Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kia bad-mateezi he

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: Kia bad-mateezi he

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    roozay ke dooran chaye nahi peetay...bataya nahi kisi ne :lpop: waise aap ke liye aik chaye kia, puri chaye ki dukaan hazir he :kr:

    Allah tumhein sehat-yaabi de ta ke tum Ramzan ke saaray roozay rakh sako aameen :dua

    Aanu kabi kabi PG pe bhi chaker laga liya karo, yahan bohat sanata rehta he aaj kul

    Motoo thnx for dua ... :rose main almost roz aati hoon ... bas tum dhoondtey nahen ho mujhey ... :na:
    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

    Comment


    • #92
      Re: Kia bad-mateezi he

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Kia tumhein waqei apni De se itni mohabat he ya us se rishwat li hui he :lpop:
      mujhay apni de se tah-e-Dil se muhbat ha.:comfort: ...:a stick: Apki tarhan ma rishwat la kar mohbat ki kaiel nahi:na:

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Aap ke hotay huay kisi aur kia zaroorat reh jati he minmin kerne ke liye :blush:

      :lpop: abb ya ap ka barapan ha Amir khaton:budhu: jee ap se bhar kar tu koi minmin kar hi nahi sakta

      Comment


      • #93
        Re: Kia bad-mateezi he

        Originally posted by Aania View Post
        Oye Salam spoon Silakoty--
        Jaldi se merey liye Equal Paa ke Chaye bana ke lao fir gal kertey hein..
        btw .. topic to koi acha rakhtey is thread ka .. apney jesa hi atleast.. :na: kher ...

        jinaab ...
        Ummid sahiba busy shusy hain ...
        Masood bro .. kuch sick hain .. Allah unhen sehat ataa fermaaye
        Eshaa to aa hi jati hai ... :lpop:
        Hamsafar ... :mm:
        hmmm
        aur main bhi to aa hi jaati hoon :tasali: :lpop:
        (mera pehla hi roza barri mushkil se guzra aaj' dua kerna larrkey Allah taufeeq ataa fermaaye Ramadan ke temam rozay rakhney ki aameen)
        Allah talah masood ji ko jald sehatyaab kare.....:dua
        aur aania Allah tumhe bhi sehat de, taake tum poore roze rakh sako.....:rose


        sigpic


        Comment


        • #94
          Re: Kia bad-mateezi he

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          :tauba oh to yeh baat thi

          Mein samja shayad koi aur he baat thi :khi:
          itne choote se demagh par ziada zoor na dia kare.....:D :khi:
          sigpic


          Comment


          • #95
            Re: Kia bad-mateezi he

            Originally posted by Wafa View Post
            Allah talah masood ji ko jald sehatyaab kare.....:dua
            aur aania Allah tumhe bhi sehat de, taake tum poore roze rakh sako.....:rose

            Aameen .. n thnx U so much ... for prayer... May you always be blessed! :dua
            Visit My Early PS Work
            You Are Welcome To Comment

            Comment


            • #96
              Re: Kia bad-mateezi he

              Originally posted by Wafa View Post
              Allah talah masood ji ko jald sehatyaab kare.....:dua
              aur aania Allah tumhe bhi sehat de, taake tum poore roze rakh sako.....:rose
              Yeh Masood bhaee aur Aaaania sis ko kia hua hai?

              Comment


              • #97
                Re: Kia bad-mateezi he

                Originally posted by a man of letters View Post
                Yeh Masood bhaee aur Aaaania sis ko kia hua hai?
                un ke tabeyat theek nahi hai.......Aap bhi dua kare ke jald sehatyaab ho jae....:)
                sigpic


                Comment


                • #98
                  Re: Kia bad-mateezi he

                  Originally posted by Ms.Khan View Post
                  OHhhhhhhhh App ko to kuch bhi nahi pata :tasali:

                  to ajj ye baat sabit hogai k Munde sahab sirf or sirf landay k hi kapre zeb tan karte hain :shh::shh: isliye un ko her kapra landay ka nazar ata hai :tomato::tomato::tomato:ab kia karen bechare ne sirf dekhe hi landay k kapre hain :comfort:
                  Aap khawa-makhwa mein jhoota ilzaam laga rahi hein...aap ko kala kawa ya khalil doono mein se aik kaatay ga :blush:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #99
                    Re: Kia bad-mateezi he

                    Originally posted by Aania View Post
                    Motoo thnx for dua ... :rose main almost roz aati hoon ... bas tum dhoondtey nahen ho mujhey ... :na:
                    Motoo

                    aik musalsal smart aur lagataar handsome larkay ko sar-e-aam aur sar-e-baazar aik he saans mein mooto keh dena kia musalsal ziadti nahi ho gi :blush:

