Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Challenge

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Challenge

    salam dosto kia hall ha app sab ka
    ma app sa aik baat poochna chahoon gha k zyada ter dekhnay ma aaya haa k larkay he kion lakion sa ezhare muhabbat kartay hain larkian kion nahi karti pehle halaan k larki us ki muhabbat ko kabool b kar leti ha:mm:
    Last edited by My ID; 3 May 2006, 16:53.

  • #2
    Re: Chalenge

    jub Aap ko is sawal ka jawab mil jaaye tu plzz hume bhi bata dijye ga...:lpop:
    hume bhi pata karna hai ke ladke aakhir itne munh phat kyun hote hain???:tauba
    aakhir khuch tu laihaz karna chahiye na???

    Comment


    • #3
      Re: Chalenge

      Originally posted by ummid
      jub Aap ko is sawal ka jawab mil jaaye tu plzz hume bhi bata dijye ga...:lpop:
      hume bhi pata karna hai ke ladke aakhir itne munh phat kyun hote hain???:tauba
      aakhir khuch tu laihaz karna chahiye na???
      pehlay app ye bataoo k app larki hoo k larka :mm: phir app ki baat ka jawab deta hoon:)

      Comment


      • #4
        Re: Chalenge

        yar is main waisay challenge ki koi bat nahi thi .....jahan tak izhare muhabbat ka sawal hai to jis main himmat ho wohi ker sakta hai ye kam .larkian to dari dari sehmi sehmi hoti hain wo ye kam nahi ker sakti ......aur dosray apni ahmiat bhi to jatani hai na unhon nay.........
        When you are in light, everything will follow you..... But when you enter dark, even your own shadow will not follow you. That is Life!

        Comment


        • #5
          Re: Chalenge

          ye chalenge he too ha app k samnay k app kiss tarhan us k samnay ezhare muhabbat karoo gay

          Comment


          • #6
            Re: Chalenge

            Originally posted by My ID
            pehlay app ye bataoo k app larki hoo k larka :mm: phir app ki baat ka jawab deta hoon:)
            hum UMMID hai..aur Ummid feminine word hai...:tauba
            waise bhi Ummid "hoti" hai..."hota" nahi..:)
            yaani hum ladki hain.....:thmbup:
            ab kahiye kya jawab dena chahte hain aap...

            Comment


            • #7
              Re: Chalenge

              Originally posted by ummid
              hum UMMID hai..aur Ummid feminine word hai...:tauba
              waise bhi Ummid "hoti" hai..."hota" nahi..:)
              yaani hum ladki hain.....:thmbup:
              ab kahiye kya jawab dena chahte hain aap...
              app larki hoo to larkon ki bethak ma kia kar rahi hoo:cc:

              Comment


              • #8
                Re: Chalenge

                Originally posted by My ID
                app larki hoo to larkon ki bethak ma kia kar rahi hoo:cc:
                bhaiyon ke gher behne kya karne aati hai...:)

                Comment


                • #9
                  Re: Chalenge

                  Originally posted by ummid
                  bhaiyon ke gher behne kya karne aati hai...:)
                  lakin ye ghar nahi bethak ha :lol

                  Comment


                  • #10
                    Re: Chalenge

                    Originally posted by My ID
                    lakin ye ghar nahi bethak ha :lol
                    kya farq padhta hain jahna humare bhai aur dost, wahin hum...:thmbup:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Chalenge

                      Originally posted by ummid
                      kya farq padhta hain jahna humare bhai aur dost, wahin hum...:thmbup:
                      haan ye baat b sahe kahi app na wasay app apna nam too bataoo bhai ko

                      Comment


                      • #12
                        Re: Ezhaar

                        Originally posted by My ID
                        salam dosto kia hall ha app sab ka
                        ma app sa aik baat poochna chahoon gha k zyada ter dekhnay ma aaya haa k larkay he kion lakion sa ezhare muhabbat kartay hain larkian kion nahi karti pehle halaan k larki us ki muhabbat ko kabool b kar leti ha:mm:
                        Shaid larky apny dil ke baat chupa nae sakty... lakin asa nahe k sirf larky he izhar-e muhabat karty hayn larkion sey.. muhabat jo jiss ko b ho jay chahy wo larka ho yah larke.. kabe na kabe kise na kise time per izhar karna he parta hay ..:slap: ..
                        Life is more strict than a teacher
                        A teacher teaches a lesson
                        and takes an exam.
                        But life takes an exam
                        and then teaches a lesson

                        Comment


                        • #13
                          Re: Ezhaar

                          Originally posted by My ID
                          salam dosto kia hall ha app sab ka
                          ma app sa aik baat poochna chahoon gha k zyada ter dekhnay ma aaya haa k larkay he kion lakion sa ezhare muhabbat kartay hain larkian kion nahi karti pehle halaan k larki us ki muhabbat ko kabool b kar leti ha:mm:
                          Larkay saaf go hotay hein :blush:
                          larkay meesnay nahi hotay :blush:
                          larkay achay hotay hein :blush:
                          Masoom hotay hein :blush:
                          jis pe dil aaye usay keh dete hein :blush:
                          koi baat dil mein nahi rakhtay :blush:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #14
                            Re: Ezhaar

                            Originally posted by munda_sialkoty
                            Larkay saaf go hotay hein :blush:
                            larkay meesnay nahi hotay :blush:
                            larkay achay hotay hein :blush:
                            Masoom hotay hein :blush:
                            jis pe dil aaye usay keh dete hein :blush:
                            koi baat dil mein nahi rakhtay :blush:
                            correction:

                            Larkay foozol go hotay hein :blush:
                            larkay meesnay hotay :blush:
                            larkay achay nahi hotay hein :blush:
                            Masoom bhi nahi hotay hein :blush:
                            jis jis pe dil aaye usay keh dete hein :blush:
                            koi baat pait mein nahi rakhtay:blush:
                            Last edited by ummid; 4 May 2006, 08:24.

                            Comment


                            • #15
                              Re: Chalenge

                              larki main ziada sharm-o-haya ka unsar paya jata hay is lye :rose
                              Allah

                              Comment

                              Working...
                              X