Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Laafani Zindagi*~*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ~*~Laafani Zindagi*~*

    Originally posted by aabi2cool
    boahat khooob shy sister aap ny aik achi kitab k bary main maloomat deen jiss main aik nihayat hi ahma mozu par baat ki gai hy main inshALLAH is kitab ko zaroor khareed kar parhooon ga aur apni library i zeeenat banaoon ga..wesy bhi hamari zindgi main madiyat ka itna ghalba hogaya hy k har taraf mterilistic minded logon ka door dora aur shohra nazar aata hy ham log muslim hony k bawoujod madiyat pasand ho gay hain ? main mady ki ifadyat ka inkari naheen hon likin ye kiya k banda asal khalik ko chor ka sarf mkjhlok par nazar karly akhir mada bhi to ALLAH ki adna se mkhloook hi hy na....bohat khooob aap is tarah k mazeed ki achi achi kitaboon k bary main hameen baham maloomat pohnchai...w/slaaam aabi:phool:
    g zarur inshallah:) or aap ka bohat shukria:thmbup:

    Comment

    • #17
      Re: ~*~Laafani Zindagi*~*

      kuch baten serf feel karne ki hoti hen.insan sab kuch dekhta he sab kuch sunta he roz sab kuch wohi hota he par ander kuch esa hota he k sari cheezon or sari baton ke leay views change ho jate hen jin ko shaed bayan karna kuch mushkil ho:)
      or tohfe me zarur doon gi ager DK ana hua to ate huey leti aoun gi:wk

      Comment

      • #18
        Re: ~*~Laafani Zindagi*~*

        Originally posted by shy

        Aap drust kehti ho Khala, magar woh batein jo kisi insaan ki zindagi ko badal dein ya kam az kam soch ko badal dein unhein biyaan karna mushkil hota hai? Kya yehi batein btaney mein aasani nahin hoti?

        Aur aap key DK aaney key liye main ney abhi sey calender mein sey dates nikal li hain
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • #19
          Re: ~*~Laafani Zindagi*~*

          Originally posted by Masood

          insan ke ander jo change ata he us ka pata insan ke attitude se chalta he.bazaher insan wesa hi nazer ata he par us ke ander ka jo insan hota he wo sab kuch kisi or nazer se dekh raha hota he.esa lagta he jese ye jism aik qed khana he ya aik imarat he jis me se ham ki rooh jhankti rehti he bahir ki dunya ko.or ab ye rooh kis nazer se dekhti he yehi asel baat hoti he.
          or uncle u ne konsi dates ki ticket banwai hen me ki?:wk :khi:

          Comment

          • #20

            Exactly - khala ab aaein na aap meri us baat ki taraf. Yaad hai main ney aap sey kuchh arsa pehley kaha tha keh merey ander ka insaan bohat badal chuka hai. Waqiye aik waqt aata hai jab insaan key ander ka insaan kuchh aur dekhta hai aur kuchh aur sochta hai...

            Khala tickets main ney ley ker deni hain aap ko??? :cc:
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #21

              achaa fer me khud hi le loon gi uncle:khi:

              Comment

              • #22
                Re: ~*~Laafani Zindagi*~*

                Originally posted by shy
                achaa fer me khud hi le loon gi uncle:khi:
                Arey Khala tickets aap sey ziyada ahmiyat to nahin rakhtin na, aap aaiey ham aap ko bus ticket bhej dein gey :lol
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #23
                  Re: ~*~Laafani Zindagi*~*

                  Originally posted by Masood
                  Arey Khala tickets aap sey ziyada ahmiyat to nahin rakhtin na, aap aaiey ham aap ko bus ticket bhej dein gey :lol
                  ye bus ticket se murad kahin bus ke ticket to nahi?:mm: fer to ham pohanch gaey wahan:khi:

                  Comment

                  • #24
                    Re: ~*~Laafani Zindagi*~*

                    shy achi kitab hai .. i like reading harun yahya (Y)
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment

                    • #25
                      Re: ~*~Laafani Zindagi*~*

                      Originally posted by barg.e.gul
                      shy achi kitab hai .. i like reading harun yahya (Y)
                      aap ne parha he in ko gud:thmbup: in ki koi or book share karen plzz

                      Comment

                      • #26
                        Re: ~*~Laafani Zindagi*~*

                        shy mey ziada in ki online reading kerti hun

                        http://harunyahya.com/
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment

                        • #27
                          Re: ~*~Laafani Zindagi*~*

                          Originally posted by barg.e.gul
                          shy mey ziada in ki online reading kerti hun

                          http://harunyahya.com/
                          thank u soooooooooo much gul:phool: ye to zaberdast ho gya na:thmbup:

                          Comment

                          • #28
                            Re: ~*~Laafani Zindagi*~*

                            Originally posted by shy
                            thank u soooooooooo much gul:phool: ye to zaberdast ho gya na:thmbup:
                            u welcome :D:
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment

                            Working...
                            X