Re: ~miss Call ~ From Asad
lo ji is per mujhey apney badey bhai ki yeh ada yaad aai:
woh shair bnana kya janein?
woh kafiya milana kya janein?
jo hamari tareef sey jaltey hain
khud apni tareef karana kya jaein?
jin key paas apney kuchh na ho
woh point lagana kya janein?
jo jaam bhi saqi sey maangein
woh khud chaey bnana kya jaein?
.....
:tasali:
Originally posted by a man of letters
woh shair bnana kya janein?
woh kafiya milana kya janein?
jo hamari tareef sey jaltey hain
khud apni tareef karana kya jaein?
jin key paas apney kuchh na ho
woh point lagana kya janein?
jo jaam bhi saqi sey maangein
woh khud chaey bnana kya jaein?
.....
:tasali:
Comment