Assalamo allaikum:rose
Main ney kal Denmark TV per aik dilchusp program dekha - us mein aurat aur mard key dimagh ka mawazna kiya jata hai. Medical tests btatey hain keh aurat jab baat sunti hai to apney dimagh key dono hissey (left and right) sey sunti hai aur baat ko behtar aur achhey tareeqey sey samajhti hai - jab keh mard apney dimagh ka aik hi hissah istimaal karta hai :(...
Tests mein microscopical sound sunai gai, pehley mard ko phir aurat ko - mard us sound ka kuchh hissa samajh saka is liye keh woh aik hissah use karta hai, jab keh aurat us sound ko ziyada behtar biyaan kar saki...
Shayid sach hai keh women are better listeners :mm:

Comment