Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Pasandeedah Subject~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~*~Pasandeedah Subject~*~

    Assalamo allaikum

    Hamarey paas mashaAllah bohat sarey aisey members hain jo abhi student life sey guzar rahey hain :tasali: aur bohat sarey aisey hain jo is life sey guzar chukey hain - Lekin yeh aik aisa daur hota hai jo sab per aata hai - chalein jaldi sey btaein keh aap ko kaun sa subject pasand huwa karta tha/hai aur kis sey sakht kisam ki chirr huwa karti thi/hai :tauba

    Main apney sey start leta hoon, mujhey:

    Pasandeedah:
    Physics/Chemistry
    Math
    German

    Na'pasandeedah:
    English
    Danish
    Sports Hour
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: ~*~Pasandeedah Subject~*~

    Hum aap se aik poem share kar rahe hain Masood bhai...:shh:
    ise padh ker aap andaza laga lijye ke hume kaun se subject na pasand hain......:tauba
    When I die, Bury Me deep....
    Ten Feet Down Fast As Sleep..

    Place My Stats Book On My Head..
    Tell My Teacher That I Am Dead..

    Place My Cognitive Book On My Chest..

    Place My Counseling Book In My Right Hand..
    Tell My Teacher Nothing I Understand..

    Place My Abnormal Book On My Left..

    For They Are Those Who Made Me Die..:tauba

    Comment

    • #3
      Re: ~*~Pasandeedah Subject~*~

      Originally posted by ummid

      seedha seedha kaho school sey tang ho :tauba
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • #4
        Re: ~*~Pasandeedah Subject~*~

        Pasandeeda
        English
        Urdu
        Statistics
        Islamic Studies
        Na Pasandeeda
        Chemistry
        Physics
        Math :khi:
        Allah

        Comment

        • #5
          Re: ~*~Pasandeedah Subject~*~

          Originally posted by Masood
          seedha seedha kaho school sey tang ho :tauba
          na!! colege se tang hain...
          school tu hum bade zooq-w-shoq se jaate the..:)
          College nahi pasand....:tauba

          Comment

          • #6
            Re: ~*~Pasandeedah Subject~*~

            Originally posted by Masood
            Assalamo allaikum

            Hamarey paas mashaAllah bohat sarey aisey members hain jo abhi student life sey guzar rahey hain :tasali: aur bohat sarey aisey hain jo is life sey guzar chukey hain - Lekin yeh aik aisa daur hota hai jo sab per aata hai - chalein jaldi sey btaein keh aap ko kaun sa subject pasand huwa karta tha/hai aur kis sey sakht kisam ki chirr huwa karti thi/hai :tauba

            Main apney sey start leta hoon, mujhey:

            Pasandeedah:
            Physics/Chemistry
            Math
            German

            Na'pasandeedah:
            English
            Danish
            Sports Hour
            Mera fav. subject tha Maths...i was always outstanding in it...throughout mein is mein bohat acha raha.

            Is ke ilawa physics, chemistry bhi fav thay....8th class mein arabic kuch difficult lagti thi...lekin us mein bhi class mein sub se ziada marks liye...actually mujay kisi bhi subject se nafrat nahi thi...i was good in all :)
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: ~*~Pasandeedah Subject~*~

              Originally posted by ummid
              Hum aap se aik poem share kar rahe hain Masood bhai...:shh:
              ise padh ker aap andaza laga lijye ke hume kaun se subject na pasand hain......:tauba

              When I die, Bury Me deep....
              Ten Feet Down Fast As Sleep..

              Place My Stats Book On My Head..
              Tell My Teacher That I Am Dead..

              Place My Cognitive Book On My Chest..

              Place My Counseling Book In My Right Hand..
              Tell My Teacher Nothing I Understand..

              Place My Abnormal Book On My Left..

