Assalamo allaikum
Is baat mein kitni sachaee hai keh agar tum chahtey ho keh tumhara roab-o- dabdaba rahey tu khamosh hojao. Kyunkeh khamoshi kay peechey khizana chhupa hota ha. Paharoon ki ha'bat ki waja khamoshi ha sehra ka roab bhi khamoshi hai
Tum kabrustan say dartay ho waha tu murdey hain...tumhey kiya kahein gaein??? kuch nahi....Magar khoof hai kyunkeh wahan khamoshi hai.
To kya khamoshi waqaee roab-o-dabdaba ki pehchan hai?

Comment