Originally posted by munda_sialkoty
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
gupshup.... hehe
Collapse
X
-
gupshup.... hehe
Tags: None
-
Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??
Originally posted by Aanchalaap bhool bhi jaian par jahan aap rehay houn gay mujhay umeed hai woh bhi aap ko nahi bhoulian houn gay :p i m sure aap nay un pay bhi roob jharay houn gay :lpop:
Bilkul aisa hi tha...mere kuch doost aur relatives batatay thay ke wahan ki jo nurses thein wo muj se kuch kuch derti thein...mein aik medical specialist ke under treatment tha...wo captain doctor tha...aur muj se bhi foojiyoon wala bartaoo kerta tha...lekin me to by nature foooji tha...aur behas kerne mein kahan peechay rehta tha...aik baar aik nurse room mein aai...meri halat kafi kharab ho rahi thi..mein ne kaha ke kisi aur doctor ko bula ke laoo...wo kehnay lagi aap khatay kuch nahi mein sir ko (wohi captain doctor) ko bulati hooon, wohi aap ka sahi ilaaj karein ge...yeh keh ke wo chali gai..us time mere do doost mere pehlu pe bethay huay thay...wo hasnay lagay...kuch hi der baad wo nurse wapis aai...me laita hua tha uth ke beth gaya...phir mein ne apni english ki puri vocabulary use ki dali :khi: aur itni khari khari sunaaein....wo janay lagay to mein usay rook loon, aur phir aagay boolna shuru ho jaoon...wo bebus ho ke roonay lagi :tauba phir mujay taras aaya aur phir me urdu pe aa gaya aur mera dil bhi kafi paseej gaya aur mein ne usay apni sister bana liya :blush: us ke baad wo mujay mazaak se Pa ji kehnay lagi...lekin i know wo derti bhi thi muj se :lol:thmbup:
-
Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??
Originally posted by munda_sialkotyOMG...you are so intelligent
Bilkul aisa hi tha...mere kuch doost aur relatives batatay thay ke wahan ki jo nurses thein wo muj se kuch kuch derti thein...mein aik medical specialist ke under treatment tha...wo captain doctor tha...aur muj se bhi foojiyoon wala bartaoo kerta tha...lekin me to by nature foooji tha...aur behas kerne mein kahan peechay rehta tha...aik baar aik nurse room mein aai...meri halat kafi kharab ho rahi thi..mein ne kaha ke kisi aur doctor ko bula ke laoo...wo kehnay lagi aap khatay kuch nahi mein sir ko (wohi captain doctor) ko bulati hooon, wohi aap ka sahi ilaaj karein ge...yeh keh ke wo chali gai..us time mere do doost mere pehlu pe bethay huay thay...wo hasnay lagay...kuch hi der baad wo nurse wapis aai...me laita hua tha uth ke beth gaya...phir mein ne apni english ki puri vocabulary use ki dali :khi: aur itni khari khari sunaaein....wo janay lagay to mein usay rook loon, aur phir aagay boolna shuru ho jaoon...wo bebus ho ke roonay lagi :tauba phir mujay taras aaya aur phir me urdu pe aa gaya aur mera dil bhi kafi paseej gaya aur mein ne usay apni sister bana liya :blush: us ke baad wo mujay mazaak se Pa ji kehnay lagi...lekin i know wo derti bhi thi muj se :lol
Mujhay 100% yaqeen hay kay Pa aur Ji kay darmiyaan space tu nay khud lagayee hay :a stick:
Comment
-
Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??
Originally posted by Aik LamhaMujhay 100% yaqeen hay kay Pa aur Ji kay darmiyaan space tu nay khud lagayee hay :a stick::thmbup:
Comment
-
Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??
Originally posted by munda_sialkotyYeh cheenk ka ilzaam kisi pe kyoon laga raha he...zaroor yeh tera hi kaarnama he :na:
tujhay tou pata hay.. meri cheenk tou meri apni naak se agay nahin barhti.... :blush:
Comment
-
Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??
Originally posted by munda_sialkotyTu bareek he lekin itna bareek been bhi nahi he jitna to apne aap ko samajnay ki nakaam kooshish ker raha he :a stick:
Lagta hay kay lag gayee
Comment
-
Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??
