Aslamo alikum:donno:
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Zindgee...!!
Collapse
X
-
Re: Zindgee...!!
Shukriya Yaraam,
dair sey reply key liye Ma'zrat leykin kisi ney kaha hai na
dair ayed durust ayed?
------
sahih kaha aap ney ye zindgee bohot mukhtasir hai aur hamein khud khush rahney key liye zaroori hai key hum doosron ko khushiyan dein....:insha:" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
-
Re: Zindgee...!!
Buhut sach likha hai .... Dosro se bhlayi ker k hi hum khudh achey aur kamyab insan ban saktey hain, Duniya hi nahi aakhrat ki falah bhi issi mei hai...Ek shair zehan mei aaya is per:
Ker mehrabani tou Ehl-e-zameen per
Khuda mehraban ho ga Arsh-e-bareen persigpic
Comment
-
Re: Zindgee...!!
Aslam o alykum bhai:rose
bohat ummda tehreer laikin aap ki aik baat se mujhy ikhtilaf hy wur wo ye ko jo aap nay kaha....k ye azade serf isi dunia tak hy akhrat main koi kisi ko na pehchan saky ga....
yahaan par agar aap ki akhrat se muraf serf maydan e hashar hy yani qaymat k bad hisab o kitab tak maydan hashar main jab sab jamah hon gay to kisi had tak aap ki baat drusat hy magar wahan maydane hashar main aysay log honagy jo aik dosray ko pehchaneen gay aur aik dosray ki madad kareen gay like ANBIA KIRAM aur degar saleheen...
aur agar aap ki is batse murad akhrat ki tamam zindgi hy to phir aap ki baat bilashuba bilkul ghlat hy .aur wesay bhi jab lafaz akhrat bola kata hy to is ka amoomi itlaq qayamat k abd wali zindgi par hi hota hy jo k hameesha ki zindgi hy aur aap nay khud bhi apni tehreer main is taraf ishara kiya hy lehaza us zindgi main bhi hum sab inshALLAH aik dosray ko jany gay pehchaneen gay aur aur jo dunia main dost haiun wo akhrat main bhi dost hongay.
ummeed hy meri baat aap par wazy hogai hogi.sukriya:roseساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: Zindgee...!!
Originally posted by aabi2cool View PostAslam o alykum bhai:rose
bohat ummda tehreer laikin aap ki aik baat se mujhy ikhtilaf hy wur wo ye ko jo aap nay kaha....k ye azade serf isi dunia tak hy akhrat main koi kisi ko na pehchan saky ga....
yahaan par agar aap ki akhrat se muraf serf maydan e hashar hy yani qaymat k bad hisab o kitab tak maydan hashar main jab sab jamah hon gay to kisi had tak aap ki baat drusat hy magar wahan maydane hashar main aysay log honagy jo aik dosray ko pehchaneen gay aur aik dosray ki madad kareen gay like ANBIA KIRAM aur degar saleheen...
aur agar aap ki is batse murad akhrat ki tamam zindgi hy to phir aap ki baat bilashuba bilkul ghlat hy .aur wesay bhi jab lafaz akhrat bola kata hy to is ka amoomi itlaq qayamat k abd wali zindgi par hi hota hy jo k hameesha ki zindgi hy aur aap nay khud bhi apni tehreer main is taraf ishara kiya hy lehaza us zindgi main bhi hum sab inshALLAH aik dosray ko jany gay pehchaneen gay aur aur jo dunia main dost haiun wo akhrat main bhi dost hongay.
ummeed hy meri baat aap par wazy hogai hogi.sukriya:roseAllah
Comment
Comment