Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Laafani Zindagi*~*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~*~Laafani Zindagi*~*

    A book review..............mujhe samjh nahi aei k is thread ko kahan post hona chaye is leay yahn kar rahi hun,mods plzz aap ko jahan suit kare wahan move kar den.thanxx:)
    Attached Files

  • #2
    Re: ~*~Laafani Zindagi*~*

    hmmmmmmmm
    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: ~*~Laafani Zindagi*~*

      :mm:

      Comment

      • #4
        Re: ~*~Laafani Zindagi*~*

        lagta he kisi ko samjh nahi aei:tauba

        Comment

        • #5
          Re: ~*~Laafani Zindagi*~*

          :cc:

          Comment

          • #6
            Re: ~*~Laafani Zindagi*~*

            Originally posted by ummid
            :cc:
            lagta he ab uncle mashood ko hi samjh aey gi serf:mm:

            Comment

            • #7
              Re: ~*~Laafani Zindagi*~*

              Ahan....

              Dar'haqeeqat la'faani zindgi ki ibtidaa to pedaish hi sey shuru ho jati hai keh pedah honey wala aik aisi zindagi ki janib safar kar raha hai jo la'faani hai. Ham samajhtey hain keh insaan ki zindagi khatam ho gaee jab woh mar geya, magar yehi to woh abdi zindagi ki ibtidaa hai jiska shayid ziker is kitab mein hai.

              Khala main ney kitab to nahi parhee magar aap key saath us per yahan behas karna chahoon ga keh is sey meri soch ka aik neya rang zahir ho ga :)
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #8
                Re: ~*~Laafani Zindagi*~*

                Originally posted by Masood

                masood yeh shy khala kaisi kaisi kitabain paRhti hain.. :mm:, inhain samajh aajati hain kia :khi:
                That's Enough...!!

                Comment

                • #9
                  Re: ~*~Laafani Zindagi*~*

                  Originally posted by ScorpioN_RulzZ
                  masood yeh shy khala kaisi kaisi kitabain paRhti hain.. :mm:, inhain samajh aajati hain kia :khi:
                  :a stick: tum kya samajhtey ho yeh meri khala hain, tumhari khala ki tarha nahin, yeh to anqareeb khud kitabein likhney lagein gi :p
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #10
                    Re: ~*~Laafani Zindagi*~*

                    Originally posted by Masood
                    :a stick: tum kya samajhtey ho yeh meri khala hain, tumhari khala ki tarha nahin, yeh to anqareeb khud kitabein likhney lagein gi :p
                    likh to laiN gee magar paRhay ga kaun :cc:,,, aur Aanchal khala ki burai ki , zara msn par to aana :tasali:
                    That's Enough...!!

                    Comment

                    • #11
                      Re: ~*~Laafani Zindagi*~*

                      Originally posted by ScorpioN_RulzZ
                      likh to laiN gee magar paRhay ga kaun :cc:,,, aur Aanchal khala ki burai ki , zara msn par to aana :tasali:
                      Main parhoon ga :) :tasali:
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment

                      • #12
                        Re: ~*~Laafani Zindagi*~*

                        boahat khooob shy sister aap ny aik achi kitab k bary main maloomat deen jiss main aik nihayat hi ahma mozu par baat ki gai hy main inshALLAH is kitab ko zaroor khareed kar parhooon ga aur apni library i zeeenat banaoon ga..wesy bhi hamari zindgi main madiyat ka itna ghalba hogaya hy k har taraf mterilistic minded logon ka door dora aur shohra nazar aata hy ham log muslim hony k bawoujod madiyat pasand ho gay hain ? main mady ki ifadyat ka inkari naheen hon likin ye kiya k banda asal khalik ko chor ka sarf mkjhlok par nazar karly akhir mada bhi to ALLAH ki adna se mkhloook hi hy na....bohat khooob aap is tarah k mazeed ki achi achi kitaboon k bary main hameen baham maloomat pohnchai...w/slaaam aabi:phool:
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment

                        • #13
                          Re: ~*~Laafani Zindagi*~*

                          Originally posted by Masood
                          Ahan....

                          Dar'haqeeqat la'faani zindgi ki ibtidaa to pedaish hi sey shuru ho jati hai keh pedah honey wala aik aisi zindagi ki janib safar kar raha hai jo la'faani hai. Ham samajhtey hain keh insaan ki zindagi khatam ho gaee jab woh mar geya, magar yehi to woh abdi zindagi ki ibtidaa hai jiska shayid ziker is kitab mein hai.

                          Khala main ney kitab to nahi parhee magar aap key saath us per yahan behas karna chahoon ga keh is sey meri soch ka aik neya rang zahir ho ga :)
                          uncle ager mumkin ho to ye kitab zarur parhen bohat dilchasp kitab he ye.is ko parh kar dunya n life ke bare me view me bohat change ata he.

                          Comment

                          • #14
                            Re: ~*~Laafani Zindagi*~*

                            Originally posted by shy
                            uncle ager mumkin ho to ye kitab zarur parhen bohat dilchasp kitab he ye.is ko parh kar dunya n life ke bare me view me bohat change ata he.
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment

                            • #15
                              Re: ~*~Laafani Zindagi*~*

                              Originally posted by ScorpioN_RulzZ
                              masood yeh shy khala kaisi kaisi kitabain paRhti hain.. :mm:, inhain samajh aajati hain kia :khi:
                              na samjh ane ki waja?

                              Comment

                              Working...
                              X