Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
'Express yourself'
Collapse
X
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by yellowsky View PostAik acha roshan din!
mausam bilkul aeysa hai jaisey spring mey hota hai ...sardi ka naam o nishaan nahi
waitin for snow :P
yeh tum ney apna nick phir sey badal liya hai larki :tauba aur agar snow chahiye to ham yahan sey email kar detey hain, hamarey yahan safedi hi safedi haitumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by Masood View Postyeh tum ney apna nick phir sey badal liya hai larki :tauba aur agar snow chahiye to ham yahan sey email kar detey hain, hamarey yahan safedi hi safedi hai
chalein phir yahan bhi aik do din mey ho jaye gi ---neechey aatey aatey time to lagta hai :P" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by yellowsky View Postwow aap ki snow fall ho rahi hai cool
chalein phir yahan bhi aik do din mey ho jaye gi ---neechey aatey aatey time to lagta hai :Ptumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by Masood View PostDon't worry sis main ney M47 sey rawana kar di hai, Germany sey hoti hui aap tak pohanch jaey gi - aap apney jootey waghera tight kar lo :p" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: 'Express yourself'
@ topic
kuch log aap ki zindagi mey bas aik hawa key jhonkey ki tarhan aatey hein
leykin baaz dafa ye jhonkey khushgawaar to nahi hotey----bin maangey hawa key jhonkey------kyun? is tarhan hota hai? kisi ko bhi to koi haq nahi hai key wo aap ki zindagi ko itna hilla ker chala jaye???
phir kyun kuch log aeysa kertey hein --------kyun itni beyhissi aa gai hai in logon mey.......
" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by yellowsky View Post@ topic

jo hilatay hain ho sakta hy unko pata he na hoo k unhoon ny humeri life ko hilla k rekh diya hy
Comment
-
-
Re: 'Express yourself'
@ topic
Qudrat ney baksha hai meyrey hathon ko aeysa hun'r
Kabhi Paa ker banata hun kabhi Kho ker banata hun
Mey jab bhi toot jata hun kisi sey kuch nahi kehta
" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: 'Express yourself'
insaan ki zindagi mein kuch lamhay itnay bayanak hotay hein k unki soooch hi insaan ko hila k rakh day........magar........
kuch lamhay itnay khooob hotay hein k baray say bara dukh ka darya bhi un k saharay paar kiya ja sakta hy
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by yellowsky View Post@ topic
kuch log aap ki zindagi mey bas aik hawa key jhonkey ki tarhan aatey hein
leykin baaz dafa ye jhonkey khushgawaar to nahi hotey----bin maangey hawa key jhonkey------kyun? is tarhan hota hai? kisi ko bhi to koi haq nahi hai key wo aap ki zindagi ko itna hilla ker chala jaye???
phir kyun kuch log aeysa kertey hein --------kyun itni beyhissi aa gai hai in logon mey.......
If Allah brings you to it, He will bring you through it.
Happy moments, praise Allah.Difficult moments, seek Allah.Quiet moments, worship Allah.Painful moments, trust Allah.Every moment, thank Allah.
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by yellowsky View Post@ topic
Qudrat ney baksha hai meyrey hathon ko aeysa hun'r
Kabhi Paa ker banata hun kabhi Kho ker banata hun
Mey jab bhi toot jata hun kisi sey kuch nahi kehta
wah bohat hee khoob:roseIf Allah brings you to it, He will bring you through it.
Happy moments, praise Allah.Difficult moments, seek Allah.Quiet moments, worship Allah.Painful moments, trust Allah.Every moment, thank Allah.
Comment
Comment