Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

    kya huwa dil peh sitam
    tum na samjho gey balam
    bewafa nahin hain ham
    is muhabbat ki qasam

    apna dil aap luta
    pyar khamosh raha
    tum sey kuchh bhi na kaha
    kitney majboor they ham
    kya huwa dil peh sitam
    tum na samjho gey balam

    tum burey ho ya bhaley
    dil tumhein dey hi chukey
    tum peh mit'ney key liyeye
    ab to jiyein gey sanam
    kya huwa dil peh sitam
    tum na samjo gey balam
    bewafa nahin hain ham
    is muhabbat ki qasam
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

      aaye aur jaaye musam
      mujh ko tanhaai ka gham
      mushkil safar
      pochoN kisay
      manzil kahaan
      dil ka to haal hay aisay
      sehra main phool hoon jesay
      weraan hay
      mera jaha'n
      hongay kabhi ham juda
      main nay ye socha tha na ye sitam kiun hoa to bata
      jia na jaye
      teray bin sathiya
      yadon main to hay raat din sathiya ...
      Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

      Comment


      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

        aaj bhi tu na aaya shaam dhalti rahi
        dil sulaghta raha aur main jalti rahi


        pyasi nigahon mein tera intizaar hai
        aaja teri yaad mein dil beqrar hai
        aaja teri yaad mein dil beqrar hai
        intizaar hai
        intizaar hai

        kya thi khabar tu mera dil tarrpaey ga
        wada wafa key sarey tu bhool jaey ga
        tu ney to khaii thi qasam
        hongey juda kabhi na ham
        mujh ko bhulaney waley kaisa tera pyar hai
        pyasi nigahon mein tera intizaar hai
        aaja teri yaad mein dil beqrar hai
        intizaar hai
        intizaar hai

        palkon mein kaisey apney aansu chhupaoun main
        birha key gham mein kahin mar hi na jaoun main
        aa ker mujhey pyar dey
        ujrri hoon main sanwar dey
        tujh sey bicharr ker mera jeena dushwar hai
        pyasi nigahon mein tera intizaar hai
        aaja teri yaad mein dil beqrar hai
        intizaar hai
        intizaar hai
        Last edited by Masood; 6 March 2010, 01:11.
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

          Bahut Pyar Karte Hain Tum Ko Sanam
          Bahut Pyar Karte Hain Tum Ko Sanam

          Kasam Chahye Ley Lo Khuda Ki Kasam
          Bahut Pyar Karte Hain Tum Ko Sanam

          Bahut Pyar Karte Hain Tum Ko Sanam
          Humari Gazal Hai , Tasavor Tumhara

          Humari Gazal Hai , Tasavor Tumhara
          Tumhare Bina Abb, Na Jina Ganwara

          Tumhain Yoon Ki Chahyein Ge Jab Tak Hai Dum
          Bahut Pyar Karte Hain Tum Ko Sanam

          Bahut Pyar Karte Hain Tum Ko Sanam
          Saagar Ki Bahoon Mein Maujhein Hain Jitni

          Saagar Ki Bahoon Mein Maujhein Hain Jitni
          Hum Ko Bhi Tumse Mohabbat Hai Utni Ke Yeh Bekarari

          Ke Yeh Bekarari Na Abb Ho Gi Kam
          Bahut Pyar Karte Hain Tum Ko Sanam

          Bahut Pyar Karte Hain Tum Ko Sanam Kasam Chahye Ley Lo
          Kasam Chahye Ley Lo Khuda Ki Kasam

          Bahut Pyar Karte Hain Tum Ko Sanam
          Bahut Pyar Karte Hain Tum Ko Sanam


          sigpic

          Comment


          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

            mujhy raat din bas tera intezaar hai
            bataon tujy kis terha kitna pyar hai

            Comment


            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

              Oh bei aap ki jitni bhi tareef ki jaye kum he. Mujay to alfaaz nahi mil rahay bus be'sakhta daad dene ko ji chahta he.

              (Baraye meharbani meri tanz kabool ki jaye)
              :thmbup:

              Comment


              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                Gal Sun Mere tu mutiyare,
                Ki samjhe apne aap nu?
                Mere magaro tu Ki ki kardi,
                aeh gal bus tu hi jandi,
                Menu safaiyan pesh na kar,
                rab kolo thora jeha darr!!
                Sikh ja ke pyaar karne da val,
                jhoote sang sade ik ik pal.

                Bewafa bewafa,
                bewafa nikli hai tu,,
                Ni jhootha pyar,jhootha pyar,
                jhoota piyaar kita hai tu.


                Bewafaa bewafaa,
                bewafa nikli hai tu,
                ni jhootha pyaar, jhootha pyaar,
                jhoota pyaar kita hai tu!!

                Jado nere mere kol tu hove,
                yaadaan vichh door tu khove.
                Sanu sadnihaie naa oda leke,
                tenu pende ode bhulekhe.
                Menu kuch kehndi na hun lor,
                mera dil torke tu na hun tor,
                pyaar tera chaida na hor,
                saade pyar di nishaniyat tu mor.

                Bewafa bewafa,
                bewafa nikli hai tu,
                Ni jhootha pyar jhootha pyar,
                jhoota pyaar kita hai tu.


