Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Fact: Women are better listener

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Fact: Women are better listener

    Assalamo allaikum:rose

    Main ney kal Denmark TV per aik dilchusp program dekha - us mein aurat aur mard key dimagh ka mawazna kiya jata hai. Medical tests btatey hain keh aurat jab baat sunti hai to apney dimagh key dono hissey (left and right) sey sunti hai aur baat ko behtar aur achhey tareeqey sey samajhti hai - jab keh mard apney dimagh ka aik hi hissah istimaal karta hai :(...

    Tests mein microscopical sound sunai gai, pehley mard ko phir aurat ko - mard us sound ka kuchh hissa samajh saka is liye keh woh aik hissah use karta hai, jab keh aurat us sound ko ziyada behtar biyaan kar saki...

    Shayid sach hai keh women are better listeners :mm:
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Fact: Women are better listener

    siraf listner hee hain.................

    lakin samaj nahi sakti :P

    Comment

    • #3
      Re: Fact: Women are better listener

      Originally posted by Khalil View Post
      siraf listner hee hain.................

      lakin samaj nahi sakti :P
      pitney ka irada rakhtey ho goya :p
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • #4
        Re: Fact: Women are better listener

        Wah kia baat batayi hai aap ne
        really mard ek hi hissa use karta hain dimagh ka , kyun k mard sirf wohi sunte hain jo wo sunna chahte hain... ana k marey :budhu: :budhu: or zahir hai jab incomplete hi sunenge to samjhenge kia khaak :khi: :khi:
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: Fact: Women are better listener

          Originally posted by Masood View Post
          Assalamo allaikum:rose

          Main ney kal Denmark TV per aik dilchusp program dekha - us mein aurat aur mard key dimagh ka mawazna kiya jata hai. Medical tests btatey hain keh aurat jab baat sunti hai to apney dimagh key dono hissey (left and right) sey sunti hai aur baat ko behtar aur achhey tareeqey sey samajhti hai - jab keh mard apney dimagh ka aik hi hissah istimaal karta hai :(...

          Tests mein microscopical sound sunai gai, pehley mard ko phir aurat ko - mard us sound ka kuchh hissa samajh saka is liye keh woh aik hissah use karta hai, jab keh aurat us sound ko ziyada behtar biyaan kar saki...

          Shayid sach hai keh women are better listeners :mm:

          Lagta ha Uncle sudhar gay hain Aur dimagi tor per bhi thori halat behtar hoti nazar arhi ha:kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr:

          Comment

          • #6
            Re: Fact: Women are better listener

            Originally posted by Masood View Post
            Assalamo allaikum:rose

            Main ney kal Denmark TV per aik dilchusp program dekha - us mein aurat aur mard key dimagh ka mawazna kiya jata hai. Medical tests btatey hain keh aurat jab baat sunti hai to apney dimagh key dono hissey (left and right) sey sunti hai aur baat ko behtar aur achhey tareeqey sey samajhti hai - jab keh mard apney dimagh ka aik hi hissah istimaal karta hai :(...

            Tests mein microscopical sound sunai gai, pehley mard ko phir aurat ko - mard us sound ka kuchh hissa samajh saka is liye keh woh aik hissah use karta hai, jab keh aurat us sound ko ziyada behtar biyaan kar saki...

            Shayid sach hai keh women are better listeners :mm:
            bhaiya yeh koon sa sound aijaad ho gaya he :khi:

            Merd dimaag ke aik hisay se is liye suntay hein ke un ka dimag ka aik hisa auraton ke dimaag ke do hisson se bhi ziada powerful hota he baat samaj mein aai ke kisi aur tareekay se samjaon
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: Fact: Women are better listener

              Originally posted by munda_sialkoty View Post

              :shh: :shh: :shh: aap ney aik baar phir raaz faash kar diya na - ab larkiyaan aur khasoosan saima aap per :slap: chalaey na to aur kya karey :zuban:
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #8
                Re: Fact: Women are better listener

                Originally posted by Masood View Post
                :shh: :shh: :shh: aap ney aik baar phir raaz faash kar diya na - ab larkiyaan aur khasoosan saima aap per :slap: chalaey na to aur kya karey :zuban:
                Un per aik shair ka pehla misra fit aata he

                Wo apni hu na badlay gi, hum apni waza kyoon badlein

                saima ko thupper marnay ka shook he aur hamein khanay ka

                wo kisi science-daan ne bhi kia khoob kaha he

                Idher aa huner-ger huner aazmaein
                tu teer aazma, hum jiger aazmaaein
                :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: Fact: Women are better listener

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Un per aik shair ka pehla misra fit aata he

                  Wo apni hu na badlay gi, hum apni waza kyoon badlein

                  saima ko thupper marnay ka shook he aur hamein khanay ka

                  wo kisi science-daan ne bhi kia khoob kaha he

                  Idher aa huner-ger huner aazmaein
                  tu teer aazma, hum jiger aazmaaein
                  Waaaah kya baat hai mundey di - yaar tum to siyasat'daan hotey jaa rahey ho :zuban.
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #10
                    Re: Fact: Women are better listener

                    Originally posted by Masood View Post

                    Shayid sach hai keh women are better listeners :mm:

                    no doubt :eye:
                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Re: Fact: Women are better listener

                      Originally posted by Masood View Post
                      Waaaah kya baat hai mundey di - yaar tum to siyasat'daan hotey jaa rahey ho :zuban.

                      aap ne mujay keemiya-daan kaha is ke liye bohat bohat shukriya
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Fact: Women are better listener

                        Originally posted by Sweet & Sour View Post
                        no doubt :eye:
                        women sirf sunti he, samajti kuch bhi nahi :bhago:
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Fact: Women are better listener

                          Originally posted by Khalil View Post
                          siraf listner hee hain.................

                          lakin samaj nahi sakti :P

                          ek kaan se sun'na doosrey se nikal dena bhi ek fun hai :zuban:
                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: Fact: Women are better listener

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            women sirf sunti he, samajti kuch bhi nahi :bhago:

                            her tarah ki bongi samajhney wali nahi hoti is liyeh :zuban:
                            sigpic

                            Comment

                            • #15
                              Re: Fact: Women are better listener

                              Originally posted by Sweet & Sour View Post
                              no doubt :eye:
                              I agree :)
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              Working...
                              X