Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kia bad-mateezi he

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Kia bad-mateezi he

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Ki keh raya ein khooteya :tauba mein kidoon keya
    ab jo b kahoo...aab sy too
    Pory ka pora kukar hay:slap: :slap:

    Comment


    • #32
      Re: Kia bad-mateezi he

      Originally posted by Ms.Khan View Post
      or khariyaan wali baat to zabar10 kahi hai
      Kiun Kharian main tumhary MAMOO huty hian:slap: :slap: :slap: :slap:

      Comment


      • #33
        Re: Kia bad-mateezi he

        Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
        ....Sialkoti Kukkar oooops:embarasse I
        :kr: sab ko pata chal rha hay...

        Comment


        • #34
          Re: Kia bad-mateezi he

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Aap ka shukriya ada kerne ka shukriya :blush:

          Ji ji PG ke sabi members yahi excuse ker rahay hein ke wo aatay hein lekin baki koi nahi hota yahan...yani her koi aata he aur koi bhi nahi aata...yeh kesi science he jo meri samaj se balatar he
          Apni is chhoti c samajh ko ziyada pareshan na kijieey :budhu: :budhu:
          sigpic

          Comment


          • #35
            Re: Kia bad-mateezi he

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Aap jurwan kyoon nahi hein...is forum pe do he larkiyaan he jo haath dhoo ke bulke haath ganday ker ke mere peechay pari hui hein
            humnay kabhi aapko kuch kaha hay kia...... bataiiey jaldee se

            sigpic

            Comment


            • #36
              Re: Kia bad-mateezi he

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Tum ne mujay musalsal budtameez kaha

              Ja Esha ub teri kismat mein Rickshaw chalana he likha he :kr:

              kyoon ke kisi bazurg ne kaha he

              jo apne doost ko satata he
              sada rickshaw chalata he
              Ek baar phir aap ka shukriya Rikshay waalay bhaeey saahib :kr: :kr: :kr:
              sigpic

              Comment


              • #37
                Re: Kia bad-mateezi he

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Oh really :blush:

                Thank you so much esha...you know mein gool goomnay wali chair pe betha hota hoon, ub mein din mein kai baar gool gool gooma karon ga :embarasse
                Achha bas bas hum kabhi kabhi aiwen hee jhoot moot mein taareef ker diya kertay hain ..phelieey mat:na:
                bulkey laal neelay peelay na hoieey
                sigpic

                Comment


                • #38
                  Re: Kia bad-mateezi he

                  Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
                  Ek baar phir aap ka shukriya Rikshay waalay bhaeey saahib :kr: :kr: :kr:
                  kia matlab....kia KKUKAR b rikshwa chalaty hain aur yeh aap key bhai...??

                  Comment


                  • #39
                    Re: Kia bad-mateezi he

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    kyoon ke kisi bazurg ne kaha he

                    jo apne doost ko satata he
                    sada rickshaw chalata he
                    ye buzurg yaqeenan aap hon gay
                    sigpic

                    Comment


                    • #40
                      Re: Kia bad-mateezi he

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Tum ne apne aap ko maindak kaha :blush:
                      je nahi maina apnay ap mandak nahi kaha mai tu massom c bachi hon ...maina tu app ka zikar kiya tha

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Bird flue ka un pe kia asar hota ho ga fari :tauba

                      Un ke liye to donkey flue aijaad kerna ho ga hamein :pagal:
                      Baat ma dum ha....

                      Comment


                      • #41
                        Re: Kia bad-mateezi he

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Aap jurwan kyoon nahi hein...is forum pe do he larkiyaan he jo haath dhoo ke bulke haath ganday ker ke mere peechay pari hui hein

                        Fari aaye ya ESHA, dono ne mere saath aik jesa salook he kerna hota he to is lehaaz se doono jurwaan he hui na

                        Tu jasay ap hain wasay hi sab salook karen gay na app kay sath:lpop: ....Iss may jurwan wali kiya baat hoi:a stick: .............Hum dono masoom larkiyan app kay peechay nahi par saktay kiun kah hum gandi chizon kay pechay nahi partay:zuban: :zuban: :zuban:

                        Comment


                        • #42
                          Re: Kia bad-mateezi he

                          Originally posted by Khalil View Post
                          ab jo b kahoo...aab sy mein puray ka pura khoota hoon:slap: :slap:
                          le mein ne teri correction ker di :blush:

                          Originally posted by Khalil View Post
                          Kiun Kharian main tumhary MAMOO huty hian:slap: :slap: :slap: :slap:


                          Originally posted by Khalil View Post
                          :kr: sab ko pata chal rha hay...
                          yahi ke tu puray ka pura donkey he :blush:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #43
                            Re: Kia bad-mateezi he

                            Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
                            Apni is chhoti c samajh ko ziyada pareshan na kijieey :budhu: :budhu:
                            Yani ke ub aap meri musalsal akalmandi pe bhi shak kerne lagein

                            Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
                            humnay kabhi aapko kuch kaha hay kia...... bataiiey jaldee se
                            aap kia ker sakti hein, aap ke ander to chipkali jitna zehar bhi nahi he :khi:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #44
                              Re: Kia bad-mateezi he

                              Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
                              Ek baar phir aap ka shukriya Rikshay waalay bhaeey saahib :kr: :kr: :kr:
                              ki keh rai ein Eshiye :tauba

                              Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
                              Achha bas bas hum kabhi kabhi aiwen hee jhoot moot mein taareef ker diya kertay hain ..phelieey mat:na:
                              bulkey laal neelay peelay na hoieey
                              To kia wo sub jhoot tha, wo kasmein wo waaday, kia wo sub jhoot tha
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #45
                                Re: Kia bad-mateezi he

                                Originally posted by Khalil View Post
                                kia matlab....kia KKUKAR b rikshwa chalaty hain aur yeh aap key bhai...??
                                Gadhay is liye rickshaw nahi chala saktay ke wo bazat-e-khud apne aap mein he rickshaw hotay hein
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X