Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~@~ Is Soorat-E-Haal mei kya kiya jayeh ~@~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ~@~ Is Soorat-E-Haal mei kya kiya jayeh ~@~

    Originally posted by Sweet & Sour
    hmmm.......... aap sab ke replies ka shukriya :)

    aap sab ne yahi kaha ke humein bar'on ke samney khamosh rehna chaiyeh, matlab ous waqt chup rehna chahiyeh takey oun ki izzat barqarar rahey....
    magar ager aisa ho ke wo kisi galat fehmi ke tehat aap ko sab ke smaney dant rahey ho, aap bhi insult feel kero, ke bilawaja bina qasoor aap ko sab ke samney ba'izzat kiya ja raha hai, aur yeh jantey huwey ke aap ki galati nahi aap jawab dena chaho to aisi soort mei bhi khamosh rehna chahiye, yan koi tareeqa hai ke moqay per hi ounhein aagah ker diya jayeh :hhh:
    Moqay per hi agha karna chaiya ...............magar iss tareqay se karna chaiya kah baron ko bura na lagay ...............:lpop:

    Comment

    • #17
      Re: ~@~ Is Soorat-E-Haal mei kya kiya jayeh ~@~

      Assalaam-0-Alaikom:rose

      buht zabardast silsila shro kia hai .....:phool:

      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment

      • #18
        Re: ~@~ Is Soorat-E-Haal mei kya kiya jayeh ~@~

        Originally posted by Rida
        Assalaam-0-Alaikom:rose

        buht zabardast silsila shro kia hai .....:phool:

        thankoo ... jawab kahan hai :mm:
        sigpic

        Comment

        • #19
          Re: ~@~ Is Soorat-E-Haal mei kya kiya jayeh ~@~

          Originally posted by Sweet & Sour
          thankoo ... jawab kahan hai :mm:

          Assalaam-0-Alaikom:rose

          jawab main thori bay izzati hai ....
          main buht choti thi ... lakin aik aisay hi waqt ammi nay ..... :hathora
          kisi nay mazq uraya tu acha nahin hoga :fuming:

          For New Designers
          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

          Comment

          • #20
            Re: ~@~ Is Soorat-E-Haal mei kya kiya jayeh ~@~

            Originally posted by fari
            Saba sis app na bilkul sahi kaha per app apni baat per gor farmaiya kah humaray baro ki izat humari izat se zayda hoti ha..............per ya baat bhi tu ha kah baro ki izat humari izat hoti ha aur humari izat unki ......Aur agar humari bayzati logo ka samnay hogi tu ya bhi tu unki bayizati hogi.........
            Kahtay hain kah khandan kay aik shakhs ki bayizati poray khandan ki bayizati ha..........ghar ka andar kay logg hon tu phir tu jawab denay se ijtanab karna chaiya per agar bahir kahin app ki izat per anch ati ha tu app kay baro ki izaat per bhi asar hota ha........Iss liya mera khiyal ha asay moqay per hoslay tahmul se aur aik khas tarqay ka sath apnay baroo ko apni suchai se aagha kar daina chiaya .......unko asa na lagay kah ap jawab day rahay ho unko ...balkay un se apnay app ko justify karnay ka aik moqa lain aur apnay app ko sahi prove karen ya phir missunderstanding door karen........................

            Assalaam-0-Alaikom:rose

            fari aap ki batain achi hain ...specially last main kahi gai ... lakin jo shro main kaha hai....yeh nahin samajhna keh behes kar rahi hoon .. behes tu khud mujhay nahin pasand .....
            lakin aik baat hai keh agar humaray baray humain dant-tay hain tu is ka matlab yeh nahin keh humari bay izati ho gai hai ......woh humaray liye Qabil-izzzat hain ...mana keh hum itnay achay nahin hain......lakin humaray mazhab main bhi kaha gaya hai maan baap ko uff tak na kaho .. chahay woh tum say kaisa hi sulok karain....
            mairi aik teacher nay kaha tha keh baron ki baat ko ghalat kehna bhi ghalat hai ......is hawala y say jo batain tum nay aakhir main kahi hain woh buht achi hain..... :phool:

            For New Designers
            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

            Comment

            • #21

              Bahass ki tu koi baat nahi ha dear har aik ki apni souch hoti ha
              humaray baray jab hum ko dantay hain tu woh humari bayizzati nahi hoti woh humari Eslaah kar rahay hotay hain...........aur ya achi baat ha...per agar koi bara masla ho aur app bilkul galat nhi ho tu phir bolnay ma koi harj nhi hona chaiya aur ma ya bhi kah rhi hon kah iss tarhana kaha jay kah unko bura na lagay................

