....aysay mehsoos hota tha jaysay daada jaan gaoon(village) gay huay hien taaya abbu k paas aur abhi kuchh din mien wapas aa jaien gay.....to kabhi lagta k woh apnay kamray mien hien aur kitni hee baar aysa hua k mien un k kamray mien chali gai un k liay koi kaam lay kr to kabhi koi baat poochhnay k liay aur wahan jaa k pata chala k ab yahaan koi nhi hay ....
Dil hay k maanta nhi...:(
Allah sbr day hee dayta hay....:dua bas dil mien ik kami si reh jaati hay jo koi aur poori nhi kar sakta:embarasse kiun k hr banday ki apni jagah hoti hy
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by Gul-e-Lala View Postbhot afsos hua. may ALLAH bless her soul in eternal peace and give u ppl patience and courage to bear this irreparable loss(ameen). ye wohi Phuphoo hain jo beemar thein?
apno k bichherrne ka dukh (khasosan unn apno ka jo dil k bhot qareeb hun) kitna shadeed hota hai shayed words mein kehna namumkin hai. lakin esi ka naam zindagi hai. aur zindagi ki kitab mein hamain ese he chapters k shru aur khatam hone ko dekhna aur accept kerna hota hai.
That's Enough...!!
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by sumera View Postkhyaal tab aata hay jab woh aadhi zaaya ho chuki hoti hay......ab bandi bhala kiya karay ...saamny he to khati thi:embarasse
Damagh aur sochein bhi waheen rakha karo jahan KHUD hoti ho :thmbup:
:rose" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by yellowsky View Postaap waheen sirf physically hoti ho .... mentally nahi issi liye aeysa hota hai
Damagh aur sochein bhi waheen rakha karo jahan KHUD hoti ho :thmbup:
:rose
kuri :rose hum koshish to kartay hien magar pata nhi..........hum har wqt soochtay rehty hien aur soochtay kya hien ...yeh hamien bhi nhi pata:embarasse
yeh beemaari hamaari paydaaishi hay....:budhu: ...ab puraani beemaari k ilaaj k liay zayada wqt darkaar hay na.......waysay hum pehlay say boht behtr hien
jaysa k jab Pk mien thy to har rooz doodh ubaaltay huay :tauba ubhar jaata tha...
magar ab aysa kabhi nhi hua.....kiun k:khi: :khi: :khi: yahan doodh boil hee nhi karna parta:lpop: :lpop:
daykha hum pehlay say kitnay achhay ho gay hienLast edited by *Duaa*; 22 April 2007, 19:42.
Comment
-
Re: 'Express yourself'
zindagi ka har phase insan ko kitne naye sabq sikha deta hai. ham kitne aik saal k ander badal gaye. kabhi nahi soch saktey thay k hamare ander itna change aye ga. kitna ajeeb hai na k zindagi k saal kam hote jate hain aur zindagi KERNEY ka saleeqa aata jata hai"All I have learned from Life is that I know nothing."
Comment
Comment