Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Zindgee...!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Zindgee...!!

    Aslamo alikum:donno:
    Attached Files
    Allah

  • #2
    Re: Zindgee...!!

    Shukriya Yaraam,

    dair sey reply key liye Ma'zrat leykin kisi ney kaha hai na
    dair ayed durust ayed?

    ------
    sahih kaha aap ney ye zindgee bohot mukhtasir hai aur hamein khud khush rahney key liye zaroori hai key hum doosron ko khushiyan dein....:insha:
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment

    • #3
      Re: Zindgee...!!

      Buhut sach likha hai .... Dosro se bhlayi ker k hi hum khudh achey aur kamyab insan ban saktey hain, Duniya hi nahi aakhrat ki falah bhi issi mei hai...Ek shair zehan mei aaya is per:

      Ker mehrabani tou Ehl-e-zameen per
      Khuda mehraban ho ga Arsh-e-bareen per
      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: Zindgee...!!

        hmmm aik dum sahi kaha aap nay :rose

        khush rahyeah :rose
        Zindagi Thak Gaye ..!!

        Comment

        • #5
          Re: Zindgee...!!

          aap sab ki hosla afzayi ka shukrya :)
          Allah

          Comment

          • #6
            Re: Zindgee...!!

            zaber10 yaaram bai

            I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani

            Comment

            • #7
              Re: Zindgee...!!

              inaaaaaaaaaaaa purana topic

              but really nice sharing..

              Comment

              • #8
                Re: Zindgee...!!

                acha hai na..........

                I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani

                Comment

                • #9
                  Re: Zindgee...!!

                  sahi bat hai...

                  nice sharing bahi

                  Comment

                  • #10
                    Re: Zindgee...!!

                    shukrya
                    Allah

                    Comment

                    • #11
                      Re: Zindgee...!!

                      Aslam o alykum bhai:rose
                      bohat ummda tehreer laikin aap ki aik baat se mujhy ikhtilaf hy wur wo ye ko jo aap nay kaha....k ye azade serf isi dunia tak hy akhrat main koi kisi ko na pehchan saky ga....
                      yahaan par agar aap ki akhrat se muraf serf maydan e hashar hy yani qaymat k bad hisab o kitab tak maydan hashar main jab sab jamah hon gay to kisi had tak aap ki baat drusat hy magar wahan maydane hashar main aysay log honagy jo aik dosray ko pehchaneen gay aur aik dosray ki madad kareen gay like ANBIA KIRAM aur degar saleheen...
                      aur agar aap ki is batse murad akhrat ki tamam zindgi hy to phir aap ki baat bilashuba bilkul ghlat hy .aur wesay bhi jab lafaz akhrat bola kata hy to is ka amoomi itlaq qayamat k abd wali zindgi par hi hota hy jo k hameesha ki zindgi hy aur aap nay khud bhi apni tehreer main is taraf ishara kiya hy lehaza us zindgi main bhi hum sab inshALLAH aik dosray ko jany gay pehchaneen gay aur aur jo dunia main dost haiun wo akhrat main bhi dost hongay.
                      ummeed hy meri baat aap par wazy hogai hogi.sukriya:rose
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment

                      • #12
                        Re: Zindgee...!!

                        bilkul sahi kaha yaaram ap ne :thmbup:Allah hamen wesa bana de jesa us ko ham ache lagen.ameen

                        Comment

                        • #13
                          Re: Zindgee...!!

                          Originally posted by aabi2cool View Post

                          janta hon aur yeh baat generally hay - jesa hum ne suna hay ke koi nai pehchane ga us din - :rose
                          Allah

                          Comment

                          • #14
                            Re: Zindgee...!!

                            Originally posted by hamzad View Post
                            bilkul sahi kaha yaaram ap ne :thmbup:Allah hamen wesa bana de jesa us ko ham ache lagen.ameen
                            Amin
                            Allah

                            Comment

                            • #15
                              Re: Zindgee...!!

                              Originally posted by Yaaram View Post
                              Aslamo alikum:donno:
                              bahut achi naseehat ki hai......

                              Comment

                              Working...
                              X