              Comment

              • #22
                Re: ~@~ Is Soorat-E-Haal mei kya kiya jayeh ~@~

                Originally posted by Sweet & Sour
                hmmm.......... aap sab ke replies ka shukriya :)

                aap sab ne yahi kaha ke humein bar'on ke samney khamosh rehna chaiyeh, matlab ous waqt chup rehna chahiyeh takey oun ki izzat barqarar rahey....
                magar ager aisa ho ke wo kisi galat fehmi ke tehat aap ko sab ke smaney dant rahey ho, aap bhi insult feel kero, ke bilawaja bina qasoor aap ko sab ke samney ba'izzat kiya ja raha hai, aur yeh jantey huwey ke aap ki galati nahi aap jawab dena chaho to aisi soort mei bhi khamosh rehna chahiye, yan koi tareeqa hai ke moqay per hi ounhein aagah ker diya jayeh :hhh:
                Buzurgon ki daant mein be'izzati ka sawal nahin hota, feel hota hai keh aakhir har insaan ki koi self'belife hoti hai, woh majrooh hoti hai, magar jahan baat waldein, badey behan bhaiyon ki ho, agar to woh shirk na ho aur islami qadron ko damage na karney wali ho to khamoshi behtar hai jab tak aik achha moqa nahin mil jata, isi sey baat theek tarha clear ho sakti hai...
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #23
                  Re: ~@~ Is Soorat-E-Haal mei kya kiya jayeh ~@~

                  khush rahiye.....:phool:

                  Comment

                  • #24
                    Re: ~@~ Is Soorat-E-Haal mei kya kiya jayeh ~@~

                    Simply hamary yeh faraz hay k apny waldain k samny chup ker jana chayee.jaisy b situation hu.
                    kiun k Quraan pak main jo parents k hakook hain un main yeh hay k aap un k samny apny Kandy b akraa k na khary hun.

                    Comment

                    • #25
                      Re: ~@~ Is Soorat-E-Haal mei kya kiya jayeh ~@~

                      Originally posted by fari
                      Bahass ki tu koi baat nahi ha dear har aik ki apni souch hoti ha
                      humaray baray jab hum ko dantay hain tu woh humari bayizzati nahi hoti woh humari Eslaah kar rahay hotay hain...........aur ya achi baat ha...per agar koi bara masla ho aur app bilkul galat nhi ho tu phir bolnay ma koi harj nhi hona chaiya aur ma ya bhi kah rhi hon kah iss tarhana kaha jay kah unko bura na lagay................

                      Assalaam-0-Alaikom:rose

                      agreed with these point :phool:

                      For New Designers
                      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                      Comment

                      • #26
                        Re: ~@~ Is Soorat-E-Haal mei kya kiya jayeh ~@~

                        Saima mere PM ka wait karein :) zara farigh ho lon :)
                        Allah

                        Comment

                        • #27
                          Re: ~@~ Is Soorat-E-Haal mei kya kiya jayeh ~@~

                          Originally posted by Yaaram
                          Saima mere PM ka wait karein :) zara farigh ho lon :)
                          abi tak waite ker rahi hain pm ker b dain

                          Comment

                          • #28
                            Re: ~@~ Is Soorat-E-Haal mei kya kiya jayeh ~@~

                            Originally posted by Yaaram
                            Saima mere PM ka wait karein :) zara farigh ho lon :)

                            Me waiting still :mm:
                            sigpic

                            Comment

                            • #29
                              Re: ~@~ Is Soorat-E-Haal mei kya kiya jayeh ~@~

                              Originally posted by Sweet & Sour
                              :comfort:
                              mujhay nahee yaad kay mery saath kabhi aisa howa hai :donno:, humaisha kisi ghalat kaam par he "ghora" hai, humaray khandan main ziadah tar "ghor" kar he baat kahee jati hai :blush:... aur "ghurnay" wala samajh jata hai kay kahan ghalti ho rhee hai.....
                              mujhay khandan kay aihem faisloN main bhi shamil rakha jata hai, aur isi cheez nay mera dimagh kharab kia hai :D, main kisi bhi baat par khul kar izhar-e-khayal kar dayta hoon.... wesay agar kabhi aisa howa kay mujhay kisi ghalat baat par Dant paR gai to shayad mery taiwar say he pata chal jaiy ga kay danTnay wala ghalti par hai, main sar jhuka kar musalsal khamoshi ikhtiar kar longa :blush:, jis terhan loog meri batoN say tang hain isi terhaan meri musalsal khamoshi par bhi tang ho jatay hain :donno:...... aur phir main saza kay tour par baad main bhi nahee batata kay kia ghalti thee :fuming:
                              That's Enough...!!

                              Comment

                              • #30
                                Re: ~@~ Is Soorat-E-Haal mei kya kiya jayeh ~@~

                                Originally posted by ScorpioN_RulzZ
                                mujhay nahee yaad kay mery saath kabhi aisa howa hai :donno:, humaisha kisi ghalat kaam par he "ghora" hai, humaray khandan main ziadah tar "ghor" kar he baat kahee jati hai :blush:... aur "ghurnay" wala samajh jata hai kay kahan ghalti ho rhee hai.....
                                mujhay khandan kay aihem faisloN main bhi shamil rakha jata hai, aur isi cheez nay mera dimagh kharab kia hai :D, main kisi bhi baat par khul kar izhar-e-khayal kar dayta hoon.... wesay agar kabhi aisa howa kay mujhay kisi ghalat baat par Dant paR gai to shayad mery taiwar say he pata chal jaiy ga kay danTnay wala ghalti par hai, main sar jhuka kar musalsal khamoshi ikhtiar kar longa :blush:, jis terhan loog meri batoN say tang hain isi terhaan meri musalsal khamoshi par bhi tang ho jatay hain :donno:...... aur phir main saza kay tour par baad main bhi nahee batata kay kia ghalti thee :fuming:

                                is se barh ker tum se aur kya tawaqah keroun :tauba
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X