Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

'Express yourself'

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: 'Express yourself'

    hmm..aaj hum nay ik kuri daykhi.....
    road par jaaty huay...woh saamnay say aa rahi thi.....
    smart si sohni kuri....aankhoon mien kaajal chehray peh halka sa makeup...
    haath mien purse liay chali aa rahi thi......
    jab woh paas aai to mien nay ik ajab baat daykhi.....us ki aankhoon mien paani tha.....haath mien tissue paper jis say woh wqtan fawaqtan aansoo saaf karti...boht ehtiyaat k saath
    uski aankhien boht khoobsoorat thien...
    jab woh myray paas aai to ruk gai
    excuse me.....kya ap mujhy bata sakti hien k falan accountant ka office kahan hay(she gave me a smile)
    i said no
    woh halka sa muskaai aur chali gai
    magar meri sooch ussi muqaam par tham gai
    it was first time in my life.......uski aankhoon mien paani rawaan tha magar jab won muskaai to uski aankhien bhi muskura rahi thin......dukh aur khushi ka imtizaaj liay woh aankhien sehr zada kar rahi thin.....

    shayad woh parayshaan thi......magar uski aankhoon ki muskaan is sooch ko rad kar rahi thi

    phir...
    shayad woh kissi boht apnay ko milnay ja rahi thi.......ya uski koi boht bari khahish poori honay ja rahii thi.......pata nhi:donno: .....magar jo bhi tha....woh lamha meray ander mehfooz ho gya .... :)

    Comment

    • Re: 'Express yourself'

      Originally posted by sumera View Post

      hmmmm. sumera aap itne khoobsoorat alfaz main apne aap ko kaise express ker laiti ho??
      sigpic

      Comment

      • Re: 'Express yourself'

        Mujhay apna aap express kerna kiun nahien aata..laikin aik baat yeh bhi hai k agar main apne aap ko express kerna shuroo ker dooon tu mere sare razz zyan ho jaien gay..is liey acha hai k main aisa nahien ker pata

          Aisay loog hotay hein duniya mein jo bazahir aap ko hustay aur khilkhilaatay nazar aatay hein lekin ander se un ka wajood reeza reeza ho chuka hota he. baaz loog apnay dukh ko chupanay ke liye doosron ke chehron pe muskuraahatein bakheertay nazar aatay hein :)
          :thmbup:

          Comment

          • Re: 'Express yourself'

            Originally posted by munda_sialkoty View Post

            ji ha bilkul zarori nahi hum jonazr aye wohi hoo
            aisey hi logo kliya sha'er ney kaha hai k

            Tum Itna Jo Muskura Rahe Ho
            Kya Gham Hai Jisko Chhupa Rahe Ho

            Aankhon Mein Nami, Hansi Labon Par
            Kya Haal Hai Kya Dikha Rahe Ho

            Ban Jayenge Zehar Peete Peete
            Yeh Ashq Jo Piye Ja Rahe Ho

            Jin Zakhmon Ko Waqt Bhar Chala Hai
            Tum Kyon Unhe Chhedhe Ja Rahe Ho

            Rekhaon Ka Khel Hai Muqaddar
            Rekhaon Se Maat Kha Rahe

            Tum itna jo muskura rahey ho
            Kya ghum hai jis ko chupa rahey hoo

            Aksar hum apney under k karb ko aisey hi muskurahato main chupatey hai kunk app ki udassi sey koi pyar nahi krta ...samney wala 1-2bar app pr tars khaa kr app ka roona suney ga pr phir zayda dair tak saathnahi chal paye gaa yeh afsanwai baatain hai k koi app ghamoo ko samit kr app ko chahyee asl zindagi main hr koi hastey muskuratey howey chehrey dekhna chahta haii :)

            Comment

            • Re: 'Express yourself'

              Originally posted by sccorpion81 View Post

              acha kerta he tu :)
              :thmbup:

              Comment

              • Re: 'Express yourself'

                Originally posted by aquari View Post

                Bohat achi assessment ki aap ne :) mein bhi exactly isi tarah soochta hoon...udaasi, dukh aur kerb, is ki noiyaat kia he is ka andaza wohi ker sakta he jo is se guzar raha hota he :thmbup:
                :thmbup:

                Comment

                • Re: 'Express yourself'

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Bohat achi assessment ki aap ne :) mein bhi exactly isi tarah soochta hoon...udaasi, dukh aur kerb, is ki noiyaat kia he is ka andaza wohi ker sakta he jo is se guzar raha hota he :thmbup:
                  Ji haa qabr ka haal murda hi janta haii
                  or phr waisey bhi....yeh nashukri hai k hum hr waqt rotey raheyy..koshish yeh krni chahyaa k jo Allah ney diya haii usi pr shukar ada karain or jo nahi mil raha bus yeh sooch lain k humari azmaish haii :)

                  Comment

                  • Re: 'Express yourself'