              For They Are Those Who Made Me Die..:tauba

              mujay aap se puri hamdardi he :tasali:
              waise poem achi he :wk
              :thmbup:

              Comment

              • #8
                Re: ~*~Pasandeedah Subject~*~

                Originally posted by Yaaram
                Pasandeeda
                English
                Urdu
                Statistics
                Islamic Studies
                Na Pasandeeda
                Chemistry
                Physics
                Math :khi:
                :tauba :tauba aap to merey ulat ho :D
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #9
                  Re: ~*~Pasandeedah Subject~*~

                  Originally posted by ummid
                  na!! colege se tang hain...
                  school tu hum bade zooq-w-shoq se jaate the..:)
                  College nahi pasand....:tauba
                  :tauba to college school ka bada bhai hai na - yahan per ziyada seekhaya jata hai
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #10
                    Re: ~*~Pasandeedah Subject~*~

                    Originally posted by munda_sialkoty
                    8th class mein arabic kuch difficult lagti thi...lekin us mein bhi class mein sub se ziada marks liye...actually mujay kisi bhi subject se nafrat nahi thi...i was good in all :)
                    I liked German as I said but hated English - lekin jab hamarey imtihaan huwey to mujhey English mein ziyada marks miley aur German mein kam :blush:
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • #11
                      Re: ~*~Pasandeedah Subject~*~

                      My fav onse were
                      Islamic studies
                      Maths
                      civics
                      Sochial studies
                      Urdu
                      Biology
                      Homechonomics (cooking day was used to be fun :D )
                      English (was Ok ....... not very fav but never had any troubles with it either )

                      Ek hi subject tha jis se meri jaan jati thi :tauba wo tha Chemistry :ahhh:

                      sigpic

                      Comment

                      • #12
                        Re: ~*~Pasandeedah Subject~*~

                        Originally posted by Masood
                        :tauba to college school ka bada bhai hai na - yahan per ziyada seekhaya jata hai
                        koi zyada nahi sikhaya jaata.....:na:
                        school waqai bauhat accha hota hai..
                        uniform, batch.....kitna displine hota hai ke todne ko bhi maza aaye.......
                        college tu Allah ki panah..:tauba

                        Comment

                        • #13
                          Re: ~*~Pasandeedah Subject~*~

                          Originally posted by Masood
                          I liked German as I said but hated English - lekin jab hamarey imtihaan huwey to mujhey English mein ziyada marks miley aur German mein kam :blush:
                          Hota he...kabi kabi marks dene walay dhooka kha jatay hein :lol waise yaar German zubaan mein ne nahi perhi, is liye mujay nahi pasand, mere khyaal se yeh bohat mushkil ho gi :blush:
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14
                            Re: ~*~Pasandeedah Subject~*~

                            Originally posted by Sweet & Sour
                            My fav onse were
                            Islamic studies
                            Maths
                            civics
                            Sochial studies
                            Urdu
                            Biology
                            Homechonomics (cooking day was used to be fun :D )
                            English (was Ok ....... not very fav but never had any troubles with it either )

                            Ek hi subject tha jis se meri jaan jati thi :tauba wo tha Chemistry :ahhh:

                            Fav. to aik do hi hotay hein...yeh aap ne wo subjects bata diye jo aap ne apni puri zindagi mein kabi na kabi perhay hein :lol
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #15
                              Re: ~*~Pasandeedah Subject~*~

                              Originally posted by Sweet & Sour
                              Biology
                              Homechonomics (cooking day was used to be fun :D )
                              English (was Ok ....... not very fav but never had any troubles with it either )

                              Ek hi subject tha jis se meri jaan jati thi :tauba wo tha Chemistry :ahhh:

                              Biology mujhey bhi achha lagta tha magar woh part nahin jo bohat wah'hiyaat huwa karta tha, us sey ham aksar boycott kar diya kartey they - yahan per to taleem bhi itni open hai keh bas :tauba

                              Homeecnomics hamarey paas bhi tha aur cooking kiya kartey they :lol phir khud hi beth kar khaya kartey they - aur aakhir mein pechhtaya kartey they

                              ... aur chemistry sey to apa bhago gi - dimagh istimaal karna parta hai na - jo aap key paas :ahhh::bhago:
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              Working...
                              X