Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Pasandeedah Subject~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: ~*~Pasandeedah Subject~*~

    Originally posted by munda_sialkoty
    :kr:

    Yani kharboozay ko dekh ker kharbooza rang paker raha he :lol
    ji nahi khar yaani gadhey ko daikh ker boza yaani bander rang pakdta hai......:kr:

    Comment


    • #62
      Re: ~*~Pasandeedah Subject~*~

      yaha to parhai ki batain hoo rahi hain :bhago:
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #63
        Re: ~*~Pasandeedah Subject~*~

        Originally posted by Khalil
        Mo ha sherti ha Aloom


        yehni k sochial study
        Lekin moasharti aloom to aik bohat dilchusp mazmoon hai is mein hamein society key barey mein patah chalta hai, agar ham issey seriously lein to hamari moashrey mein behtree pedah kar sakta hai... haina??
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #64
          Re: ~*~Pasandeedah Subject~*~

          Originally posted by Sweet & Sour
          kon janey yeh kitna sach hai
          kabhi kabar aankhon dekha kano suna bhi to ghalat hota hai na .... :tauba
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #65
            Re: ~*~Pasandeedah Subject~*~

            Originally posted by Sweet & Sour
            hum challenge apny barabar walon ka accept kertye hain
            oyeee hoyee kya drama'bazi hai challenge challenge hota hai nadeedi :zuban:
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #66
              Re: ~*~Pasandeedah Subject~*~

              Originally posted by aDhori Pari
              Meray favourite subjects
              Accounting
              Economics
              Maths
              aur na pasandeedah
              Stats
              aur :mm:
              chemistry and physics kisi zamanay maiN buri lagte thay
              :cc: Accounting, Economics and Math pasand hain Stats pasand nahin???? aik hi field key mazameen nahi sarey???
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #67
                Re: ~*~Pasandeedah Subject~*~

                Originally posted by ummid
                ji nahi khar yaani gadhey ko daikh ker boza yaani bander rang pakdta hai......:kr:


                Tum ne Esha ko Gadha kaha ya Boza :cc:
                :thmbup:

                Comment


                • #68
                  Re: ~*~Pasandeedah Subject~*~

                  Originally posted by Masood
                  Lekin moasharti aloom to aik bohat dilchusp mazmoon hai is mein hamein society key barey mein patah chalta hai, agar ham issey seriously lein to hamari moashrey mein behtree pedah kar sakta hai... haina??
                  Yeh Moaasharti Aloom sirf pakistan mein perhaya jata he aur tub se perhaya ja raha he jub se Pakistan bana...kia behtari aai moaashray mein :khi:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #69
                    Re: ~*~Pasandeedah Subject~*~

                    Originally posted by munda_sialkoty
                    Yeh Moaasharti Aloom sirf pakistan mein perhaya jata he aur tub se perhaya ja raha he jub se Pakistan bana...kia behtari aai moaashray mein :khi:
                    na parhaney walon ney saheeh tarha parhaya, na parhney walon ney parha, na issey likhney walon ney saheeh likha to - aisa hi hona tha na :tauba
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #70
                      Re: ~*~Pasandeedah Subject~*~

                      Originally posted by Masood
                      na parhaney walon ney saheeh tarha parhaya, na parhney walon ney parha, na issey likhney walon ney saheeh likha to - aisa hi hona tha na :tauba
                      isi liye hum aisay aloom ki kabi tareef nahi kertay :shh:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #71
                        Re: ~*~Pasandeedah Subject~*~

                        Originally posted by Sweet & Sour
                        My fav onse were
                        )

                        Ek hi subject tha jis se meri jaan jati thi :tauba wo tha Chemistry :ahhh:

                        :tauba :tauba :tauba Ye chemistry hamein bhi Zehar lagty thi
                        aur Mathematics physics dono Fav: subject thay:lpop:
                        sigpic

                        Comment


                        • #72
                          Re: ~*~Pasandeedah Subject~*~

                          Originally posted by Eshaa_wellwisher
                          :tauba :tauba :tauba Ye chemistry hamein bhi Zehar lagty thi
                          aur Mathematics physics dono Fav: subject thay:lpop:
                          zahir hai chemistry mein dimagh jo larrana parta hai - aur jab dimagh hi............... :lpop:
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #73
                            Re: ~*~Pasandeedah Subject~*~

                            Originally posted by Eshaa_wellwisher
                            :tauba :tauba :tauba Ye chemistry hamein bhi Zehar lagty thi
                            aur Mathematics physics dono Fav: subject thay:lpop:
                            ager aisi baat he to physics ka koi easy sa question karon :wk
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #74
                              Re: ~*~Pasandeedah Subject~*~

                              Originally posted by Masood
                              zahir hai chemistry mein dimagh jo larrana parta hai - aur jab dimagh hi............... :lpop:
                              Yeh larkiaan dimaag larana kia jaanein...yeh sirf zubaan larana jaanti hein...:zuban:
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #75
                                Re: ~*~Pasandeedah Subject~*~

                                Originally posted by munda_sialkoty
                                Yeh larkiaan dimaag larana kia jaanein...yeh sirf zubaan larana jaanti hein...:zuban:
                                :lol :tauba tauba karo bhai apna jumla drust karo - zuban LARANA nahin CHALANA :lol bohat farq hai dono mein
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X