                    Aap rooz aati hein, lekin kahan aati hein, hamein to labti he nahi hein kabi hamaray aangan mein bhi chaati marnay ki zehmat gawara ker liya karein, ain bulke gian nawazaish ho gi...and by the way tumhari tabiyat kesi he? jaldi se itlaa karo :phool:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • Re: Kia bad-mateezi he

                      Originally posted by fari View Post
                      mujhay apni de se tah-e-Dil se muhbat ha.:comfort: ...:a stick: Apki tarhan ma rishwat la kar mohbat ki kaiel nahi:na:




                      :lpop: abb ya ap ka barapan ha Amir khaton:budhu: jee ap se bhar kar tu koi minmin kar hi nahi sakta

                      Yeh baat sun ker khairat se jhatka laga ke aap apni De se rishwat liye bagair mohabat kerti hein...yeh kese ho sakta he aap ki De mein aisay kia fualts hein jo aap ko pasand aa gaye :pagal:

                      ji mein hameesha se musalsal baray pan ka saboot deta aaya hoon aur deta rahoon ga aur yeh khatoon kisay kaha :slap:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • Re: Kia bad-mateezi he

                        Originally posted by Wafa View Post
                        un ke tabeyat theek nahi hai.......Aap bhi dua kare ke jald sehatyaab ho jae....:)
                        Aaaamin.. Allah unhain sehat atttaa karay.......................

                        Comment


                        • Re: Kia bad-mateezi he

                          Originally posted by Wafa View Post
                          itne choote se demagh par ziada zoor na dia kare.....:D :khi:
                          Yeh hosla mujay aap he ki taraf se dekh ke mila :bhago:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • Re: Kia bad-mateezi he

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Yeh hosla mujay aap he ki taraf se dekh ke mila :bhago:
                            mere saath baat kar ke kuch to demagh use karna sekh lea ho ga........... warna kab se band para tha.....:lpop:
                            sigpic


                            Comment


                            • Re: Kia bad-mateezi he

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              :fuming: :slap:


                              Mein ne yahan aana kum ker diya, baki loogon ko bhi faraar ka mooka mil gaya.

                              Kahan ho Masooday :fuming: bahir nikal

                              Aye Sima...kithay tur gai ein

                              By the way aap dono aik he time pe gaib kyoon hotay ho :fuming:

                              Do jurwa larkiyaan bhi nahi hein...ESHA aur FARI...tum dono ko aik doosray ne kaat liya kia jo gaib ho doono :na:

                              Yahan pe khariyan ke 4 gadhay bhi gaib hein...lagta he ghaar charnay gaye hein...halanke in ki ouper wali story mein bhi ghaas pari hui he...isay kehtay hein chirag talay andheera :blush:

                              Shy, Wafa, Khan sahiba...aap bhi ub aurton ki chilman se nikal ke is ghareb khanay mein jhaan ker is ghareeb khanay ko nazar lagnay ka mooka faraham keejiye :kr:

                              Oye humsafar, lagta he ke tu kahin door ke safar mein chala gaya he :na:

                              Aania...Ummid he ke ub tum bhi good health mein ho gi...plz join us :)

                              Aur ummid sahiba...aap bhi apne hujray se bahir aa jaiye :blush:

                              Aap loog jaldi se aa jaiye...warna mein nai boolda
                              mera nam liya hi nehi

                              munda munda na raha :a stick:
                              Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
                              Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
                              Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
                              Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

                              Comment


                              • Re: Kia bad-mateezi he

                                Originally posted by Aania View Post
                                Oye Salam spoon Silakoty--
                                Jaldi se merey liye Equal Paa ke Chaye bana ke lao fir gal kertey hein..
                                btw .. topic to koi acha rakhtey is thread ka .. apney jesa hi atleast.. :na: kher ...

                                jinaab ...
                                Ummid sahiba busy shusy hain ...
                                Masood bro .. kuch sick hain .. Allah unhen sehat ataa fermaaye
                                Eshaa to aa hi jati hai ... :lpop:
                                Hamsafar ... :mm:
                                hmmm
                                aur main bhi to aa hi jaati hoon :tasali: :lpop:
                                (mera pehla hi roza barri mushkil se guzra aaj' dua kerna larrkey Allah taufeeq ataa fermaaye Ramadan ke temam rozay rakhney ki aameen)
                                Allah sab ko seht daie :comfort:

                                Roza aftar hone se pehle sab apne en dosto kie bare mein zaror dua kejye InshAllah es berkat wale mahene se hamre en Aziz sathiyo ko seht mil jaie gee InshAllah Aameen suma Aameen :rose
                                Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
                                Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
                                Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
                                Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

                                Comment

                                Working...
                                X