Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

gupshup.... hehe

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • gupshup.... hehe

    Originally posted by munda_sialkoty
    Acute hepatitis :lpop:

    But alhamdullilah ub hum theek hein waise 11 days in hospital booltay nahi hein..hum un 11 days pe aik kitaab bhi likh saktay hein ager hamaray dimaag hamaara saath de to :lol
    aap bhool bhi jaian par jahan aap rehay houn gay mujhay umeed hai woh bhi aap ko nahi bhoulian houn gay :p i m sure aap nay un pay bhi roob jharay houn gay :lpop:
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

    Originally posted by Aanchal

    OMG...you are so intelligent

    Bilkul aisa hi tha...mere kuch doost aur relatives batatay thay ke wahan ki jo nurses thein wo muj se kuch kuch derti thein...mein aik medical specialist ke under treatment tha...wo captain doctor tha...aur muj se bhi foojiyoon wala bartaoo kerta tha...lekin me to by nature foooji tha...aur behas kerne mein kahan peechay rehta tha...aik baar aik nurse room mein aai...meri halat kafi kharab ho rahi thi..mein ne kaha ke kisi aur doctor ko bula ke laoo...wo kehnay lagi aap khatay kuch nahi mein sir ko (wohi captain doctor) ko bulati hooon, wohi aap ka sahi ilaaj karein ge...yeh keh ke wo chali gai..us time mere do doost mere pehlu pe bethay huay thay...wo hasnay lagay...kuch hi der baad wo nurse wapis aai...me laita hua tha uth ke beth gaya...phir mein ne apni english ki puri vocabulary use ki dali :khi: aur itni khari khari sunaaein....wo janay lagay to mein usay rook loon, aur phir aagay boolna shuru ho jaoon...wo bebus ho ke roonay lagi :tauba phir mujay taras aaya aur phir me urdu pe aa gaya aur mera dil bhi kafi paseej gaya aur mein ne usay apni sister bana liya :blush: us ke baad wo mujay mazaak se Pa ji kehnay lagi...lekin i know wo derti bhi thi muj se :lol
    :thmbup:

    Comment

    • #3

      Mujhay 100% yaqeen hay kay Pa aur Ji kay darmiyaan space tu nay khud lagayee hay :a stick:

      Comment

      • #4

        Originally posted by Aik Lamha

        Tu bareek he lekin itna bareek been bhi nahi he jitna to apne aap ko samajnay ki nakaam kooshish ker raha he :a stick:
        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

          Originally posted by munda_sialkoty
          Yeh cheenk ka ilzaam kisi pe kyoon laga raha he...zaroor yeh tera hi kaarnama he :na:

          tujhay tou pata hay.. meri cheenk tou meri apni naak se agay nahin barhti.... :blush:

          Comment

          • #6
            Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

            Originally posted by munda_sialkoty
            Tu bareek he lekin itna bareek been bhi nahi he jitna to apne aap ko samajnay ki nakaam kooshish ker raha he :a stick:

            Lagta hay kay lag gayee

            Comment

            • #7
              Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

              Originally posted by munda_sialkoty
              OMG...you are so intelligent

              Bilkul aisa hi tha...mere kuch doost aur relatives batatay thay ke wahan ki jo nurses thein wo muj se kuch kuch derti thein...mein aik medical specialist ke under treatment tha...wo captain doctor tha...aur muj se bhi foojiyoon wala bartaoo kerta tha...lekin me to by nature foooji tha...aur behas kerne mein kahan peechay rehta tha...aik baar aik nurse room mein aai...meri halat kafi kharab ho rahi thi..mein ne kaha ke kisi aur doctor ko bula ke laoo...wo kehnay lagi aap khatay kuch nahi mein sir ko (wohi captain doctor) ko bulati hooon, wohi aap ka sahi ilaaj karein ge...yeh keh ke wo chali gai..us time mere do doost mere pehlu pe bethay huay thay...wo hasnay lagay...kuch hi der baad wo nurse wapis aai...me laita hua tha uth ke beth gaya...phir mein ne apni english ki puri vocabulary use ki dali :khi: aur itni khari khari sunaaein....wo janay lagay to mein usay rook loon, aur phir aagay boolna shuru ho jaoon...wo bebus ho ke roonay lagi :tauba phir mujay taras aaya aur phir me urdu pe aa gaya aur mera dil bhi kafi paseej gaya aur mein ne usay apni sister bana liya :blush: us ke baad wo mujay mazaak se Pa ji kehnay lagi...lekin i know wo derti bhi thi muj se :lol
              kitna kush hoo kay bata rehay hain jesay koi buhat bara karnama saranjaam day kay aye hoo
              nurse say itna rude hoo kay baat karnanay wali baat to namunasib hai ...
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment

