Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sunil Dutt passes away

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Sunil Dutt passes away

    Assalaam o alekum,

    Sunil Dutt passes away

    Well known veteran actor and politician Sunil Dutt expired this morning in Mumbai. He passed away peacefully in his sleep at his home. He would have celebrated his 75th birthday next Tuesday. He leaves behind his son, well-known filmstar Sunjay Dutt, and daughters Namrata and Priya and his grandchildren.

    Sunil Dutt has been Minister for Youth Affairs and Sports Minister. Born on 6th June, 1929, in the small village of Khurd (now in Pakistan) in district Jhelum, he went on to become one of the top leading men of his time. Besides his illustrious career as an actor - with films like BR Chopra's 'Ek Hi Raasta' (1956) and Mehboob Khan's 'Mother India' (1956) to his credit -- he will be remembered for his philanthropy and social work. Mr Dutt was last seen on-screen in the runaway hit 'Munnabhai MBBS', where he played father to his real life son Sanjay. In a distinguished career spanning many decades, he acted in 106 films and directed six.
    http://movies.indiatimes.com/articleshow/1121127.cms
    :tang: RISK IS MY BUSINESS

    DANGER IS MY GAME

    DONT PLAY WITH ME
    BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

    Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

    Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

  • #2
    Re: Sunil Dutt passes away

    No doubt he was one of the legends ..!!!

    Comment

    • #3
      Re: Sunil Dutt passes away

      Originally posted by khurram_shaikh

      very sad news
      kal suni the yeh khabar
      or parsoun pakistan kay actor Rngeela fout hoo gay hain
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #4
        Re: Sunil Dutt passes away

        aisii hastiyaaN kabhi martii naheeN.wo mar k bhi zinda rehtii haiN.un ki kar-karadagii sada unko zinda rakhtii hay.
        :)

        Comment

        • #5
          Re: Sunil Dutt passes away

          hmmmmmmmmmmmmmmmmm
          http://www.genericviagra2015shop.com/

          Comment

          • #6
            Re: Sunil Dutt passes away

            Zinda Dil insaan thay Sunil Dutt sahab, MusalmanoN ke liye unhoN ne bahut kuchh kiya...

            Main unn se sirf do baar mila...ek baar jab 1996 meiN padd yatra ke liye nikle thay aur hamare shahar meiN qayam pazir huwe.

            Second time in 1999, 10th Akbar Road new Delhi meiN jab school ke liye appointment lene unke chamber pahuncha tha, unhoN ne baRi garm joshi se isteqbaal kiya, lekin date dene se qaasir rahe kyoN ke ussi shaam wo Mumbai jaane wale thay, tab jaa kar maiN ne Vinod Khanna se date liya tha.
            Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
            Hamarey naam ka patthar zaroor milega

            Comment

            • #7
              Re: Sunil Dutt passes away

              [QUOTE=Spy009]Zinda Dil insaan thay Sunil Dutt sahab, MusalmanoN ke liye unhoN ne bahut kuchh kiya...

              Assalaam o alekum,

              ji haan sahi kahaa aapnien mujhe achchi tareh yaad hai 1992 mien jab BABRI MASJID SHAHEED KI GAYI THI aur Bombay mien fasaaad phoot pare they tab woh ek wahid Member of parliament they jinhoonien apni kursi se resign kiyaa thaa aur jiss dileeri se musalmaanoon kaa saath diyaa thaaa ke utni dileeri to kisi musalmaan leader nien bhi nahin dikhaaayi thi aur musalmaanoon kaa saath denien kaa silaa bhi milaa thaa unhien unke bete sanjay ko TADA ke tahat giraftaar kiyaa gayaa jisse sanju baba aaj tak bari nahin ho sakaa
              :tang: RISK IS MY BUSINESS

              DANGER IS MY GAME

              DONT PLAY WITH ME
              BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

              Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

              Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

              Comment

              • #8
                Re: Sunil Dutt passes away

                [QUOTE=khurram_shaikh]
                Originally posted by Spy009
                Zinda Dil insaan thay Sunil Dutt sahab, MusalmanoN ke liye unhoN ne bahut kuchh kiya...

                Assalaam o alekum,

                ji haan sahi kahaa aapnien mujhe achchi tareh yaad hai 1992 mien jab BABRI MASJID SHAHEED KI GAYI THI aur Bombay mien fasaaad phoot pare they tab woh ek wahid Member of parliament they jinhoonien apni kursi se resign kiyaa thaa aur jiss dileeri se musalmaanoon kaa saath diyaa thaaa ke utni dileeri to kisi musalmaan leader nien bhi nahin dikhaaayi thi aur musalmaanoon kaa saath denien kaa silaa bhi milaa thaa unhien unke bete sanjay ko TADA ke tahat giraftaar kiyaa gayaa jisse sanju baba aaj tak bari nahin ho sakaa
                Correct Khurram sahab...
                1993 ke danga meiN Sanjay Dutt ne apni car ke aage muslaman ko marte dekha, usne musalmano k gharoN ko jalte dekha, uske dil mein musalmano ke liye Hamdardi hai aur hoga kyoN nahiN, jise maN aur mama se virasat meiN paya. Tab jaa kar RSS, aur Shiv Sena ne uske Khilaf conspiracy tayyar karke TADA meiN phanasaya ke wo musalmano ka hamdard kyon hai.
                Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                Comment

                Working...
                X