Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~General knowledge quiz ~~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~General knowledge quiz ~~

    Originally posted by Say_lani
    Blood goes to heart from different parts of body through veins is called deoxygenated bcaz it has lack of oxygen and access of carbondioxide
    except pulmonary vein

    and the blood goes to different parts of body from heart through arteries is oxygenated blood bcaz it has access of oxygen
    except pulmonary artery

    and im not sure about amount of carbondioxide...i'll check it inshAllah

    thanks for participating...keep sharing your knowledge inshAllah:thmbup:

    its your turn to ask the q inshAllah
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment

    • Re: ~~General knowledge quiz ~~

      Barg-i-Gul plz share after confirmation ...thanxx
      i would like to aks q abt Quaid-i-Azam ......A way to tribute him ....As 25th december is Coming..
      So my Question is that who did Use The Word Quaid-i-Azam for Muhammad Ali Jinnah for the first time???
      thanx
      Hamain Khabar hai K ham Hain churag Akhir shab
      ~~~HamaraY Baad Andaihra nahi Ujala Hai ~~~

      Comment

      • Re: ~~General knowledge quiz ~~

        Originally posted by Say_lani
        Barg-i-Gul plz share after confirmation ...thanxx
        sure saylani inshAllah....i'll put a spearate thread for blood circulation ...inshALlah
        Originally posted by Say_lani
        i would like to aks q abt Quaid-i-Azam ......A way to tribute him ....As 25th december is Coming..
        So my Question is that who did Use The Word Quaid-i-Azam for Muhammad Ali Jinnah for the first time???
        thanx
        mujhey nahi maloom .... :donno:
        n wud like to know inshALlah.
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment

        • Re: ~~General knowledge quiz ~~

          kia mai bataoon true answer ya wait karna hai ???tell
          Hamain Khabar hai K ham Hain churag Akhir shab
          ~~~HamaraY Baad Andaihra nahi Ujala Hai ~~~

          Comment

          • Re: ~~General knowledge quiz ~~

            just wait for one more day inshAllah :-)
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment

            • Re: ~~General knowledge quiz ~~

              Originally posted by Say_lani
              Barg-i-Gul plz share after confirmation ...thanxx
              i would like to aks q abt Quaid-i-Azam ......A way to tribute him ....As 25th december is Coming..
              So my Question is that who did Use The Word Quaid-i-Azam for Muhammad Ali Jinnah for the first time???
              thanx
              Qayad e Azam ka laqab قائد اعـظم كا لقـب

              1936 mein Muslim League jaagirdaron, nawabon aur khan bahaduron ke haathon se nikalr kar aam musalmano ki jamayat ban chuki thi, yeh party Hindustan ke 14 karod musalmano ka ek bahut badi party thi, during that period Bengal aur Punjab ke Muslim provinces bhi Muslim League mein shamil ho gaye thay, aur yun Muslim League Congress ke ham barabar solid political power mein tabdeel ho gayi, then Musalmane Hind ne Mohammad Ali Jinnah ko apna based (qayad) aur leader tasleem kiya.

              Delhi se ek akbhar الامانnikalta tha uss ke Editor ka naam tha Maulana Mazhar Uddin, unhon ne hi first time apney ussi Akbhar الامان mein Mohammad Ali Jinnah ke liye قائد اعـظم كا لقـبka laqab diya.

              Lahore ke extremist group (sar garam) leader Firoze Uddin Miyan ne har jalson mein Qayed E Azam zinda baad ke naare lagwa kar mashoor kar diya.

              Pakistani bhai bahan iss baat ki tasdeeq karen,
              Main Indian hoon, mujhey jitna information tha share kiya,

              Shukriya:rose

              Spy009
              December 25, 2005
              Last edited by Spy009; 25 December 2005, 10:18.
              Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
              Hamarey naam ka patthar zaroor milega

              Comment

              • Re: ~~General knowledge quiz ~~

                Originally posted by Spy009

                :salam: Spy Aap k Indetail answer nay bohot kHush kia k aap indian honay k bawjoud itna jantay ho....God bless u brother:rose
                100% right answer.....now who wil put up the Q???
                Hamain Khabar hai K ham Hain churag Akhir shab
                ~~~HamaraY Baad Andaihra nahi Ujala Hai ~~~