              • #8
                Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

                Originally posted by Aik Lamha
                tujhay tou pata hay.. meri cheenk tou meri apni naak se agay nahin barhti.... :blush:
                Haan jaanta hoon...kei baar teri naak cheenk se aagay nikal jati he :blush:
                :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

                  Originally posted by Aik Lamha
                  Lagta hay kay lag gayee
                  nahi lagi :lpop:
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

                    Originally posted by munda_sialkoty
                    Jahan tak stress ka taaluq he to is mein kisi had tak kaabu paya ja sakta he...stress mein akser o beshtar wohi loog mubtala hotay hein jo expectations ziada rakhtay hein...mein samajta hoon ke aik larki apni danai ko istamaal kertay huay apne ghar ke makeenon ke diloon per bohat achay tareekay se hukmarani ker sakti he...yeh kuch de aur kuch le wala chaker he...indeed is mein aurat ko ziada dena perta he...apni services, apna pyaar aur tawajo...lekin in return usay bhi kuch na kuch zaroor milta he, aur us kuch na kuch mein dilli skoon zaroor hota he jo stress ko door rakh sakta he...jo larkiyaan apne naye ghar over-expectations le ke aati hein wo ghalti kerti hein...they should minimize their expecations and be practicle in order to tackle wisely the upcoming social matters...They should extend more input and hope for the less output...is mein usay satisfaction milay gi...aur kisi ki mehnat kisi ki kooshish kabi raaigaan nahi jaati aur aik waqt aata he ke aurat ki is mehnat ka sila usay achay saas susar aur achay deewar aur nandon ki surat mein milta he...aur phir wo sub ko kehti he ke mere susraal walay bohat achay hein...lekin der-hakeekat wo khud achi hoti he...aur zahir he hubby is her first relation to get influenced...aur jo larkiyaan shadi ke forun baad pregnent ho ke bed ke saath chipak ke nakhray kerne lagti hein aur apne shoher ka moun dekhti rehti hein...aisi larkiyoon ke liye mushkilaat ka saamna kerna per sakta he...from both susralies and shoher.
                    Aap ne yeh sub kahan se sikha............

                    Comment

                    • #11
                      Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

                      Originally posted by Aanchal
                      kitna kush hoo kay bata rehay hain jesay koi buhat bara karnama saranjaam day kay aye hoo
                      nurse say itna rude hoo kay baat karnanay wali baat to namunasib hai ...
                      me ne budtameezi nahi ki thi...believe me

                      me ne to usay us ki job responsibility pe lecture diya...shayad wo meri angreezi ko misunderstand ker gai :lpop: haan thooray alfaaz zaroor sakhat istamaal ker gaya tha
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

                        Originally posted by ummid
                        Aap ne yeh sub kahan se sikha............
                        mein ne kub seekha

                        wo to me ko jese jese laga me ne bata daala :lpop:
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

                          Originally posted by munda_sialkoty
                          me ne budtameezi nahi ki thi...believe me

                          me ne to usay us ki job responsibility pe lecture diya...shayad wo meri angreezi ko misunderstand ker gai :lpop: haan thooray alfaaz zaroor sakhat istamaal ker gaya tha

                          bechari nurse acchi thi jo khamoshi se sun liya,,,,,,,,,,,hum hote tu itna rote keh aap bhi roney lag jaate...........

                          Comment

                          • #14
                            Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

                            Originally posted by munda_sialkoty
                            mein ne kub seekha

                            wo to me ko jese jese laga me ne bata daala :lpop:
                            accha...........:lpop:

                            Comment

                            • #15
                              Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

                              Originally posted by ummid

                              bechari nurse acchi thi jo khamoshi se sun liya,,,,,,,,,,,hum hote tu itna rote keh aap bhi roney lag jaate...........
                              aray wo roi thi na...lekin me bed per uth ke beth gaya...aur us se sorry kaha aur yeh bhi kaha ke u r just like my sister...what i did is just to make u realize of ur job responsibility...phir hum ne usay kaha ke behna...tum haso gi to mere room se jaoo gi...warna me tumhein janay nahi doon ga :khi: kuch der to wo aisay hi rahi...phir smile de ke chali gai :blush:
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X