Originally posted by munda_sialkotyOMG...you are so intelligent
Bilkul aisa hi tha...mere kuch doost aur relatives batatay thay ke wahan ki jo nurses thein wo muj se kuch kuch derti thein...mein aik medical specialist ke under treatment tha...wo captain doctor tha...aur muj se bhi foojiyoon wala bartaoo kerta tha...lekin me to by nature foooji tha...aur behas kerne mein kahan peechay rehta tha...aik baar aik nurse room mein aai...meri halat kafi kharab ho rahi thi..mein ne kaha ke kisi aur doctor ko bula ke laoo...wo kehnay lagi aap khatay kuch nahi mein sir ko (wohi captain doctor) ko bulati hooon, wohi aap ka sahi ilaaj karein ge...yeh keh ke wo chali gai..us time mere do doost mere pehlu pe bethay huay thay...wo hasnay lagay...kuch hi der baad wo nurse wapis aai...me laita hua tha uth ke beth gaya...phir mein ne apni english ki puri vocabulary use ki dali :khi: aur itni khari khari sunaaein....wo janay lagay to mein usay rook loon, aur phir aagay boolna shuru ho jaoon...wo bebus ho ke roonay lagi :tauba phir mujay taras aaya aur phir me urdu pe aa gaya aur mera dil bhi kafi paseej gaya aur mein ne usay apni sister bana liya :blush: us ke baad wo mujay mazaak se Pa ji kehnay lagi...lekin i know wo derti bhi thi muj se :lol
nurse say itna rude hoo kay baat karnanay wali baat to namunasib hai ...
Comment
-
Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??
Originally posted by munda_sialkotyJahan tak stress ka taaluq he to is mein kisi had tak kaabu paya ja sakta he...stress mein akser o beshtar wohi loog mubtala hotay hein jo expectations ziada rakhtay hein...mein samajta hoon ke aik larki apni danai ko istamaal kertay huay apne ghar ke makeenon ke diloon per bohat achay tareekay se hukmarani ker sakti he...yeh kuch de aur kuch le wala chaker he...indeed is mein aurat ko ziada dena perta he...apni services, apna pyaar aur tawajo...lekin in return usay bhi kuch na kuch zaroor milta he, aur us kuch na kuch mein dilli skoon zaroor hota he jo stress ko door rakh sakta he...jo larkiyaan apne naye ghar over-expectations le ke aati hein wo ghalti kerti hein...they should minimize their expecations and be practicle in order to tackle wisely the upcoming social matters...They should extend more input and hope for the less output...is mein usay satisfaction milay gi...aur kisi ki mehnat kisi ki kooshish kabi raaigaan nahi jaati aur aik waqt aata he ke aurat ki is mehnat ka sila usay achay saas susar aur achay deewar aur nandon ki surat mein milta he...aur phir wo sub ko kehti he ke mere susraal walay bohat achay hein...lekin der-hakeekat wo khud achi hoti he...aur zahir he hubby is her first relation to get influenced...aur jo larkiyaan shadi ke forun baad pregnent ho ke bed ke saath chipak ke nakhray kerne lagti hein aur apne shoher ka moun dekhti rehti hein...aisi larkiyoon ke liye mushkilaat ka saamna kerna per sakta he...from both susralies and shoher.
Comment
-
Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??
Originally posted by Aanchalkitna kush hoo kay bata rehay hain jesay koi buhat bara karnama saranjaam day kay aye hoo
nurse say itna rude hoo kay baat karnanay wali baat to namunasib hai ...
me ne to usay us ki job responsibility pe lecture diya...shayad wo meri angreezi ko misunderstand ker gai :lpop: haan thooray alfaaz zaroor sakhat istamaal ker gaya tha:thmbup:
Comment
-
Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??
Originally posted by munda_sialkotyme ne budtameezi nahi ki thi...believe me
me ne to usay us ki job responsibility pe lecture diya...shayad wo meri angreezi ko misunderstand ker gai :lpop: haan thooray alfaaz zaroor sakhat istamaal ker gaya tha
bechari nurse acchi thi jo khamoshi se sun liya,,,,,,,,,,,hum hote tu itna rote keh aap bhi roney lag jaate...........
Comment
-
Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??
Originally posted by ummid
bechari nurse acchi thi jo khamoshi se sun liya,,,,,,,,,,,hum hote tu itna rote keh aap bhi roney lag jaate...........
:thmbup:
Comment
Comment