
Mein ne yahan aana kum ker diya, baki loogon ko bhi faraar ka mooka mil gaya.
Kahan ho Masooday :fuming: bahir nikal
Aye Sima...kithay tur gai ein

By the way aap dono aik he time pe gaib kyoon hotay ho :fuming:
Do jurwa larkiyaan bhi nahi hein...ESHA aur FARI...tum dono ko aik doosray ne kaat liya kia jo gaib ho doono :na:
Yahan pe khariyan ke 4 gadhay bhi gaib hein...lagta he ghaar charnay gaye hein...halanke in ki ouper wali story mein bhi ghaas pari hui he...isay kehtay hein chirag talay andheera :blush:
Shy, Wafa, Khan sahiba...aap bhi ub aurton ki chilman se nikal ke is ghareb khanay mein jhaan ker is ghareeb khanay ko nazar lagnay ka mooka faraham keejiye :kr:
Oye humsafar, lagta he ke tu kahin door ke safar mein chala gaya he :na:
Aania...Ummid he ke ub tum bhi good health mein ho gi...plz join us :)
Aur ummid sahiba...aap bhi apne hujray se bahir aa jaiye :blush:
Aap loog jaldi se aa jaiye...warna mein nai boolda

Comment