                Bewafa bewafa,
                bewafa nikli hai tu,
                ni jhootha pyar, jhootha pyar,
                jhoota pyar kita hai tu!!

                Mere zindagi'ch kyu tu aayi?
                yaari kyu ni tu nibhayi?
                Kiti sade naal bewafayi,
                sanu de kuriyee jawaab?
                dus de kedi galti,
                sanu deriy ae sazaaaa??
                Rovengi menu yaad karke,
                rovengi menu yaad karke!!

                Bewafa bewafa,
                bewafa nikli hai ti,
                Ni jhootha pyar , jhootha pyar,
                jhoota pyar kita hai tu.


                Bewafaaa bewafaaa,
                bewafa nikli hai tu,
                ni jhootha pyar, jhootha pyar,
                jhoota pyaar kita hai tu!!

                Comment


                • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                  nice thread

                  Comment


                  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                    unka hi tassawur hai mehfil ho keh tanhaii
                    samjhey koi deewana jaaney koi sodaii

                    naghmon ka bharam toota
                    maikhaney ka dar chhoota
                    jab saaz chirraa koi, aawaz teri aaii

                    ilzam har ik hans key
                    ham ney saha sodaii
                    honey na di chahat ki ham ney kabhi ruswaii

                    tu aaey tujhey dekhoon
                    aur jaan sey guzar jaoun
                    is aas peh zindah hai ab tak tera shaidaii

                    unka hi tassawur hai mehfil ho keh tanhai
                    samjhey koi deewana jaaney koi sodaii
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                      sun mere mehboob
                      sun meri sanson se
                      sun mere geeto ki dhun
                      tu hai kahan....(repeat)

                      nindain palko sai bhage
                      ratain ankhon main jage
                      din ho behke behke
                      dil ki duniya mehke
                      tu ...tu jo ajaye to
                      gungunaye hawa
                      muskraye fiza
                      jhomay jahan

                      jivan suna hai
                      panchi sehra mai jaisay
                      pochey teri batain
                      ati jati ratian
                      aa tu hai meray lie main hun teray lie
                      ab bahar aye ya chaye fiza

                      sun mere mehboob sun
                      meri sanson se sun
                      meri geeto ki dhun
                      tu hai kahan...)
                      aaaaa.ooooooo./lalala
                      ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                      سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                      Comment


                      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                        zindgii .....do pal ki
                        intezar kab tk...........hum karein gey bhala

                        Comment


                        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                          چلدئیے تم جو دل توڑ کر یوں اکیلا ہمیں چھوڑ کر
                          زندگی کے ہر اک موڑ پر ہمیشہ تمہیں میری کمی محسوس ہو گی
                          آئے گا جب بہاروں کا موسم پھول مہکیں گے دنیا سجے گے
                          اپنے چہرے سے گھونگھٹ اٹھا کر ہر کلی مسکرانے لگے گی
                          تم اٹھاؤ گی نظریں جدھر، زندگی کے ہر اک موڑ پر
                          ہمیشہ تمہیں میری کمی محسوس ہو گی
                          مانا شہنائیاں بھی بجیں گی اور ہاتھوں میں مہندی لگے گی
                          ایک دلہن سی تم سجا کر لے کے ڈولی جہاں جا رکے گی
                          سونا سونا لگے گا وہ گھر، زندگی کے ہر اک موڑ پر
                          ہمیشہ تمہیں میری کمی محسوس ہو گی
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                            مجھ کو آواز دے تو کہاں ہے
                            ترے بن سونا سونا جہاں ہے
                            پہلے دیوانہ مجھ کو بنایا
                            پھر محبت سے دامن چھڑایا
                            درد دل میں ہے لب پہ فغاں ہے
                            مجھ کو آواز دے تو کہاں ہے
                            کتنی سنسان ہیں یہ فضائیں
                            آ کے تنہائیاں ڈھس نہ جائیں
                            ہر طرف ایک ہُو کا سماں ہے
                            مجھ کو آواز دے تو کہاں ہے
                            مجھ کو آواز دے تو کہاں ہے
                            ترے بن سونا سونا جہاں ہے
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                              ye duniyaan, ye mahafil mere kaam kee naheen

                              kis ko sunaaoo haal dila-ye-bekaraar kaa
                              buzataa huaa charaag hoo apane majaar kaa
                              aye kaash bhool jaaoo, magar bhoolataa nahee
                              kis dhoom se uthhaa thaa, janaajaa bahaar kaa

                              apanaa pataa mile, naa khabar yaar kee mile
                              dushman ko bhee naa ayesee sajaa pyaar kee mile
                              unako khudaa mile hain khudaa kee jinhe talaash
                              muz ko bas yek zalak mere diladaar kee mile

                              saharaa mein aake bhee, muz ko thhikaanaa naa milaa
                              gam ko bhoolaane kaa, koee bahaanaa naa milaa
                              dil tarase jis mein pyaar ko, kyaa samazoo us sansaar ko
                              yek jeetee baajee haar ke, main dhoondhoo bichhade yaar ko

                              door nigaahon se aansoo bahaataa hain koee
                              kaise naa jaaoo mai, muz ko bulaataa hain koee
                              yaa toote dil ko jod do, yaa saare bandhan tod do
                              aye parabat rastaa de muze, aye kaanton daaman chhod do





                              Comment

                              Working...
                              X