                Comment

                • Re: ~~General knowledge quiz ~~

                  Originally posted by Spy009
                  Qayad e Azam ka laqab قائد اعـظم كا لقـب

                  1936 mein Muslim League jaagirdaron, nawabon aur khan bahaduron ke haathon se nikalr kar aam musalmano ki jamayat ban chuki thi, yeh party Hindustan ke 14 karod musalmano ka ek bahut badi party thi, during that period Bengal aur Punjab ke Muslim provinces bhi Muslim League mein shamil ho gaye thay, aur yun Muslim League Congress ke ham barabar solid political power mein tabdeel ho gayi, then Musalmane Hind ne Mohammad Ali Jinnah ko apna based (qayad) aur leader tasleem kiya.

                  Delhi se ek akbhar الامانnikalta tha uss ke Editor ka naam tha Maulana Mazhar Uddin, unhon ne hi first time apney ussi Akbhar الامان mein Mohammad Ali Jinnah ke liye قائد اعـظم كا لقـبka laqab diya.

                  Lahore ke extremist group (sar garam) leader Firoze Uddin Miyan ne har jalson mein Qayed E Azam zinda baad ke naare lagwa kar mashoor kar diya.

                  Pakistani bhai bahan iss baat ki tasdeeq karen,
                  Main Indian hoon, mujhey jitna information tha share kiya,

                  Shukriya:rose

                  Spy009
                  December 25, 2005
                  :clap:

                  jazakAllah khair spy....
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment

                  • Re: ~~General knowledge quiz ~~

                    Originally posted by Say_lani
                    100% right answer.....now who wil put up the Q???
                    inshAllah spy :thmbup:
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment

                    • Re: ~~General knowledge quiz ~~

                      Chaliye India ke ek mashoor leader se related question

                      Mohan Das Karamchand Gandhi, Jisey Mahatama Gandhi bhi kahtey hain

                      Q. Sab se pehle Gandhi ko "Mahatma" ka laqab kisney diya ?
                      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                      Comment

                      • Re: ~~General knowledge quiz ~~

                        i know a bit abt it :)
                        The title Mahatma was first given to Gandhi on January 21, 1915 by his pioneer supporter Nautamlal Bhagavanji Mehta at Kamribai School in Jetpur, Gujarat India.......
                        IS it right
                        its sansikrat word..Maha meaning great and Atma meaning Soul...
                        Hamain Khabar hai K ham Hain churag Akhir shab
                        ~~~HamaraY Baad Andaihra nahi Ujala Hai ~~~

                        Comment

                        • Re: ~~General knowledge quiz ~~

                          Originally posted by Say_lani
                          i know a bit abt it :)
                          The title Mahatma was first given to Gandhi on January 21, 1915 by his pioneer supporter Nautamlal Bhagavanji Mehta at Kamribai School in Jetpur, Gujarat India.......
                          IS it right
                          its sansikrat word..Maha meaning great and Atma meaning Soul...
                          YOU given correct meaning of MAHATAMA:thmbup:

                          Mahatma is sanskrit word from Mahataman
                          Maha + Atma = Great + Soul

                          The title "MAHATMA" was accorded Gandhi in 1915 by his admirer Rabindernath Tagor (the first Asian to win the Nobel Prize for Literature)

                          In response Mahatma Gandhi also given a title of "Guru" (Great Teacher) to Rabindernath Tagore
                          Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                          Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                          Comment

                          • Re: ~~General knowledge quiz ~~

                            Aap log ki ijazat ho to NEXT question karoon
                            Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                            Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                            Comment

                            • Re: ~~General knowledge quiz ~~

                              Originally posted by Spy009
                              Aap log ki ijazat ho to NEXT question karoon
                              aap ko ijazat di jati hai :p irshad farmaye :lpop:
                              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                              Comment

                              • Re: ~~General knowledge quiz ~~

                                India ki first lady pilot koun thi ?
                                Pakistan ki first lady pilot koun thi ?

                                (Waise Pak ke first lady pilot ke baarey mein mujhey nahin pata)
                                Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                                Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                                Comment

                                Working...
                                X