Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

*~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: *~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

    Originally posted by aabi2cool View Post
    admin hy to jan hy naheen balk admin hi to jan hy..:wk
    I SEE :lol lakin kis ki :lol
    "All I have learned from Life is that I know nothing."




    Comment


    • Re: *~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

      Originally posted by Gul-e-Lala View Post
      aankhon ka ghussey say kiya taluq aur waise bhi ye hat ham nay Style k tore per pehna hua hai jab humain ghussa aye ga tou hat utar ker aankhen dikha dein na tou lag pata jaye ga
      to aap aankhon ki maar do gi :wk to phir seedha seedha kaho na hamari nigahein hi qatal hai :eye:
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: *~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

        Originally posted by aabi2cool View Post
        admin hy to jan hy naheen balk admin hi to jan hy..:wk
        Jaan hai to jahan hai :D
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: *~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

          Originally posted by Masood View Post
          to aap aankhon ki maar do gi :wk to phir seedha seedha kaho na hamari nigahein hi qatal hai :eye:
          aap ki?:cc:
          "All I have learned from Life is that I know nothing."




          Comment


          • Re: *~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

            Originally posted by Masood View Post
            Jaan hai to jahan hai :D
            ye tou cooking oil ka ad lagta hai
            jan hai tou jahan hai
            Dalda mein pakaye :lol
            "All I have learned from Life is that I know nothing."




            Comment


            • Re: *~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

              Originally posted by Masood View Post
              Jaan hai to jahan hai :D
              ji bilkul aabi hy to jan jahan hy:wk
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment


              • Re: *~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

                Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                aap ki?:cc:
                hamari to hain hi lajawab madam aap hamari nigahon ko challenge mat karna :p aap apni ki fiker karein jo Zia-ul-Haq jaisi hain :p


                Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                ye tou cooking oil ka ad lagta hai
                jan hai tou jahan hai
                Dalda mein pakaye :lol
                aur isi tarha aik add mujhey bhi yaad aaya, woh aik aati hai ko 25sala larki aur kehti hai:

                30 saal ka tajarbah hai
                mera nahin
                Madeyna Vegetable Oil ka


                ham jaisey maskhrey kuchh aur hi samajh betey :p
                :kr: :kr: :kr:
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: *~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

                  aap apni ki fiker karein jo Zia-ul-Haq jaisi hain :p

                  masood bhai ye zia ul haq kon hain...? moaf kijiye ga mera jugrafia zara kamzor hy...:lpop:
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment


                  • Re: *~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    aap apni ki fiker karein jo Zia-ul-Haq jaisi hain :p

                    masood bhai ye zia ul haq kon hain...? moaf kijiye ga mera jugrafia zara kamzor hy...:lpop:

                    yeh woh sahib nahin jinki aankhein Gul-e-Lala sey milti hai :p
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: *~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

                      Originally posted by Masood View Post
                      hamari to hain hi lajawab madam aap hamari nigahon ko challenge mat karna :p aap apni ki fiker karein jo Zia-ul-Haq jaisi hain :p



                      kiya hua phir? itni teer andaz qisam ki nigahen thein merhoom ki. waise aap bhoot rahe hain QATAL nigahon ka daawa aap ne kiya tha ham ney nahi :eye:
                      "All I have learned from Life is that I know nothing."




                      Comment


                      • Re: *~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

                        Originally posted by Masood View Post
                        yeh woh sahib nahin jinki aankhein Gul-e-Lala sey milti hai :p
                        ji han inn ki aankhein ham per gae hain lakin hamari aankhein shuker hai AAP per nahin gayen woh shair hai na

                        uus ki ankhon ko kabhi ghore say dekha hai Faraz
                        AIK HE SUF MEIN KHARREY HO GAYE MEHMOOD O AYAZ

                        100% fit bethta hai AAP ki aankhon per :khi:
                        "All I have learned from Life is that I know nothing."




                        Comment


                        • Re: *~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

                          Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                          kiya hua phir? itni teer andaz qisam ki nigahen thein merhoom ki. waise aap bhoot rahe hain QATAL nigahon ka daawa aap ne kiya tha ham ney nahi :eye:
                          Ham ney qatal nigahon ka dawa apna nahin kiya tha - balkeh aap ki shatir nigahon ka kaha tha jo nazar hi nahn aati - chuni muni :p
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: *~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

                            Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                            ji han inn ki aankhein ham per gae hain lakin hamari aankhein shuker hai AAP per nahin gayen woh shair hai na

                            uus ki ankhon ko kabhi ghore say dekha hai Faraz
                            AIK HE SUF MEIN KHARREY HO GAYE MEHMOOD O AYAZ

                            100% fit bethta hai AAP ki aankhon per :khi:
                            :kr: Shuker karein Ahmed Faraz Pegham ka member nahin warna woh becharey to tarrap utht'tey aap ka zoq dekh ker ... is per mujhey bhi aik shair yaad aaya - yani aap ki aankhon per:

                            Gul-e-Lala ki aankhon mein woh masti hai yaaro
                            keh teer hai kahin aur nishana kahin :p :p
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: *~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

                              Originally posted by Masood View Post
                              Kaam ho to insaan bore nahin hota, boriyat ho rahi ho to iski wajah kuchh aur hoti hai - boriyat ka ta'aluq bhi dil sey hai agar dil mein kisi shay ki kami ho to boriyat hoti hai - aap ka kya khiyal hai?

                              u know tum batein bohat hee pyaree karletey ho kabhee kabhee
                              :lpop:
                              If Allah brings you to it, He will bring you through it.

                              Happy moments, praise Allah.
                              Difficult moments, seek Allah.
                              Quiet moments, worship Allah.
                              Painful moments, trust Allah.
                              Every moment, thank Allah.



                              Comment


                              • Re: *~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

                                Originally posted by Masood View Post
                                yeh woh sahib nahin jinki aankhein Gul-e-Lala sey milti hai :p
                                is masly ko agar jugrafiyai tor par samjha jay to baat uon samjh main aati hy k jis jugrafiyai hudood main in sahib ki ankheen hain bilkul ussi tarz por gule lala ji cheray par ankhoon k asraat pay jaty hain..kaya main theek samjha..:lpop:
                                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                                Comment

                                Working...
                                X