Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik Chhoti Si Baat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Aik Chhoti Si Baat

    Man wali baat thori galat hay jab tak unhain koi karhay-e-numayan sar anjaam de kar na dikhaya jaye :khi: Saas wali baat to sola aane theek hay :)
    Allah

    Comment


    • #17
      Re: Aik Chhoti Si Baat

      Originally posted by Yaaram
      Man wali baat thori galat hay jab tak unhain koi karhay-e-numayan sar anjaam de kar na dikhaya jaye :khi: Saas wali baat to sola aane theek hay :)
      achha :wk
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #18
        Re: Aik Chhoti Si Baat

        Originally posted by Masood
        is liye nahin keh yeh baat main ney likhi hai - lekin baaz oqat yeh hota hai keh agar koi neya neya shair ghalib key kisi misrey ko sunaeiy to log kehtey hain, mashaq jari rakho, aur agar woh ghalib ka naam ley ker sunaey to log wah wah kar uth'tey hain :lol
        lagta hai aap in haalat se guzre hain.....

        Comment


        • #19
          Re: Aik Chhoti Si Baat

          Originally posted by ummid
          lagta hai aap in haalat se guzre hain.....
          how come???? aisi baat nahin koi - bas bohat sarey logon ko aisey suna hai.
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #20
            Re: Aik Chhoti Si Baat

            Originally posted by Masood
            how come???? aisi baat nahin koi - bas bohat sarey logon ko aisey suna hai.
            suni sunai baaton per aitbaar na kiya kijye....... :na:
            jitna aap per bite utna hi such maniye...

            Comment


            • #21
              Re: Aik Chhoti Si Baat

              Originally posted by ummid
              suni sunai baaton per aitbaar na kiya kijye....... :na:
              jitna aap per bite utna hi such maniye...
              Dadi amman nahin kata :khi:
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #22
                Re: Aik Chhoti Si Baat

                Originally posted by Masood
                Dadi amman nahin kata :khi:
                Aap per dada..woh bhi humare.......:zuban:

                Comment


                • #23
                  Re: Aik Chhoti Si Baat

                  Originally posted by Masood
                  Har shakhs itna aqalmand nahin hota jitna uski maan ussey samajhti hai aur har shakhs utna bewaqoof nahin hota jitna uski saas ussey samajhti hai

                  sahi ............. samajh hoti kahan aap logo ke pass jo kuch samjha jayeh :tauba
                  sigpic

                  Comment


                  • #24
                    Re: Aik Chhoti Si Baat

                    Originally posted by munda_sialkoty
                    Dil ko lagti he baat bakri ki :khi:
                    aik to tumhein bakriyaan bohat yaad aati hain - kya kisi astable mein net use kartey ho :lol
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #25
                      Re: Aik Chhoti Si Baat

                      Originally posted by Sweet & Sour
                      sahi ............. samajh hoti kahan aap logo ke pass jo kuch samjha jayeh :tauba
                      :lol aap key beton ki aur phir aap key damadon ki khair nahin, Allah unhein apni hifazat mein rakhein :p
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #26
                        Re: Aik Chhoti Si Baat

                        Originally posted by Masood
                        :lol aap key beton ki aur phir aap key damadon ki khair nahin, Allah unhein apni hifazat mein rakhein :p

                        aap oun ki fiker na karein ...mei typical maan aur saas ki tarah oun ke sar per nahi baithon gi na oun se aisi koi expectation keroun gi....... I'll treat them as human beings ........ aap apni fiker kero :tasali:
                        sigpic

                        Comment


                        • #27
                          Re: Aik Chhoti Si Baat

                          Originally posted by Masood
                          aik to tumhein bakriyaan bohat yaad aati hain - kya kisi astable mein net use kartey ho :lol
                          Bakriyaan astable mein hoti hein kia...wahan per to murgiyaan hoti hein :lpop:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #28
                            Re: Aik Chhoti Si Baat

                            Originally posted by Sweet & Sour
                            aap oun ki fiker na karein ...mei typical maan aur saas ki tarah oun ke sar per nahi baithon gi na oun se aisi koi expectation keroun gi....... I'll treat them as human beings ........ aap apni fiker kero :tasali:
                            Ham bhi unhein usi tarha treat karein gey jaisey aap - aur mujhey apni fiker hoti to shayid kab ka apney liye aasaniyaan talash kar chuka hota - main to khamoshi mein hi mara jata raha hoon :tauba
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #29
                              Re: Aik Chhoti Si Baat

                              Originally posted by munda_sialkoty
                              Bakriyaan astable mein hoti hein kia...wahan per to murgiyaan hoti hein :lpop:
                              ab yeh baat to tumhein patah ho gi jo paindu ka paindu hi raha hai :zuban:
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              Working...
                              X