Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik Chhoti Si Baat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aik Chhoti Si Baat

    Har shakhs itna aqalmand nahin hota jitna uski maan ussey samajhti hai aur har shakhs utna bewaqoof nahin hota jitna uski saas ussey samajhti hai
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Aik Chhoti Si Baat

    Originally posted by Masood
    Har shakhs itna aqalmand nahin hota jitna uski maan ussey samajhti hai aur har shakhs utna bewaqoof nahin hota jitna uski saas ussey samajhti hai
    ager yeh kisi famous writer ki quote hai tu hum is 50-50 sahi man lete hain ..warna Humari ammi tu hume duniya ki aakhri bewaqoof sumjhte hai....Aqalmand nahi sumjhte.......:na:
    aur humari saas.......abhi unhon ne kuch kaha nahi....:tauba

    Comment

    • #3
      Re: Aik Chhoti Si Baat

      Originally posted by ummid

      zarori nahi ke her bat samjai jay :lol wese
      saas hamesha apni bahoo ko zoban se kam hi samjati he :cc:
      ...................................
      Rob :eye:

      Comment

      • #4
        Re: Aik Chhoti Si Baat

        are nahi kagaz wala
        Originally posted by Masood
        Har shakhs itna aqalmand nahin hota jitna uski maan ussey samajhti hai aur har shakhs utna bewaqoof nahin hota jitna uski saas ussey samajhti hai
        koch maanyn apni olad ko koch bhi nahi samajti lekin on main pher bhi bohot si khobiya nikal aten hen on main ek qisam jahaz ki bhi he :lol
        are nahi bhi kagaz wala nahi :tauba wo jo seraf dharti perhi ..................
        Rob :eye:

        Comment

        • #5
          Re: Aik Chhoti Si Baat

          yeh to shadi k baad hee pata chaly ga...

          Comment

          • #6
            Re: Aik Chhoti Si Baat

            Originally posted by Khalil
            yeh to shadi k baad hee pata chaly ga...
            Pata kia chalna he....lug pata jaye ga :khi:
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: Aik Chhoti Si Baat

              Originally posted by Masood
              Har shakhs itna aqalmand nahin hota jitna uski maan ussey samajhti hai aur har shakhs utna bewaqoof nahin hota jitna uski saas ussey samajhti hai
              Dil ko lagti he baat bakri ki :khi:
              :thmbup:

              Comment

              • #8
                Re: Aik Chhoti Si Baat

                Salam
                aisi baat choTi baat nahi hoti..
                doosra yai k SAAHIB E HAAL hona zaroori hay iss baat k liay..
                aab e zarr ka intezaam kar k yai baat likhi jaani chahiyai aur shaadi k dafaatir maiN numaayaaN jagah pay aawaizaaN honi chahiyai..
                Baykamal
                Last edited by baykamal; 24 April 2006, 16:16.

                kyoN RAZA mushkil say Dariay----jabb nabi S.A.W mushkil kusha ho

                Comment

                • #9
                  Re: Aik Chhoti Si Baat

                  Originally posted by baykamal
                  Salam
                  aisi baat choTi baat nahi hoti..
                  doosra yai k SAAHIB E HAAL hona zaroori hay iss baat k liay..
                  aab e zarr ka intezaam kar k yai baat likhi jaani jaani chahiyai aur shaadi k dafaatir maiN numaayaaN jagah pay aawaizaaN honi chahiyai..
                  Baykamal
                  aye ki keh raya ein kamalay :lpop:
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Aik Chhoti Si Baat

                    Originally posted by laila
                    zarori nahi ke her bat samjai jay :lol wese
                    saas hamesha apni bahoo ko zoban se kam hi samjati he :cc:
                    ...................................
                    accccccccccccchhhhha hume tu koi tajruba nahi...
                    lagta hai aap ko bada experience hai is baat ka ...:lol
                    waise aap saas hai ya bahu......:cc:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Aik Chhoti Si Baat

                      Originally posted by ummid
                      accccccccccccchhhhha hume tu koi tajruba nahi...
                      lagta hai aap ko bada experience hai is baat ka ...:lol
                      waise aap saas hai ya bahu......:cc:
                      Yeh to sirf larki hein :lpop:
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Aik Chhoti Si Baat

                        Originally posted by munda_sialkoty
                        Yeh to sirf larki hein :lpop:
                        tu saas aur bau kya hoti hain????? woh bhi ladki hi hoti hain....

                        Comment

                        • #13
                          Re: Aik Chhoti Si Baat

                          Originally posted by ummid
                          ager yeh kisi famous writer ki quote hai tu hum is 50-50 sahi man lete hain ..
                          yeh baat ko phabi nahin hamein - kya achhi batein siraf famous writer hi likh saktey hain? :cc:
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment

                          • #14
                            Re: Aik Chhoti Si Baat

                            Originally posted by Masood
                            yeh baat ko phabi nahin hamein - kya achhi batein siraf famous writer hi likh saktey hain? :cc:
                            Nahi Msood bhai bhi likh sakte hain.......:phool:

                            Comment

                            • #15
                              Re: Aik Chhoti Si Baat

                              Originally posted by ummid
                              Nahi Msood bhai bhi likh sakte hain.......:phool:
                              is liye nahin keh yeh baat main ney likhi hai - lekin baaz oqat yeh hota hai keh agar koi neya neya shair ghalib key kisi misrey ko sunaeiy to log kehtey hain, mashaq jari rakho, aur agar woh ghalib ka naam ley ker sunaey to log wah wah kar uth'tey hain :lol
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              Working...
                              X