Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kia bad-mateezi he

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: Kia bad-mateezi he

    Originally posted by munda_sialkoty View Post


    Theek he ub mein sawateen ki minmin mein nahi aaon ga
    Sachhi Kasam khao na :lpop: :lpop:
    sigpic

    Comment


    • #77
      Re: Kia bad-mateezi he

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      :fuming: :slap:


      Mein ne yahan aana kum ker diya, baki loogon ko bhi faraar ka mooka mil gaya.

      Kahan ho Masooday :fuming: bahir nikal

      Aye Sima...kithay tur gai ein

      By the way aap dono aik he time pe gaib kyoon hotay ho :fuming:

      Do jurwa larkiyaan bhi nahi hein...ESHA aur FARI...tum dono ko aik doosray ne kaat liya kia jo gaib ho doono :na:

      Yahan pe khariyan ke 4 gadhay bhi gaib hein...lagta he ghaar charnay gaye hein...halanke in ki ouper wali story mein bhi ghaas pari hui he...isay kehtay hein chirag talay andheera :blush:

      Shy, Wafa, Khan sahiba...aap bhi ub aurton ki chilman se nikal ke is ghareb khanay mein jhaan ker is ghareeb khanay ko nazar lagnay ka mooka faraham keejiye :kr:

      Oye humsafar, lagta he ke tu kahin door ke safar mein chala gaya he :na:

      Aania...Ummid he ke ub tum bhi good health mein ho gi...plz join us :)

      Aur ummid sahiba...aap bhi apne hujray se bahir aa jaiye :blush:

      Aap loog jaldi se aa jaiye...warna mein nai boolda
      Oye Salam spoon Silakoty--
      Jaldi se merey liye Equal Paa ke Chaye bana ke lao fir gal kertey hein..
      btw .. topic to koi acha rakhtey is thread ka .. apney jesa hi atleast.. :na: kher ...

      jinaab ...
      Ummid sahiba busy shusy hain ...
      Masood bro .. kuch sick hain .. Allah unhen sehat ataa fermaaye
      Eshaa to aa hi jati hai ... :lpop:
      Hamsafar ... :mm:
      hmmm
      aur main bhi to aa hi jaati hoon :tasali: :lpop:
      (mera pehla hi roza barri mushkil se guzra aaj' dua kerna larrkey Allah taufeeq ataa fermaaye Ramadan ke temam rozay rakhney ki aameen)
      Visit My Early PS Work
      You Are Welcome To Comment

      Comment


      • #78
        Re: Kia bad-mateezi he

        Originally posted by fari View Post
        timator kha kha kar laal ho hogay hain ya phir roast honay lkay liya jal rahay hain


        MEri de ko kuch kaha na ....tu

        ...tu:fpan:


        tu:chair:

        tu




        App ka bhurta bana kar Sialkot ki chipkliyon ko khila dain gay:lpop:
        Kia tumhein waqei apni De se itni mohabat he ya us se rishwat li hui he :lpop:
        :thmbup:

        Comment


        • #79
          Re: Kia bad-mateezi he

          Originally posted by fari View Post
          :tasali: ap tu jazbati hogay ............:blush: Agar app jasi Buzrg sawateeen nahi ayien gi khawateen ki mehfil ma tu uss may minmin kon karay ga
          Aap ke hotay huay kisi aur kia zaroorat reh jati he minmin kerne ke liye :blush:
          :thmbup:

          Comment


          • #80
            Re: Kia bad-mateezi he

            Originally posted by Wafa View Post
            abhi to filhaal computer sahe chal raha hai, aur aisa he chalta rahe...:dua

            khawateen section me is lea kaha kuy ki mere aap se wahe ziada baat hote hai....:D
            chale ab gupshup me bhi aap se baat ho ge....ab khush....:comfort:


            pegham par kisi bhi section me jaane ke koi pabandi nahi hai,so jab ji chahe laal peele hone aa jae ga... :blush: :lpop:
            :tauba oh to yeh baat thi

            Mein samja shayad koi aur he baat thi :khi:
            :thmbup:

            Comment


            • #81
              Re: Kia bad-mateezi he

              Originally posted by Ms.Khan View Post
              aap landey se nikal k kuch nahi soch sakte :tasali: kyun k app ki shopping wahin se shoru hoker wahin pe khatam hojati hai :kr::kr::kr:
              or meri nazar PG pe dal ker to PG or khubsoorat hogaya hai jhoot boloon to app ka mun laal yellow se black hojaye :slap:
              Ji mein landay se kabi kapray nahi khareed'ta, mujay to yeh bhi nahi pata ke Landay mein puranay aur used kapray hotay hein, aur mujay to yeh bhi nahi pata ke wo sastay daamon miltay hein, mujay to hata'ke yeh bhi nahi pata ke yeh Sialkot Railway Station ke saath bhi lagta he :blush:

