Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Challenge

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Challenge

    Originally posted by ummid
    hum apne mushahdat ki roshni mein logon ko nahi parkhte....
    jo jaisa hai use waisa hi accept ker lete hain...
    isi liye shaid hum apne azizon ko jald jaan jaate hain....
    wah ummid sis...... tusi gr8 hoo.......

    kiya dialog maraa hai....... wah wah.........
    app ko tu Yash chopra key movies main Dialog writer ke jobe mil sakti hai
    :lol :lol :lol :lol
    just joking.........
    achi baat hai app logon ko jan leti hai...... per yeh zaroori nahin
    jo jaisa nazer aye woh wasy ho bhi

    Meri rooh ke hakeeqat mery ansoon sey pochoo
    meraa majlesi tabsum meraa tarjumaan nahin

    Zaid Hammid on Sawat War..
    A must Watch..

    Comment


    • #32
      Re: Ezhaar

      Originally posted by munda_sialkoty
      Larkay saaf go hotay hein :blush:
      larkay meesnay nahi hotay :blush:
      larkay achay hotay hein :blush:
      Masoom hotay hein :blush:
      jis pe dil aaye usay keh dete hein :blush:
      koi baat dil mein nahi rakhtay :blush:
      wah bhai kia baat ki app na app na bilkol sachai ko zahe kia:salam:

      Comment


      • #33
        Re: Chalenge

        Originally posted by ummid
        yeh howa na sahi jawab....:thmbup:
        larkion ma sharm o haya ah jhooot larkion ma himat nahi hoti darpook hoti hain

        Comment


        • #34
          Re: Chalenge

          Originally posted by ummid
          tu aap phir se shoro ker dijye.....:zuban:
          waise bhi ladke baat ko badhane mein expert hote hain..(yaaram bhai ke illawah:lol )

          yarram bhai dekh loo app ko b beach ma ragar gai haa or hans rhai haa:donno:

          Comment


          • #35
            Re: Challenge

            Originally posted by tauseeftariq
            yeh ladkiyon ke "fitrai" (natural) shram o hiya hai..:rose
            :phool:
            jo ab ahistaa ahistaa khatam ho rahi hai......

            wy sy i dont think key ladkiyon ko khud izhaar kernaa
            chahiye .. achaa nahin lagtaa yeh

            aur khaas baat yeh hai ke Mardoon ke nature hai
            jo ladki un ko araam sey mil jay woh us ko value
            nahin dety........
            aur akser aisi ladkiyon ko tafreeh ke had tak
            liya jata hai
            .......... i think ke girls ko as muamiley main thodaa
            sakhat mizaj hona chahiye....... as liye
            ke aj kal key "tapori lover" her jagaa 2 chaar mil jaty
            hin un ko........

            shram o hiya hi achi legati hai........ chay muhbat sey
            pehly ho ya baad mein....... ya mangni ke baad..
            ladkion ko apni limits mein rehnaa chahiye......

            aisi sharm o hiya per ek shair yaad a rhaa hai

            Ataay Ataay meraa Naam sa rah giya
            us key hontoon pey kuch kanptaa reh giya..

            :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool:
            ye tpori lafz app na kion estemal kia app kahin khud..........:na:

            Comment


            • #36
              Re: Challenge

              Originally posted by My ID
              ye tpori lafz app na kion estemal kia app kahin khud..........:na:
              mein tu......................:rose hon piyar saa.
              ..:lol :lol :lol
              app ko pory comments mein sirf aisi lafz per itraaz kiyon hai .. kahin........:kr:
              Zaid Hammid on Sawat War..
              A must Watch..

              Comment


              • #37
                Re: Challenge

                Originally posted by tauseeftariq
                mein tu......................:rose hon piyar saa.
                ..:lol :lol :lol
                app ko pory comments mein sirf aisi lafz per itraaz kiyon hai .. kahin........:kr:
                kion k app na apni baat b likh dee thi na iss lia etraz howa

                Comment


                • #38
                  Re: Challenge

                  Originally posted by My ID
                  kion k app na apni baat b likh dee thi na iss lia etraz howa
                  app ke comments padh ker woh misraa yad a giya

                  "Mein Kuch Bola woh Kuch samjhaa.. Mujhy kuch aur Kehnaa thaa"
                  Zaid Hammid on Sawat War..
                  A must Watch..

                  Comment


                  • #39
                    Re: Challenge

                    ziada ter Larkiou ko sharm o hiya hoti hai, aur tawoqo bih hoti hai kai pehle "wo" hi izhaar kere...ager to wo larki bih dil mai kahien naa kahien chahti hai pihr hi,..warna to........:slap: :rose

                    Comment


                    • #40
                      Re: Chalenge

                      Originally posted by My ID
                      larkion ma sharm o haya ah jhooot larkion ma himat nahi hoti darpook hoti hain
                      han tu darna bhi her kisi ke bus ki baat nahi hoti.....

                      Comment


                      • #41
                        Re: Challenge

                        Originally posted by tauseeftariq
                        wah ummid sis...... tusi gr8 hoo.......

                        kiya dialog maraa hai....... wah wah.........
                        app ko tu Yash chopra key movies main Dialog writer ke jobe mil sakti hai
                        :lol :lol :lol :lol
                        just joking.........
                        achi baat hai app logon ko jan leti hai...... per yeh zaroori nahin
                        jo jaisa nazer aye woh wasy ho bhi


                        Meri rooh ke hakeeqat mery ansoon sey pochoo
                        meraa majlesi tabsum meraa tarjumaan nahin


                        hum ne tu yun hi aik baat kahi thi...:blush:
                        aur jo aap ne kaha hai na keh aap logon ko jaanti hain tu bhai jaane mein aur sumjhne mein farq hota hai...
                        jaante tu hume sub hai lakeen sumjhta koi nahi....

                        Comment


                        • #42
                          Re: Chalenge

                          Originally posted by Cruze
                          yaaram bhai ye kia .........:tauba aap nay to bat hi khatam ker di ...
                          Kahan khatam hoi hay :) Yeh bohat lamba topic hay :zuban:
                          Originally posted by ummid
                          tu aap phir se shoro ker dijye.....:zuban:
                          waise bhi ladke baat ko badhane mein expert hote hain..(yaaram bhai ke illawah

                          waqui koi shaak nai :rose
                          Allah

                          Comment


                          • #43
                            Re: Chalenge

                            Originally posted by Yaaram
                            Kahan khatam hoi hay :) Yeh bohat lamba topic hay :zuban:
                            [/color][/font][/size]
                            waqui koi shaak nai :rose
                            hum shaq wali koi baat karte hi nahi...:lpop:

                            Comment


                            • #44
                              Re: Ezhaar

                              Originally posted by ummid
                              lolzzzzzz...
                              Aap mane ya na mane yahi such hai...:zuban:
                              Nahi ager aap zabardasti kerti hein mananay ko to theek he

                              Mein phir bhi nahi maanta :lol :lol :kr: :kr: :kr:
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #45
                                Re: Ezhaar

                                Originally posted by My ID
                                wah bhai kia baat ki app na app na bilkol sachai ko zahe kia:salam:
                                Thank you n mention not :wk
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X