Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Yaad Aaya

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Yaad aaya

    Mabrook arabic lafz hai for Mubarak :D
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • Re: Yaad aaya

      halla halla sanu paindoowaan nu kee pattah :D :D
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: Yaad aaya

        pattah sey yaad aya key mujhey khud teen char lafz maloom hein :$
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • Re: Yaad aaya

          Lafz se yaad aaya ke baaq oqat kisi ki tareef karne ke lye alfaz keu muk jate hain :)
          Allah

          Comment


          • Re: Yaad aaya

            na milney sey yaad aaya keh aap uski tareef hi nahin karna chah rahey hon ge :D :D
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: Yaad aaya

              Tareef se yaad aaya ke baaz tareefein aisi hi hoti hain :khi:
              Allah

              Comment


              • Re: Yaad aaya

                aisi hi say yaad aya ...aisi cheezian bas asi hi hoti hain ..... :shh:
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment


                • Re: Yaad aaya

                  Cheez se yaad aaya ke kuch cheezain humaer lye kitni khas hoti hain ;)
                  Allah

                  Comment


                  • Re: Yaad aaya

                    khas say yaad aaya ky kuch loog hamare laiy bohat khaas hoty hain :p

                    Comment


                    • Re: Yaad aaya

                      khas logon se yaad aya ke khas log jab ham se door jate hen to kitna udas kar dete hen na :(

                      Comment


                      • Re: Yaad aaya

                        udaas honey sey yaad aya keh let move ahead ab peechey murr ker dekhney sey faedah?
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: Yaad aaya

                          faede se yaad aya ke life me esa kaam bhi karne parte hen jin ka bazaher koi faeda nazer nahi ata.

                          Comment


                          • Re: Yaad aaya

                            kaam sy yaad aya ky bohat say kaam hum kerna nahe chahty mager na chahty hoay bhe humko kerny party hain

                            Comment


                            • Re: Yaad aaya

                              chahny say yaad aya kay komal mai tum say chah ker bhe naraz nahe ho sakte.tum to mujhy bhol hi gae ho :(

                              Comment


                              • Re: Yaad aaya

                                Bhoolny say yaad aaya ky kuch loog hoty hain jin ko hum kabhe bhe nahe bhool sakty chahny ky bawajod bhe nahe ;)

                                Comment

                                Working...
                                X