Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Khamoshi~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~*~Khamoshi~*~

    Assalamo allaikum

    Is baat mein kitni sachaee hai keh agar tum chahtey ho keh tumhara roab-o- dabdaba rahey tu khamosh hojao. Kyunkeh khamoshi kay peechey khizana chhupa hota ha. Paharoon ki ha'bat ki waja khamoshi ha sehra ka roab bhi khamoshi hai

    Tum kabrustan say dartay ho waha tu murdey hain...tumhey kiya kahein gaein??? kuch nahi....Magar khoof hai kyunkeh wahan khamoshi hai.

    To kya khamoshi waqaee roab-o-dabdaba ki pehchan hai?
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: ~*~Khamoshi~*~

    yeh kya bongihai ........ samajh hi nahi aayi to jawab kya dain :cc:
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: ~*~Khamoshi~*~

      Originally posted by Sweet & Sour
      yeh kya bongihai ........ samajh hi nahi aayi to jawab kya dain :cc:
      Yaar main ney kisi aaqil ko kehtey suna tha keh jo log khamosh rehtey hain, woh aik pur'asrar parsonality rakhtey hain, unka us waqt tak roab hota hai jab tak woh boltey nahin, to kya yeh sach hai keh roab wala bandah aksar chup rehta hai??
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #4
        Re: ~*~Khamoshi~*~

        Originally posted by Masood
        Yaar main ney kisi aaqil ko kehtey suna tha keh jo log khamosh rehtey hain, woh aik pur'asrar parsonality rakhtey hain, unka us waqt tak roab hota hai jab tak woh boltey nahin, to kya yeh sach hai keh roab wala bandah aksar chup rehta hai??

        pata nahi :donno:
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: ~*~Khamoshi~*~

          :shh: :shh: :shh: :shh:
          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: ~*~Khamoshi~*~

            Originally posted by Masood
            Assalamo allaikum

            Is baat mein kitni sachaee hai keh agar tum chahtey ho keh tumhara roab-o- dabdaba rahey tu khamosh hojao. Kyunkeh khamoshi kay peechey khizana chhupa hota ha. Paharoon ki ha'bat ki waja khamoshi ha sehra ka roab bhi khamoshi hai

            Tum kabrustan say dartay ho waha tu murdey hain...tumhey kiya kahein gaein??? kuch nahi....Magar khoof hai kyunkeh wahan khamoshi hai.

            To kya khamoshi waqaee roab-o-dabdaba ki pehchan hai?
            Jahan tak insaani roob aur dubdabay ki baat he to yeh depend kerta he ke insaan by nature kitna sakhat he...kuch loogon mein confidence ki kami hoti he aur wo hamoosh rehtay hein...lehaza yeh baat cent percent sahi nahi ke jo loog hamoosh rehtay hein un ka roob aur dabdaba ziada hota he
            :thmbup:

            Comment


            • #7
              Re: ~*~Khamoshi~*~



              :shh:

              Comment


              • #8
                Re: ~*~Khamoshi~*~

                Originally posted by Masood
                Assalamo allaikum

                Is baat mein kitni sachaee hai keh agar tum chahtey ho keh tumhara roab-o- dabdaba rahey tu khamosh hojao. Kyunkeh khamoshi kay peechey khizana chhupa hota ha. Paharoon ki ha'bat ki waja khamoshi ha sehra ka roab bhi khamoshi hai

                Tum kabrustan say dartay ho waha tu murdey hain...tumhey kiya kahein gaein??? kuch nahi....Magar khoof hai kyunkeh wahan khamoshi hai.

                To kya khamoshi waqaee roab-o-dabdaba ki pehchan hai?
                kafi had tak theek he ye baat

                Comment


                • #9
                  Re: ~*~Khamoshi~*~

                  kuch had tak theek bhi hai ...or kahi kahi is main sacahi nazar nahi ati
                  wesay yeh to such hai khamosh rehnay walye logoo ki personality bari purisrar si hoti hia pr jab boltay hain to tab bhanda phoot jata hai :lol
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment

                  Working...
                  X