              Aur aap ke jhoot bolnay ki saza mujay kyoon Khaan Saab :pagal:
              :thmbup:

              Comment


              • #82
                Re: Kia bad-mateezi he

                Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
                :a stick: yaad rakha kijieey apni baaton ko
                jhoot bolna paap hay
                nadi kinaray saanp hay

                wesssay:mm: :mm:






                aap larkay kesay hosaktay hain , larkay to insaan hotay hain aur aap to:bhago:
                aur mein to Maha Insaan hoon :blush:
                :thmbup:

                Comment


                • #83
                  Re: Kia bad-mateezi he

                  Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
                  jitni aankhein achhi hon gee wo sab aankhein munday ki hon gee :kr: :kr: :kr: kia husn hai in aankhon mein

                  aap apnay kaano ka kisi plumber se ilaj kerwaieey:lol
                  aap ne meri aankhon ki tareef ki, dil garden garden ho gaya

                  aur aap ne mujay apne kaan plumber se check kerwanay ka mashwara kyoon diya...kahin aap ki tainki aap ke ser ke ouper to nahi
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #84
                    Re: Kia bad-mateezi he

                    Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
                    Dost, Dost na raha ........


                    hoosla ker kuriye:tasali:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #85
                      Re: Kia bad-mateezi he

                      Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
                      ho hy mundya Aey ki hoya :kr: :kr: :kr: :kr:
                      yeh sawaal tum fari se poocho ke usay kia hua :na:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #86
                        Re: Kia bad-mateezi he

                        Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
                        Sachhi Kasam khao na :lpop: :lpop:
                        Roozay aa gaye hein, mein ne khana peena chad diya he
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #87
                          Re: Kia bad-mateezi he

                          Originally posted by Aania View Post
                          Oye Salam spoon Silakoty--
                          Jaldi se merey liye Equal Paa ke Chaye bana ke lao fir gal kertey hein..
                          btw .. topic to koi acha rakhtey is thread ka .. apney jesa hi atleast.. :na: kher ...

                          jinaab ...
                          Ummid sahiba busy shusy hain ...
                          Masood bro .. kuch sick hain .. Allah unhen sehat ataa fermaaye
                          Eshaa to aa hi jati hai ... :lpop:
                          Hamsafar ... :mm:
                          hmmm
                          aur main bhi to aa hi jaati hoon :tasali: :lpop:
                          (mera pehla hi roza barri mushkil se guzra aaj' dua kerna larrkey Allah taufeeq ataa fermaaye Ramadan ke temam rozay rakhney ki aameen)
                          roozay ke dooran chaye nahi peetay...bataya nahi kisi ne :lpop: waise aap ke liye aik chaye kia, puri chaye ki dukaan hazir he :kr:

                          Allah tumhein sehat-yaabi de ta ke tum Ramzan ke saaray roozay rakh sako aameen :dua

                          Aanu kabi kabi PG pe bhi chaker laga liya karo, yahan bohat sanata rehta he aaj kul
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #88
                            Re: Kia bad-mateezi he

                            Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
                            Sachhi Kasam khao na :lpop: :lpop:
                            Roozay aa gaye hein, mein ne khana peena chad diya he
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #89
                              Re: Kia bad-mateezi he

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post

                              Aur ummid sahiba...aap bhi apne hujray se bahir aa jaiye :blush:

                              Aap loog jaldi se aa jaiye...warna mein nai boolda
                              .........

                              Comment


                              • #90
                                Re: Kia bad-mateezi he

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Ji mein landay se kabi kapray nahi khareed'ta, mujay to yeh bhi nahi pata ke Landay mein puranay aur used kapray hotay hein, aur mujay to yeh bhi nahi pata ke wo sastay daamon miltay hein, mujay to hata'ke yeh bhi nahi pata ke yeh Sialkot Railway Station ke saath bhi lagta he :blush:

                                Aur aap ke jhoot bolnay ki saza mujay kyoon Khaan Saab :pagal:
                                OHhhhhhhhh App ko to kuch bhi nahi pata :tasali:

                                to ajj ye baat sabit hogai k Munde sahab sirf or sirf landay k hi kapre zeb tan karte hain :shh::shh: isliye un ko her kapra landay ka nazar ata hai :tomato::tomato::tomato:ab kia karen bechare ne sirf dekhe hi landay k kapre hain :comfort:
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X