                    Originally posted by aquari View Post
                    Ji haa qabr ka haal murda hi janta haii
                    or phr waisey bhi....yeh nashukri hai k hum hr waqt rotey raheyy..koshish yeh krni chahyaa k jo Allah ney diya haii usi pr shukar ada karain or jo nahi mil raha bus yeh sooch lain k humari azmaish haii :)
                    :thmbup:
                    :thmbup:

                    Comment

                    • Re: 'Express yourself'

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      :thmbup:

                      Comment

                      • Re: 'Express yourself'

                        .................................................. .............:donno:

                        Comment

                        • Re: 'Express yourself'

                          Originally posted by sccorpion81 View Post
                          Mujhay apna aap express kerna kiun nahien aata..laikin aik baat yeh bhi hai k agar main apne aap ko express kerna shuroo ker dooon tu mere sare razz zyan ho jaien gay..is liey acha hai k main aisa nahien ker pata
                          Sccorpion....banda koshish karay to boht kuchh kar sakta hay......
                          mien woh kuri hoon jissay siray say baat karna hee nhi aati thi.....kuchh kehna chahti to alfaaz heee saath nah dayty thay......magar koshish ki(saaloon ki mehnat hay )...aur ab is qabil hoon k zayada nhi to kuchh na kuchh to keh hee layti hoon..:blush:

                          aur kya yeh zaroori hay k banda apni baat hee karay....apnay raaz.....
                          aap kissi bhi cheez k baray mien kisi waqiya k baaray mien bhi to apnay ehsaasaat bata sakty ho....jaysa k mien nay bataya k us larki ko daykh k mayri feelings kya thin.....aysay hee chhoti chhoti batien hoti hien:)

                          Comment

                          • Re: 'Express yourself'

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Aisay loog hotay hein duniya mein jo bazahir aap ko hustay aur khilkhilaatay nazar aatay hein lekin ander se un ka wajood reeza reeza ho chuka hota he. baaz loog apnay dukh ko chupanay ke liye doosron ke chehron pe muskuraahatein bakheertay nazar aatay hein :)
                            ji bilkul theek...
                            i believe k yeh God gifted bhi hota hay....hasna hasaana...apnay dukh chhupa kar bhi.....warna boht wqt darkaar hota hay khud ko khud mien chhupaanay k liay....saaloon ki mehnat....tab jaa k yeh hunar aata hy.....kiun k hamaray dukh sukh hamary chehray peh raqam hotay hien.....aur dukh chhupa k chehray peh hansi laanay k liay boht wqt darkaar hota hay......
                            aur in 2 batoon k liay meray saamny 2 misaalien bhi hien (jinhien mien sirf apnay aap tak hee rakhoon gi):)

                            Comment

                            • Re: 'Express yourself'

                              hahh....hamari aaj ki kahaani kuchh dard naak hay

                              bayngan ka bhurta bananay ka irada tha...soocha chalo ammi ji ki help hee kar dayty hien
                              "maa ji , aap baytho....aaj khaana hum pakaien gay":blush:

                              aur is k baad hum kitchen mien gay..bayngan dhooay..khushk kiay...tray mien sajaay....
                              aur oven ka button on kar diya....khud hum living room mien chalay gay k chalo abhi kuchh wqt mien hee oven mien aag lagay gi aur itnay mien hum wapas aa jaatay hien..
                              khyr wahan maalty khaay ja rahay thay hum bhi masroof-e-amal ho gay...
                              jab 5 minutes k baaad kitchen mien gay to oven say dhuwaan nikal raha tha
                              "oh meray khudaya ....yeh kiya ho gya."
                              oven ko foran off kiya.....aur usko thora sa khoola to woh dhuwien say bhara hua tha...dar k maaray phir say uska darwaza band..
                              jaldi say kitchen ki khirki khooli ta k dhuwaan bahar niklay...saath mien yeh bhi darr k abhi koi fire bregade ko fone kar day ga aur woh hamaray derwaazay par hoon gay:tauba
                              ab hum bataty hien k hua kya tha
                              hum oven k liay use honay waalay gloves ko oven mien hee rakhty hien taa-k jab use karnay hien to yahan say hee lay lien..maa ji ki aadat hay k oven use karnay say pehlay usay check karti hien magar hum
                              aur jab oven mien aag jali to gloves ki ooperi layer jo k plastic ki thi jal k saari oven k saath chipak gai thi.......Jis ki safaai bhi hamien heee karna pari:embarasse ....itna mushkil kaam ..aur tab hamien aanti khursheed boht yaad aien(hamari kaam wali aanti jo k PK mien hee hien)
                              magar allah ka shukar sab kuchh theek ho gya...aur khaana bhi wqt par hee tyar ho gya:D
                              [/COLOR]

                              Comment

                              • Re: 'Express yourself'

                                MUJHE APNE APA KO EXPRESS NAHI AATAAAAAAAAA

                                Comment

                                Working...
                                X