Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
'Express yourself'
Collapse
X
-
-
Re: 'Express yourself'
GTG ub door nahi...sirf 24 ghantay reh gaye heinOriginally posted by fari View PostMai ap ki farmabardar shagird hon:blush: :blush: ...........hamesha se ap ki izat barhanay kay liya:tomato: :tomato: munday ka M capital likhti hon:lpop:aur ab se app Monkey bhi ban gay hain tu abb Monkey ka M bhi capital likhon gi :kr: :kr: :kr: :kr: :kr:
ub aik baar lub lo, tumharay chaanay put'ta hoon :fuming:
Na to tumhein muj se zara bhi dar nahi lagta...ya khud ko jhooti mooti bahadur show kerti ho :a stick::thmbup:
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Aur aik hum hein...barish ho jaye to mohalay mein keechar ho jata he, motor cycle aur cycle walon ko rook ke gali se guzarna parta he :taubaOriginally posted by Gul-e-Lala View Postaacha din tha aaj.spring shru ho raha hai and Daffodils ko dekh dekh ker dil nahin bherta.:thmbup:
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by munda_sialkoty View PostGTG ub door nahi...sirf 24 ghantay reh gaye hein
ub aik baar lub lo, tumharay chaanay put'ta hoon :fuming:
Na to tumhein muj se zara bhi dar nahi lagta...ya khud ko jhooti mooti bahadur show kerti ho :a stick:
:lpop: Mai pehlay apni jagha kesi aur ko bhaj don gi
aur jab apkay badlay poray ho jain phir khud aon gi:kr: ap ka shoq bhi pora ho jay ga aur ma bhi bach jaon gi ap kay shear se .........
darnay wali baat tu ha akhar se ap jasi shaksiyat jesi kay itnay roop hon unse darna hi chaiya :bhago: .........per woh kiya ha na ap meray Ustaad hain:blush: tu ma ap se darti nahi hon :na: bas ap ki ijat karti hon achi khasi ijat:kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr:
Comment
-
Re: 'Express yourself'
ustaad se ustaadiyaan, no way :na:Originally posted by fari View Post:lpop: Mai pehlay apni jagha kesi aur ko bhaj don gi
aur jab apkay badlay poray ho jain phir khud aon gi:kr: ap ka shoq bhi pora ho jay ga aur ma bhi bach jaon gi ap kay shear se .........
darnay wali baat tu ha akhar se ap jasi shaksiyat jesi kay itnay roop hon unse darna hi chaiya :bhago: .........per woh kiya ha na ap meray Ustaad hain:blush: tu ma ap se darti nahi hon :na: bas ap ki ijat karti hon achi khasi ijat:kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr:
mein bhi bohat hoosheyaar hoon, pehlay apni jagah snobbish ko baijon ga, wo jo tumhari jagah larki aaye gi us ke chaanay putay ga, aur jub tum aao gi to mein tumharay putoon ga :kr: :kr: :kr: :kr::thmbup:
Comment
-
-
-

... chaliye kuch hours ke liye samnder kinare chalte hain....:blush:

Comment